Atul drunk: Rag... hav.

Raghav: Dadi aur ruhan dekh rahe hai koie tamasha nhi.

Atul agreed and they came to main hall.

Ruhan: Raghav bhaiya you are really a superhero.

Raghav: Aur superhero ka supercool power kya hota hai ruhan?

Ruhan: Vo last mai saab thik kar dete hai.

Raghav: Exactly.

Moyna: Maa rasme.

Dadi: Haa. Raghav.

Raghav: I believe ladies first.

All smiled.

Moyna gaved monami ring.

Moyna: Ye lo Raghav ke naam ki angothi usse pehna do.

Monami slides ring in his finger. All clapped for her.

Raghav take ring and asked her to her hand. But she folded her hands near her chest.

Raghav: What?

Monami: Get on your knees.

All: Ooooooooo.

Raghav: Ohk whatever.

He bend on his knees. And took her hand in his.

Raghav: Life bahoot lambi hoti hai Monami. Aur iss life mai ek dost ek partner ek hamsafar ki jarurat hoti hai. Jo tum ho mere liye meri dost meri partner.

He slides the ring in her finger.

Raghav: Thank you.

Reeva in mind: I love you ki jagah thank you sad.

Monami didn't felt good but smiled.

Then dadi came and gaved a box to monami.

Dadi: Ye dehjoor hai. Vese toh ye shadi ke baad bahu ko dete hai par pata nhi tum dono ki shadi tak...

Raghav cut her: Ek sec... what dadi kya?

Dadi: Kuch nhi. Aur mere Raghav ka.

She gave him a shawl.

Raghav: Dadi ye toh dadu ki shawl hai.

Dadi: Dadu ke papa ki hai.

Raghav: Dadi aap mujhe isse haath bhi nhi lagane deti thi. Aur aaj aap mujhe ye de rahi hai!

Moyna: Ye kual family ki dharover hai. Tumhare papa ko tumhare dadu ne di unhe tumhare papa ke dadu ne di. Ye pashmina shawl hai. Kashmir ki shaan hai.

Avinash in mind: Kashmir mai chupa vo raaz jisse 22 saal pehle dafan kiya tha. Usse dafan hi rehna hoga. Apne atit ka ek bhi panna mai monu aur Raghav ke samne khulne nhi duga.

Dadi: Ye pashmina ke dhage saare parivar ko sanjhoye rakhte hai. Hamari family mai ladke ke shadi ke baad ghar ka sabse bada mard apne haatho se usse se shawl pehnata hai.

All looked at atul.

Raghav took shawl. And moved towards atul. Atul was about to take shawl but Raghav moved ahead to Avinash. All get shocked.

Raghav: Avi uncle hamare liye iss ghar ke bade aap hai. Aap hi ne iss parivar ko sanjhoye rakha hai.

Avinash looks at atul.

Avinash: Atul.

Atul nodded.

Avinash kept that shawl on Raghav's shoulder.

Raghav: Kesa lag raha hu dadi?

Dadi got tears in her eyes.

Raghav: Kya bat hai dadi badi senti ho rahi ho?

Dadi: Chal mai koie senti benti nhi hoti.

All moved towards guest. Reeva went to monami.

Reeva: All good monami?

Monami: Of course di.

Reeva: Nhi thoda tuff toh hoga hi itne acche din I love you ke jagah thank you sunna. It won't be easy.

Monami: Dosti pyaar se bada nhi hota di. Pyaar dhire dhire simat jata hai. Dosti rehti hai.

Reeva: Dosti relationship ka akhri kadam hona chaheye monami ek din samjhogi. Anyway good luck.

And she left from there. Avinash who was standing behind them had heard their conversation.

Avinash in mind: Raghav ne tumhara haath thama hai monu. Vo zindagi bhar tumhara khayal rakhega. Agar apne beti ko kisi ke havale kar sakhta hu toh vo sirf raghav hai.

Kashmir

A women in her 55 was looking at a photo.

A long tear escape from her eyes

Hoppla! Dieses Bild entspricht nicht unseren inhaltlichen Richtlinien. Um mit dem Veröffentlichen fortfahren zu können, entferne es bitte oder lade ein anderes Bild hoch.

A long tear escape from her eyes. Then a girl in her 22 came there. And saw her mother was looking at her childhood pic.

Girl: Kya mumma aap hamesha meri bachpan ki photo dekhti rehti ho. Ab mai badi ho gye hu aur apke samne hu mujhe dekho na.

Women wiped her tears. And kept that photo back on its place.

Women: Tu chup chap apna kaam kar jake. Aur mujhe bhi jane de.

Girl: Aap kahi jaa rahi ho?

Women: Aaj houseboat association ki meeting hai. Mai vahi jaa rahi hu.

Girl: Aaj achanak meeting?

Women: Haa. Pata ni kya hai. Chal apna khayal rakhna poshai.

Poshai: Suri aunty mera naam pashmina hai.

Suri: Toh mera naam bhi preeti hai samjhi. Chal.

Pashmina: Chalo Bye.

Preeti left from there.

Preeti in mind: Poshai tum samjhti ho ki vo photo tumhara hai. Par nhi poshai... vo meri beti hai. Tumhari judwa saggi behen. Meri bacchi. Uss insan ne mujhse meri beti ko dur kiya. Zindagi mai kabhi maaf nhi kar paugi usse. Mujhe toh uska naam bhi nhi pata.

Pashmina Side

Pashmina: Aaj phir sapne mai vo aya tha. Mera sapno wala rajkumar. Bas shambu ji meri apse yahi prarthana hai ki vo pardesi na ho. Kyuki mai pardesi se mohabbat nhi kar sakhti. 

TO BE CONTINUED

Monami~Dosti Mohabbat KiWo Geschichten leben. Entdecke jetzt