Chapter-4: Priyanka ki shaadi hain

1.7K 64 5
                                    

Naira - Kartik tum wedding preparations vaalo ko phone kardo.

Ishaan - KM main dhol nagaare vaale ko kabse phone kar raha hoon par dekho na utha hi nahi rahe. 

Naira - Tujh jaisa sadu jab phone karega to koi nahi uthaayega, main unhe phone karti hoon.

Ishaan - Wah bhai wah main karu to nahi uthaayenge aur aap karo to uthaayenge aisa kaise ?

Naira [irritated] - Dekh abhi tu paka mat aur jaa yaha se.

Ishaan - Main kyu jaau galti tumhaari hain aur saza main bhugtu naa ji naa.

Naira - Tu na jaa ke sanyas hi lele jab tak preparation nahi ho jaati uske baad main tujhe phone karke bula lungi.

P - Bhabhi dekhiye na meri matching jewellery nahi mill rahi aur mera dupatta bhi gaayab hain.

Naira - Prinku tera ek dupatta upar vaale room main tha aur chal hum shopping ke liye chalte hain aur kaira- kairav ke kapde bhi press karne hain aur mujhe bhi shopping karni hain.

Kartik - Aaram se naira, sab kaam ho jaayega plz tum itna stress mat lo.

Naira - Kya aaram kartik shaadi itni karib hain aur kitna saara kaam pada hain chal prinku shopping ke liye.

They went hurriedly.

Ishaan - Bhai agar KM naa hoti to humaara kya hota.

Kartik - Haa ishu jaan pehle hum sab ke baare main sochti hain phir khud ke baare main.

Kaira comes crying.

Kartik - Are meri doll ko kya hua kyun ro rahi ho aap ?

Kaira [Crying] - Papa kairav ne meri dress phaad daali.

Ishaan - Kairav aapne aisa kyun kiya, yeh gandi baat hain ?

Kairav - Sorry chaachu galti se ho gaya.

He held his ears.

Kartik [Taking kaira in his arms] - Koi baat nahi doll, mumma aapke liye na new-new dresses laane hi gayi hain, bua ki shaadi hain na isliye, happy ?

Kaira [Smiling] - Yay kaira new dress pehnegi, superb happy.

Kairav - Sorry kaira.

Kaira - Its ok kairav.

They hug each other.

Naira and priyanka did all the shopping and came back home.

At dinning table.

Kartik - Jaan prinku kaha hain ?

Naira - Vo apni friends ke saath hain.

Kids - Mumma humaara ho gaya hum jaa rahe hain.

Naira - Ok.

Ishaan looks lost.

Naira - Kya be chilgose kis khayaalo main khoya hua hain ?

Ishaan - Kuch soch raha tha.

Kartik - Tu kab se sochne laga ??

Ishaan - Nahi bhai jab karan ki family aayi thi to karan jis tarah se chutki ko dekh raha tha mujhe thik nahi laga.

Naira - Are ye kya bol raha hain zaroor tujhe koi galat fehmi hui hogi.

Kartik - Haa tu kuch zyaada hi soch raha hain aisa kuch nahi hain karan bohot accha ladki hain humaari prinku ke liye best.

Kaira : A SecretNơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