Chapter- 16

692 64 27
                                    

Kunal: Bhai pls matt jaieye.

Abir: I am sorry nanko maine abb soch liya h . Aur misha ke tabiyat ke baare mein pta hi h.

Flashback,

Misha was ill. Abir call the doctor and check her.

Abir: Doctor usse kya hua wo thik toh h na .

Doctor : Abir misha ko migraine h.

Abir: What

Doctor : Haa usse thanda chiz matt dijiyega jyada aur thanda se bacha se rakhiyega aur ha stress se durr rakhiyega. Usse stress nhi hone chahiye .

Abir: jii doctor

Present,

Kunal: Thik h bhai aapki jo marji. Main ye guarantee bhi nhi de skta ki usko koi kuch nhi karega.
Aapne ye baat mishti aur baccho ko btie.

Abir: Nhi. Aaj bta dunga phir kl chla jaunga.

Kunal get sad and hugged abir. After that both came in hall and sat.

After sometime they eat dinner and came in their room.

In mishbir room,

Abir: Mujhe aap teeno ko kuch btana h.

Mishti : Bolo na abir.

Abir: Pehle tum log bolo jo main bolunga tum log mana nhi karoge.

Amish : Daddy humlog aapka baat humesha manege.

Misha : Yes daddy.

Mishti : Maine tumhe promise kiya tha na. Abb bolo kya baat h.

Abir: Humlog ye ghar chod ke kal chale jayenge.

Amish and misha look toward each other. Mishti shocked.

Mishti: Abir tum kya bol rhe ho.

Abir: Mishti main jo bol rha hoon sach bol rha hoon aur abb tumlog ne bola ki main jo bolunga tumlog maanoge. Mishti main tumhe baad mein samajh aata hoon. Misha, Amish tum dono bolo.

Both: Humne bola tha jo aap bolenge wo maanunga toh hume manjoor h.

Misha: Aur aap , mumma aur bhaiya toh rahenge hi.

Abir hugged both of them and kiss them.

Abir: Main jaanta tha aaplog meri baat maanoge. I love you both.

Both : We love you too daddy.

Abir: Chlo abb so jao. Humlog kl jayenge yha se.

Mishti slept both of them and covered them with duvet. Mishti is sad abir see this.

Both came in balcony.

Abir: Mishti meri baat samjho ek baar. Main ye apne baccho ko protect krne ke liye kar rha hoon.

Mishti : Abir sab toh yhi samjhenge ki main tumhe tumhari family se durr jar di.

Abir : Mishti koi kuch nhi samjhega aur samjhata h toh samjhane do logo ka yhi kaam rhta h kisi ke baare mein kuch bhi bolna. Ye sach nhi h mishti tum mujhe kisi se durr nhi kar rhi ho.

Yeh Rishtey Hain Pyaar Ke (Completed ) ✔✔Where stories live. Discover now