sana-batao kaisa dare
three did the discussion and the discussion came to an end.
sid-hum jo bhi kahegein vo tumhe pura karna hai aj ke din ke liye, bolo manzur
sana=manzur
sid=tumhe arti se kehna hoga ki tumhe sidharth ka kaam karna padega kyunki aaj sidharth theek nhi hai, jao
sana=thik hai
sana went to arti
sana=arti sidharth keh rha hai ki aaj uski tabiyat theek nhi hai to tum aaj ka saara kaam tum kar sakti ho kya
arti=kya hua si ko vo thik nhi hai kya
sana=tum khud hi dhekhlo
arti went to sid
arti=sid tum theek ho na
sid=haan mujhe kya hua hai
arti=are nhi vo sana keh rhi thi ki tum theek nhi ho isiliye puchne ayi
sid=haan vo sir dard ho rha hai
arti=main dabau kya
sid=are nhi it's ok
arti=are nhi nhi mai daba deti hun
sid=are koi baat nhi hai mai sana se dabwa lunga
arti=acha theeke
sid=are arti tum meri ek help kar sakti ho kya
arti=haan haan tum bolo na
sid=tum mera aaj ka saara kaam kar sakti ho kya
arti=haan sure(in mind, main kha fas gyi)
when arti went
sid=sana tumne usse aisa kyun kaha ki meri tabiyat theek nhi hai
sana=to aur kya kehti main
sid=acha theek hai
mahira=sana mere pair dabade
sana=han theek hai
Uske baad sana ne mahira ke pair dabaye.
Asim=shehnaaz ja paras ki wig utaar ke aa
Sana=haaye pagal ho gya hai kya
Sid=vo wig pehenta hai kya
Sana=haan, maine sabse pehle notice ki thi jab tum sab pool mei the na, to vo kone mai tha, to tab uski wig utar gyi thi, maine uske baad asim ko bhi dikhaya
Asim=acha ja paras ki wig utaar ke aa
Sana=haan, haan ja rhi hunSana goes near paras and vo sofa per char jati hai uske baad vo apna haath paras ke balo par rakhti hai aur uski wig ko zor se uthaker neeche feink deti hai
Sana=oh! Sorry sorry paras galti se hogaya
Paras=chal koina par kisiko bataiyi na theek hai
Sana=haan haan theeke haiSid, asim, mahira were laughing outside seeing the scene.
They gave many dares to sana like act like a mad person, kiss a guy on cheeks(guys sid ke hi karha hai) and the day came to an end and they dozed off.
YOU ARE READING
sidnaaz-an unbreakable couple [Complete]
Fanfictionin this story, sidnaaz are in biggboss. i will be starting this story from the start of biggboss.