IN THE MISHBIR HOUSE

2.8K 156 21
                                    

Abir and Mishti moved out the house. The entire rajvansh family was heartbroken to see them leaving.
Nanko could not believe that his bhai and Bhabhi were moving out of the house leaving him behind
he was in tears...
mishbir sat in abirs car

kahaan jaana hai mishti??
mujhe apne ghar jaana hai abir
Maheshwari house??,he asked
mujhe hamare ghar jaana hai abir.
abir understood what she was trying to say and drove of

They reached the place
It was a beautiful house white in colour with a large open space and greenery around it...
It was not just a house but a dream ; a dream of togetherness,of faith ,of love...
It was their destination, a place which rightfully belonged to them
The house was a promise of forever...
On the right corner of the gates shone a large board with words written on it
MISHBIR HOUSE...

On the right corner of the gates shone a large board with words written on itMISHBIR HOUSE

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

and this was the best part of the entire place. it symbolized that the place belonged to no 2 different indiviuals but mish and bir together

The house was a realization that they had finally made it together at the end of the day...
Mishbir were super happy, excited yet emotional to finally reach their destination
Mishti hugged abir...she was crying happy tears.. abir too was in tears
WELCOME TO MISHBIR HOUSE...
abir exclaimed
Thank you ajeeb rajvansh...lekin yeh mera hi ghar hai...aur apne ghar mai welcome ki zarurat nahi hoti, mishti teased abir
I know angry chorni lekin welcome mai tumhara nahi baby ka kar raha hu..
tum toh pehle yahan aa chuki ho lekin baby toh pehli baar aya hai na...
So welcome to mishbir house baby...
they laughed...

Mishti started entering the house but abir stopped her
ae.. angry chorni wait....
He went back to car and bought out something from there
mishti was confused
abir came back. he had a clay footprint board in his hands
surprise....

ye kya hai abir??
ye clay footprint board hai yeh board hamare iss ghar me pehla kadam rakhne ke memories ko sambhal kar rakhega
mishti was overwhelmed to see the board

abir tumne ye board kab arrange kiya
arrange nahi kiya mishti. yeh board hamesha meri gadi mein hota tha ki kab tumhara mann badal jaye aur iski jarurat pad jaye
they were very happy and excited to enter the house...their own house

hai raasta yeh mushkil
kuch kaate bhi hai inn rahoon mai
magar paar kar jayenge har chunoti ko
sanam tu jo hai ab meri bahoon mai
apne humse ruthe bhi agar
dil aaj hamara tutta bhi magar
muskurakar unse yeh kehna hai
dil ki rahoon par chaltey rehna hai
jab tu hai saath mere saathi har ek janam
beinteha mohabbat hai tujse ae meri sanam

they held each others hands
mishti lifted her right and abir lifted his left leg
they both stepped together on the board leaving their footprints on the board

aur hamare baby ka kya?? mishti asked
abir lifted their entwined palms and made a print of their knuckles on the board
yeh hamara baby...
mishti smiled with tears in her eyes

she was amazed to see that the house was so clean so good in condtion . it required no dusting..
abir yeh ghar itna saaf kaise hai, hum toh yahan bohot Pehle aye the lekin ab toh bohot din ho gaye hai toh yeh
abir cut her words, yeh hamara ghar hai angry chorni ise aise hi thodi na rehne deta , mai hr mahine iski cleaning karwata hu...
good mr ajeeb rajvansh...lekin ghar ki sirf cleaning hi hui hai ghar abhi tak set nahi hua hai isliye hum is ghar ko saath milkar sajayenge.
sajayenge lekin baad mai humara room perfectly set hai mishti tum jake fresh ho jao aur aaram karo
itna stress tumhari health ke liye thik nahi hai

abir and mishti went to their room and freshened up
mishti was resting on the bed when abir came out of the washroom
he came and lied on her lap

