Abeer's admission

241 28 2
                                    

The next day everyone was at home as they were expecting Rohan to come.

Navya - wese nandini , i have shifted here permanently

Nandini - yaa

Navya - waha abeer play group me tha but this time uska admission pre primary section me karwana hoga,

Nandini - yaa i know

Manik - tum kyu chinta karti ho navya , hum sab hai na abeer ka admission best school of mumbai me hoga

Navya - hmm

Cabir - uska admission Dhirubhai Ambani school me hoga , till the time he's not prepared aur jese hi wo thoda bara hoga , he will go to the most prestigious school of India , humara school , Warrior High

Navya - i knew it ki tum ise Warrior high jaroor bhejoge

Nandini - obviously navya , hum jese best school of india me parhe hai wese hi ye bhi wahi jayega ,

Aliya - good morning guys

Mukti - good morning

Dhruv - toh kya baate ho rahi hai

Navya - kuch nahi baas Abeer k school k bareme baat kar rahe the

Aliya - oh i forgot , waha ke forms distribute ho rahe hai , toh navya aaj jake collect kar le?

Navya - tum chalogi?

Aliya - haa kyu nahi, tum aur me chalte hai

Navya - okay then , mujhe koi problem nahi hai

Nandini - thik hai fir tum dono ho aao waha , and mukti Adi ka call aya the usne tumhe Bandra me bulaya hai ,

Cabir - wese nandini , humara kabil dost rohan kab aa raha hai

Nandini - oh uska bhi call aya tha , wo raat ko ayega dinner me abhi busy hai

Cabir- accha mai jaa raha hu office bye see you guys

Dhruv - mujhe bhi studio jana hai

Nandini - dhruv , aaj mai office nahi jane wali thi rohan ane wala tha na so ab toh wo nahi aa rha hai , ghar me bore ho jaungi, chalo mai bhi studio chalti hu

Dhruv - chalo fir , ready hoke thik 10.30 baje milte hai

Nandini- sure

Manik - mai kya karoon?

Nandini- ghar me raho ,aliya navya toh aa jayenge , Abeer , aaj manik chachu tumhare sath rahenge

Abeer - yaay, hum cartoon dekhenge okay uncle

Nandini- haa abhi tum jao okay

Abeer - okay

Manik - ek toh itni kam umar me uncle bana dia mujhe upar e babysitting bhi karu

Nandini - koi baat nahi manik , life me sab kuch karna chahiye,

Manik - haa haa , okay jao tum but jaldi ana

Nandini - don't worry afternoon tak wapas aa jaungi

Manik and abeer were playing as if they were father son, although manik didn't show much but he cared for abeer like his own son , he was always there for him and when cabir was not there , manik was the one to be a father figure for abeer.

Navya was seeing all this she recorded this and sent it to nandini and cabir

C (seeing the video) - he's truly a amazing friend , i m so lucky

N - waah Mr. Malhotra you're doing a good job

Dhruv - kya hai?

N - ye dekho

kaisi yeh yaarian 2.0Where stories live. Discover now