5.

1.6K 142 22
                                    

Haseena returns to headquarter and started enquiring about his case... She first read about ranvinay singh..

HM: biggest businessman in entire UP.. And very generous...

Here, someone was sitting on a big sofa having tea and said to someone..

Person: ise aisi jagah pahunchao ki hamare business ke aas paas bhi na aa paaye.. (Dangerously)

Haseena read another line...
HM: dusron ko apna maan ke madam karta hai..

That person stood up from sofa and ordered...

Person: anaath ashram mai donate kar dena... (Smirked) kyunki business ko bahut faayda hoga.. Baaki toh bhaad mai jaayen sab.. Business world mai apna faayda pehla hai... (Laughed)

Haseena disgustingly looked and read another line about him..
HM: family lover.. Care about family a lot but his son betrayed..

That person walked to hall where only his photo was there..

Person: apne aap ko ehmiyat do... Baaki sab toh pairon mai aa hi jaayega..

Here, haseena's patience was over and she threw her phone on wall..

HM: how dare they.. Usne bola aur inhone chhaap diya.. (Angrily) koi insaan kitna fake ho sakta hai na.. Just ridiculous.. (Composed herself) par abhi iski baaki ki kundali toh anu batayega tab tak bhai aur bhabhi se baat karte hai..

She sat down cooling ger senses and dialled two numbers on a conference call.. A lady in thirties and a man in thirties picked that video call...

HM: good evening bhai bhabhi.. (Smiled)

AK and VK: good evening.. (Smiling)

AK: aaj kaise yaad kiya hume.. (Teased)

HM: woh kuch batana tha aapko.. Aur help bhi chahiye.. (Nervous)

VK: kya baat hai haseena.. (Tensed) tu thik hai na..

HM: haan.. Woh darasal hume ek case reopen karwana hai.. (They nodded) woh aath saal purana case hai.. Jab hum pehle din jail gaye the to.. (Tell about anubhav leaving that she love him)

AK: hmm.. Par tujhe us cri.. Sorry us anubhav se kyun baat karni thi.. (Confused) l mean you want to help him sahi baat hai par aise milne aur is had tak jaake kisi anjaan ki madam karna..

VK: haan.. Jahan tak mujhe pata hai tujhe aankhen padhna aata hai thik hai par sirf is basis pe tu kisike pure past, present mai utha puthal nahi machaegi.. (Doubtful) sach sach bata kyun kar rahi hai uske liye yeh sab...

HM: wo.. (Nervously) woh hume.. (Deep breath) hume usse pyaar ho gaya hai.. Love at first sight.. (Sighed)

AK and VK: kyaa.. (Shocked)

HM: haan.. (Timidly) aur koi attraction ya infatuation nahi hai.. Pyaar hi hai aur hume apne pyaar ko sahi prove karna hai.. Aap log batao kya bhai aap hamara case ladenge aur bhabhi aap kuch proofs milne ke baad media ke through hamari help karengi.. Media aur ek best lawyer ke bina itna purana case jeetna impossible hai.. (Raised eyebrows)

VK: mai taiyar hun.. Media ke pehla kaam hai sahi dikhana lekin tujhe iske liye sahinptoves dikhna honge kyunki channel head news ko approve nhi karenge toh.. I can't help it.. (Sternly)

AK: hmm.. Tujhe ek police officer se hatke.. Ek dost ki tarah is case ko reopen karne ki application daalni padegi ek thos saboot ke saath.. Phir as a SP tujhe kisi best thane ko case handocer karna hoga.. Be careful..

HM: bhai.. (Disbelieved) hum hi police officer hai hume protocols pata hai.. Hum nahi anu ki behen is case ki arzi daalego aur wahi thana is case ko lead karega.. Ab begunaah ko bahar laane ke liye ek do rules toh shayad todne padenge.. Thank you.. Hum saboot ikatthe karke aapko case waale din hire karte hai.. Mr. Lawyer.. Byee. (chuckled)

They hang up the call and she went home... She reached there and her ammi said..

SM: aaja haseena khana khale beta.. (Smiling as always)

HM: ammi.. Hume bhookh nahi hai.. (Lostly and went upstairs)

SM: ise kya hua rafeek.. (Confused)

RM: mai dekhta hun.. Tum khana do mai khila ke aata hun...

He took the plate and went to haseena's room... She was standing on window with a pen and same robe..

RM: (came inside) kya hua baccha..

HM: (startled she wiped her tears and turned) ji abbu.. Ku. Kuch nahi hua..

RM: sach bata beta.. Kya baat hai.. (Cupped her face keeping plate aside)

HM: abbu bas ek case ki baat hai.. Hum uske baare mai hi soch rahe the... Aap rakhdo khana hum kha lenge abhi.. (Smiled)

He went from there and she laid on her bed..

HM: kaise karen anu ko begunaah saabit... Saboot laake hume karishma singh ko samjhana hoga.. Woh anu ko sahi samjhengi tabhi jaake yeh case jeetenge.. Kyunki iski investigation kisiko apna samajh ke karni padegi jo sirf wahi kar sakti hai.. I promise anu aisa hum karke rahenge.. I love you.. Good night love.. (She slept)

Here, in jail
Anubhav was laying on grass smiling this much for first time..

AS: yeh policewaali itni galat nahi thi.. Chaand ko dekhke sukoon toh mila aur uske saath baat karke bhi... Kash woh sach me apni kahi baat ko sahi saabit kare aur is baar hamara bharosa na toote.. Lekin koi hum jaise insaan se pyaar... (Sat straight) hume samajh nahi aa raha ki Kya hua hai.. Hume usse pyaar hai ya nahi hum nahi jaante..(confused) Par abhi uske bharose par bharosa rakhte hai.. Aaj tak itne dhokhebaazon pe bharosa kiya hai toh ispe bhi karlete hai... Dhyaan rakhna policewaali...

He also slept thinking what would be the future if they reopen that case..

Reshma's house,
Karishma was setting bed while thinking something.. Rehan came and hugged her from back..

RS: kya soch rahi hi karu.. (Kissed her cheek)

KS: rehan ji aapko pata hai ki aaj haseena maddam humko leke gayi thi.. Unhone humne dosti isliye ki kyunki woh anu bhaiya se.. (Sighed emotionally)

RS: kya anu bhaiya karu.. (Same tone)

KS: kyunki woh anu bhaiya se pyaar karti hai.. Unhe jail mai ek criminal se milke pyar ho gaya aur unhe lagta hai ki woh begunaah hai.. (Confused)

RS: lekin aise kaise ho sakta hai... Sab saboot toh unke khilaaf the na.. (Remember that day)

KS: haan.. Unhe galat fehmi hui hai hum kal khud jaake unse baat karte hai.. (Creased forehead)

RS: hmm... Abhi so jaao.. (Kissed her head)

They also slept..

UPCOMING
Karishma believe her brother..
Stay tuned.....
Bye... 👋👋

MURDER'S LOVE.. 👿🔪Where stories live. Discover now