What's in the wishlist☄️

Depuis le début
                                    

Armaan : par meri baat to suno..😦

Ab again cuts him

Ab : agar tum gir jate to tumhari haddiyoun ka churma ban jata
Aur fir bad mein ghum fir ke sab mujper hi chad jate
Agar tumhe kuch ho jata to ghar mein sab ki kya halat hoti pata hai tumhe kisi ki bhi parvaah nahi he
Tym na ek number ke ....😶‍🌫️😶‍🌫️

Armaan cut her sentence by pulling her towards him by her waist and putting his hands on her mouth

Abhira struggles to escape but armaaan tighten his grip

Ar : chup ekdum chup.
kabse bus kuch bhi boli jaa rahi ho. Tum kisi ki sun bhi liya karo kabhi ... Har baar tum jo sochi wo sach nahi hota hai and he takes off his hand off her.
And turn towards the wall and looks at the sky...

Abhira can sense that he is tensed but not sure so she stays quite

Both looking at the sky standing next to each other

After a minute

Ab : kab aye ghar?

Ar : dopeher ko kyun?

Ab : to phir kamre mein kyun nahi Aye?

Ar : thodi der akele bethna tha bus

Ab : kabhi kabhi jab raasta na najar aye to akele bethna chahiye shayad kuch sawalon ke javab mil jaye or sukoon bhi...🥺

Ar : kayi baar insaan aur ulaj jata hai unhi sawalon mein aur sukoon ki jagah sirf akelapan or mayoosi hi milti hai...🥺🥺

Ab and Ar look at each other and realise that something is bothering the other person

They both at the same time

Tum kuch share karna chahte/chahti ho!??

And the silence with the eye contact👀

They both wanted to share their pain with each other but couldn't

  Both in their mind

Ab : yeh meri ladai hai armaan mein janti hun tum already puri kaushish kar rahe ho meri padhai aur tumhari family ko manage karne ki mein tumhe dadisa  ke taunts ke bare mein batake tum par aur burden nahi dalna chahti

Ar : abhira tum to chali jaugi 1 saal baad , mein apni shikayat, apna pain  tumse share karunga to mujhe adat ho jayegi
Phir mein akela khud ko nahi sambhal paunga aur vese bhi mein janta hun
tum already pareshaan ho mujse aur meri family se mein tumhe aur pareshaan nahi karna chahta

They both at the same time turns toward the wall again and says nahi to and looks at the sky

Silence between them for a second or two

Ar : vese tumhe pata hai ek fayda hai hayan ane ka

Ab : Hume kya fayda hoga fayada to in machharo ko ho raha hai , mera khoon pi kar hatte katte ho jayenge while smacking her hand at her neck

Ar : nodes his head in denial
And says tum sachhi itni pagal ho yaa mera khoon jalane ke liye karti ho ye sab hann

Ab : gives him the annoying look😒

Ar : tumhe pata hai yahan shooting stars ☄️dikhte hai kabhi kabhi agar tum lucky hui to aj bhi dikhega phir tum wish mang sakti ho

Ab : arey waah shooting stars and all kya baat hai khadoosmaan tum itne bhi khadoos nahi ho

Armaan : chalo ab

Ab :  kahan !!?abhi to shooting star dikha bhi nahi hai aj to mein dekh kar aur wish mang kar hi jaungi

Ar : arey yahan....
And lays at the ground in the terrace
at the center

Ar : yahan se pura asmaan dikhata hai
Bahut khubsoorat aau na tum bhi dekho

Abhira jumps in the excitement and and run towards armaan and accidently trip and fall over armaan

Abhira is on top of armaan

Armaan is slowly falling for her

Back to the scene

Abhira's hair is all over her face but armaan can't see her eyes and her face

So he slowly slides her stand of hair from her face and tuck it back at her ear with his one hand while his other hand is on her back

He is lost in her

Abhira feels something and immediately wants to get off so she rolls at the left side of armaan

While armaan puts his left hand on the ground and abhira's head falls on his hand

Before they can adjust
They saw a shooting star in the sky

They scream

Shooting star with the wide smiles on their faces

They immediately closed there eyes and made a wish

Guess the wish!!? 





Love That Heals Où les histoires vivent. Découvrez maintenant