you are karishma

371 41 9
                                    

Let's start

Vs look at ks and ask

Vs- tum kon ho

Ks smile and say

Ks- yaad karo

Vs try to think but he don't remember anything

Then ks shows him a locket and after seeing the locket he remember and smile and say

Vs- tum karishma ho

Ks smile after seeing his smile and say

Ks- ha .. or hansa karo bewakoof... Mai to tumhe thoda or pareshan karna chahti thi or thoda or darana chahti thi par mummy ne tumhe phone de diya or tumne apne PA se baat karli

And ks Start laughing after saying this

Vs- mujhe koi dar nhi lagta bas mujhe lag raha tha kahi tum kidnapper to nhi ho jo mujhe kidnap karna chahti hai

Km smile and say

Km- kafi bade ho gaye ho tabhi hame pahchan nhi paye

Vs touch her feet and say

Vs- sorry aunty jii aapko mile kafi time ho gaya shayad isi liye

Vs come to kf

Vs- uncle aap kaise h aapko to mai pahchan hi nhi paya kafi badal gaye h aap mai to aapka chahra puri tarah se bhul hi gaya tha

Kf smile and say

Kf- hmm Ham sab kal hi idea aaye h or hamne socha ki apne is naye ghar mai kuchh din rah lete h fir mumbai wapas aate h fir tabhi karishma ko phone aaya ki tumhari gadi khrab ho gayi h or usne sidhe tumhare paas jane ka socha or maine jane diya.......... Or batao tumhari Papa kaise hai mera jigari yaar kafi time ho gaya usse mile hue

Vs- uncle aap papa se milne chahte h to ek kaam karte h jaise hi barish rukegi aap mere sath chalna

Ks come toward vs and ask

Ks- mai tumhe kis angle se kidnapper nazar aati hu

Vs- har angle se😅

Ks- tum to ek company ke CEO ban gaye ho fir bhi mujhe pahchan nhi paye ( ks smile and say ) pata nhi apni company ko kaise sambhalte hoge jab tum apni dost ko hi nhi pahchan paye ... Or kya tum hamesha ye gusse wala expression lekar ghumte ho .. agar koi insaan tumhe achanak dekh le to far hi jae kabhi smile nhi kar liya karo

Vs- tum bhi to nhi sudhri abhi tak tumhara bachpana nhi gaya

At that time km call everyone for dinner all eat their dinner with some chit chat of old memories and goes to their rooms

After some time vs come out of his room and goes into ks room

Ks is sitting on her bed

Vs- tum abhi tak jaag rahi ho

Ks nodded in Yes and say with a smile

Ks- tum to time ke pakke insaan ho kuchh der pahle bol rahe the abhi tak soye nhi

Vs- ab ek businessman hu time ka pakka to hona hi h

Ks smile and come toward him with that locket

Ks- iska aadha hissa tumhare paas h lao dikhai

And forward her hand

Vs take of the locket from his neck and gave it to her

She smiles

Ks- kafi time baas ham wapas mile h

Vs- tumne vo sab kuchh kyu kaha tha

Ks stop smiling and say

Ks- mai sach kahu ya jhut

Vs- maine aunty uncle ke samne kuchh nhi kaha par mai tumse puchhna chahta hu Us din kya hua tha

Ks- agar mai kahu ki tumne us din jo kuchh bhi dekha vo sab jhut Tha to kya tum yakin karoge ... Nhi... To us din ki baate karne ka koi fayda nhi h .. or vaise bhi tum kafi mature ho or kafi badal bhi gaye ho isliye mai tumse jhut nhi bolna chahti isliye tum us din ki yaad mujhe mat dilao

Vs hold her hand and say

Vs- mai janna chahta hu us din kya hua tha

Ks stand up from her place and took out a phone from a drawer and sat beside him and switch on the phone

Ks- 7 saal pahle maine tumse kaha tha ki maine tumhe dhoka nhi diya h Magar tum shayad mujh par bharosa nhi karna chahte the or ab tum mujhe 7 saal purani bato ko yaad dila rahe ho ...... 7 saal pahle sab kuchh to khtam ho gaya tha hamari dosti   vishwas or ..pyaar.. ab un bato ko yaad karke kya fayda jab mujhe tumhari sabse jyada zarurat thi tab tum mere paas nhi the or ab tum mujh se itni purani baat puchh rahe ho or tumhe mujh par yakin h

Vs- us samay halat hi kuchh ese the ki....

Ks- us samay tum mujh par vishvas nhi karna chahte the isliye halat ko jimmedar mat thehrao

Vs- is baar mai tumhari baat sunna chahta hu please mujhe batao us din kya hua tha

Ks- us din ese hi barish ho rahi thi esa hi tufan aaya tha ham dono ki zindagi nai jisse ham dono ki zindagi alag ho gayi thi ......... Us hotel ke andar....

Ks look at vs

.
.
Upcoming - 7 years ago..
.
.
.

To be continued
Hope you like it

Bye bye 💕💕


vyoshma : reunion after 7 years ( A Short Story )✅Where stories live. Discover now