12.

1.7K 143 33
                                    

Kareenav reached haseena's house and there was security all around..

AS: itni security.. ? (Amazed) tum policewaali hi ho na..? (With a confused look)

HM: bahut zyada nahi bol rahe tum.. (Angrily) chalo ander.. (Held his hand and walked inside)

KS: maddam.. Hum chalte hai abhi.. Jai hind.. (Left)

Anuseena enters the house and found her parents in hall with tensed faces.. She slowly called..

HM: abbu.. (Placed hand on his shoulder)

RM: haseena.. (Whispered and stood up)

HM: abbu I... I am sorry... (Bowed head down)

SM: haseena Tu kisiko toh bata sakti thi na..(angrily) aur media ke saamne kya kiya tune.. (Loudly)

HM: ammi woh.. (Lowly and took a deep breath) ammi jo bhi tha woh sach tha.. Hum anu se pyaar karte hai aur woh hamare mangetar hai.. Yeh sabko batana zaruri tha.. Isiliye bata diya.. Aur rahi baat woh.. (Embarassed) woh kiss ki.. Woh toh hum excited the isiliye..

RM: jo bhi karan ho hum is rishte ko kabhi nahi maanenge... (Haseena gets tears)

AS: dekhiye hume pata hai ki aap log hume sahi nahi maante.. (Blankly) lekin hum waqai bahut imaandar insaan ban sakte the agar hume hamari maa samaan aunty ke liye jail na jaana padta toh.. (Sadly) humne toh ummeed bhi chhod di thi ki hum kabhi bahar aayenge par us din jab haseena humse milne aayi aun hume khud ki saccha batai to hume laga ki hum bhi apne sapnon ki taraf badh sakte hai.. Aur jab haseena jaisa bharosemand saathi ho toh kyun nahi..(smiled to her) abhi hum thode confused haie ki hume pyaar hai ya nahi par hum ab haseena ke saath khud ko ek behtar insaan samjh chuke hai.. Agar aap log nahi chahte ki hum saath rahen toh beshaq hum chale jaate hai.. Thank you.. (Joined hands and started leaving hurt from their silence)

HM: (held his wrist) ruko anu.. Hum bhi saath chalenge.. Kaha tha na sirf yeh ghar hai Mr. Rafeek malik ka.. Malik group of industries ke owner hum hai.. Use koi aur smabhalta hai kyunki hum dono police mai the aur agar nahi bhi hoti tab bhi hum apne pati ke liye sab kuch karne mai saksham hai... Ab hum aapse jald milenge abbuu.. Malik group of industries ke owner ki patni banke..

All looked at her shocked... She was really hurt that her abbh was not with her... She went upstairs while they three were silent for some minutes... Haseena came down with a suitcase and held anubhav's hand.. She gave her parents a disappointing look and walked out of house...

Outside, near a car..

Haseena was sitting on backseat with anubhav and driver was settling stuff at back..

AS: kya kiya hai haseena tumne.. (Frustrated)

HM: kya kiya.. (Loudly) jo kiya sahi kiya.. Har cheez unhe batake.. Samjhake aur phir bataya ki I love you... Aur news Mai jo hai woh sahi hai.. Hum tumse pyaar karte hai, tum jeete toh humne excited hoke kar di kiss... Aur rahi baar announce karne ki.. I don't mind that.. Hamari life hai yeh.. Ammi, abbu bahut zaruri hai par hum bhaut bade waale sanki hai.. Ek hafte Mai hi sahi ab yeh pyaar hai toh duniya idhar ki udhar ho jaaye hum tumko nahi chhodenge.. (Sternly) aur hume pata hai you love me too... Isiliye mahan toh banna hi mat.. I hate that TV serial type ke log... (Irritated)

AS: thik hai.. Jo sahi lage woh karo.. Hum tumhare saath hai.. (Smiled and she too)

HM: (kept head on his shoulder) anu please kabhi hume chhodne ki mat sochna.. Humne aapko apna sab kuch maan liya hai.. Agar aapko humse pyaar na ho toh hum seh lenge.. Par hamari jagah kisi aur se pyaar hua toh hum mar jaayenge.. Please aisa mat hone dena.. (Calmly and closed her eyes)

AS: (in mind) aisa nahi hoga.. Kyunki hume bhi ho gaya hai tumse pyaar... (Smiled) aaj raat achhe se bina kisi disturbance ke hum tumhe bataayenge... Hamari policewaali.. (Looked at her cute face)

They reached haseena's farmhouse and just stood outside.. She saw the name plate.. Mr. And mrs. Malik.. Her eyes turned glossy and she was about to took off that name plate when anubhav held his hand..

HM: kya kar rahe ho  (confused)

AS: tum name plate kyun hata rahi hi... ?

HM: kyunki yeh Mr. And mrs. Malik ka ghar nahi hai.. Hum dono ka ghar hai.. (Sternly)

AS: tab bhi toh wahi hua.. (Pointed to himself) Mr. Anubhav haseena malik.. Achha hai na.. (Chuckled)

HM: kyaa.. (Shocked) tum pagal ho kya.. Ladki ka surname lagaoge.. ?

AS: tumhi ne bole tha na ki sab equal hota hai.. Yoh tumne hamare liye apna ghar, ammi abbu ko chhod diya isiliye aajse hum.. Mr. Malik.. Hm..? (Smiled)

HM: hmm.

She also smiled and they went it... It was huge and wholely covered with unique and beautiful interior... They sent their luggage to room and haseena said turning to him..

HM: agar tum room nahi share karna chahte toh hum doosra room khulwa dete hai.. (Nervously)

AS: (pulled ger by waist) kyun..? (Huskily)

HM: (surprised and fumbled) k.. Kya kyun..

AS: hum room kyun nahi share karenge.. (Smiled) bilkul karenge.. (Rubbed his cheek over her)

HM: wo.. Woh hume laga ki aap comfortable na ho.. (Breathing a little heavy)

AS: (went near her ear and whispered slowly) I love you too.. (Smiled and kissed on her ear)

HM: (looked at him as he withdrew face from her) sach..? (Teary eyed)

AS: Haan..

Haseena hugged him tightly wrapping legs on his waist and hands on his neck.. He twirled her in air and them put down... haseena was very happy and again cling onto him.. He also wrapped her securely and said..

AS: ab ek baar tum apne bhaiya bhabhi se baat karlo.. Live in ka form banwane ke liye.. Warna mediawaale kuch bhi bol denge phir se.. (Smiled)

HM: shaam ko bol denge.. Abhi hamara man nahi hai.. (Snuggled in his chest) please hume kuch der aise hi rehne do..

Anubhav smiled and both spent the remaining day lovingly...

UPCOMING
New life....
Stay tuned..

Guys, just half hour ago got the news of demise of siddharth shukla... He was an fantastic actor and only for him I watched bigg boss for the first time ever.. Really very disturbed😔😔
RIP him..

Bye... 👋👋

MURDER'S LOVE.. 👿🔪Where stories live. Discover now