happy ending 💞

334 34 4
                                    

Hello guys, bonus here 😁

Let's start

In morning

Ks open her eyes

With a smiley face but after thinking something she become sad

At that time vs come in her room 

He has not slept last night , he was only thinking about ks and her condition because of him  , coming into the r he see ks sitting on her bed with a bright smile he also smile seeing her

He on a chair which is beside her bed

Ks- good morning

Vs- good morning
.
.
.
.
.
Vs- mujhe maaf kardo

Ks- tumhari galti nhi thi av ne planning hi esi ki thi .. or tum to kya koi or bhi hota to vo bhi mujhe galat hi samjhta

Vs- kya tum mujhe ek or moka de sakti ho ek nayi shuruwat karne ka  .. mai is baar tum par aankh band karke bhrosa karunga

Ks- bharosa hi h jo mai yaha wapas loat ke aai hu. Tumhe sach batane ke liye. Mujhe pata tha tum gusse mai ek baar jo faisla kar lete ho use Kabhi nhi badalte

Vs- ye sab mere gusse ki wajah se hi hua h

Ks- agar tum wapas mere pahle wale vyom ban jao to mai tumhe maaf kar aati hu

She said with a smile

Vs- thik h

And he stands and start to walking out of the room when ks shout

Ks- pichhli baar maine tumhe follow kiya tha is baar aap mujhe follow karoge  jaldi jakar taiyaar ho jaiye mujhe aapko kuchh dikhana h aapke liye suprise h

Both get ready and come in the hall

Ks said smiling- To ab mai aapko kya bulau ek CEO ya mera vyom

Vs- Jo tumhara man kare

Ks- ☺️MR CEO FOLLOW ME 👣

Vs start following her with a smile

Ks took him to a place and he gets shock to see the persons standing there

Vs to ks- mummy papa yaha par

Ks- Tumne hi to kaha tumhe ek moka chahiye to maine moka de diya.  Ab nayi shuruwat ke liye to hame apne bado ka aashirwad lena chahiye na

Ks touch his parents feet

Vs- Mummy papa aapko pata tha ki Karishma yaha aai hui h or aapne mujhe bataya hi nhi

Vm- vyom's mother
Vf- vyom's father

Vm- maine to tumhe bataya tha par shayad tum kaam mai kuchh jyada hi busy the. Yaad karo parso maine tumhe yaad karaya tha par shayad tumne dhyaan nhi diya

Vs try to think and he remember his mom saying him that they have found a girl for him if he meet her one time so.....

That time vs answered his mother that he don't want to get married now

Vf- maine to pahle hi kaha tha karishma ko apne ghar ki bahu bana lete h par ab vyom hi taiyaar nhi tha to.....

Ks- par uncle ab to taiyaar ho gaya ( smiling )

Ks and vs parents start talking with eachother and vyoshma look at eachother

Ks- ( slowly ) abhi surprise khatam nhi hua h ...... MR CEO FOLLOW ME 👣

And vs start following her again with a smile

They come to a place where their childhood picture are hanging on a wall

Ks pointed toward a photo with a smile- tumhe yaad h us din kya hua tha

Vs- Kaise bhul sakta hu is din tumhare sath mera pahli baar chhagda hua tha.  Or ham dono ne gusse mai photo khinch wai thi.  Mummy papa ke kahne par

Ks- uske baad tumhe tumhari galti ka pachhtava hua tha or maine tumhe maaf kar diya tha

Vs- tum mujhe hamesha hi badi aasani se maaf kar deti ho tume dar nhi lagta

Ks- ha lagat h      jab tum mere paas nhi rahoge to tumhari yaade mere sath rahengi................... Ek ladki bohot jayada nazuk hoti h   Jab vo ladki baar baar kisi par bharosa karti h to vo yahi umeed karti hai ki vo insaan samjhega or maine aaj wahi umeed tumse ki or aaj ham dono ke beech sab kuchh sahi ho gaya

Vs- ha bilkul

And both hug eachother

Just then their parents come there and say

- hamne tum dono ki shadi ki tareek niklwa li h to kya tum dono taiyaar ho shadi ke liye

Vyoshma Brock the hug and nodded in Yes 💞💞

.
.
HAPPY ENDING

this story ends Here

Hope you liked this story

Bye bye 💕💕

vyoshma : reunion after 7 years ( A Short Story )✅Where stories live. Discover now