tum khush ho mishti
tum mere saath ho abir mai khush kaisi nahi houngi...she smiled
ek baat puchu abir
abir signed a yes
abir hum bina kuch kahe bhi toh ghar chodke aa sakte the na tumne maa aur nanko se woh sab kyu kaha...tumne unse ye kyu kaha ki tumhe unpe bharosa nahi hai
kya tumhe unpe bharosa hai mishti
ofcourse abir pura bharosa hai aur mai yeh bhi jaanti hu tumhe bhi unpe pura bharosa tum jaante ho ki maa aur nanko aisa kuch nahi kar sakte

tumse behtar mujhe koi nahi jaanta mishti...tum bilkul sahi keh rahi ho mujhe unpe pura bharosa hai
tum jaanti ho mishti nanko mere bina nahi reh sakta. mai ram toh nahi hu lekin who..woh khudko laxman samajhta hai, he smiled agar use pata chalta ki mai ghar chod ke jaa raha hu toh who bhi ghar chodke mere saath aa jata..mai usse hamari family se dur nahi kar sakta mishti
tumhe pata hai jab usse pata chala tha ki who parul maasi ka beta hai tab usse yeh parwah nahi thi ki woh rajvansh nahi hai yaa maa uski asli maa nahi hai. woh toh bas yeh accept karne toh taiyyar nahi tha ki mai uska bada bhai nahi hu...ki woh mera nanko nahi hai

woh tumhara hi nanko hai abir hamara nanko hai
tum use leke bohot proud feel kartey ho na abir

haa...there was a spark in his eyes
aur mai apni angry chorni pe bhi bohot proud feel karta hu...he got up tum hamesha mera saath deti ho na mishti
aur hamesha dungi tum mujse peecha nahi chuda sakte ajeeb rajvansh
she hugged him...

mishti jab maa ne mujse choose karne ko kaha aur maine nanko ko choose kiya tha tab mujhe mujpe gussa nahi aya tha kya ?? he asked

aya na bohot aya tha.aisa lag raha tha ki mai apne brown belt se tumhe.. lekin iss baat pe gussa aya ki tumne yeh sab mujhe kyu nahi bataya mujhe khud se dur kyu kardiya agar tum mujhe sab kuch bata dete toh hum saath milkar iss problem ka koi na koi solution nikal lete
kyuki mai jaanti hu abir ki tumne kunal aur mujmese nahi balki apni aur apne nanko ki khushiyon mese apne nanko ki khushiyon ko chuna
mera ajeeb rajvansh hamesha khud se Pehle dusro ki khushiyon ki parwah karta hai

ab mai sabki khushiyon ki parwah karta hu toh tum bhi zara meri khushiyon ki parwah karo.
she smiled
he went towards her..
they were about to kiss each other when the baby kicked
ahh....
kya hua mishti.abir worried
she started smiling
abir the baby kicked......hamare baby ne kick kiya
they were so happy
abir kept his hand on her belly
mishti mujhe bhi feel karna hai.
mr. ajeeb rajvansh baby sirf kabhi kabhi kick karta hai
woh toh mera beta ab apni mamma ko tumhare iraado se protect kar raha tha she teased abir
oh hello angry chorni ye meri beti hai jo apne papa ko kisi aur ke saath nahi dekh sakti samjhi..
they started laughing

chalo mishti ab soo jao bohot late ho gaya hai..
but mishti was in a mood to tease him
she kept her hand on her belly and started talking to the baby
kya hua baby accha okay okay mai papa se baat karke dekhti hu
abir baby ko aaj apne papa ke paas sona hai
no mishti tum bed pe comfortably sooigi
abir...tum baby ki wish poori nahi karoge sorry baby papa nahi mane...
yeh tum baby ke naam pe apni wishes puri kar rahi ho....
she smiled....
and rested her head on his chest and felt asleep....she slept peacefully feeling the safest for herself and their baby....

PS: I have myself written the shayri
To be continued....💜

HEALINGWhere stories live. Discover now