chapter-23

297 21 7
                                    

Next morning

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Next morning.
At 8:30 am.
*** apartment.

Y/n: ye lijiye...

She gave prasad to him after jab unki aarti samaapt hoti hai. Veer wo smile karke khata hai and she bend down to take his blessings but he held her.

Veer: bawri ho rhi ho kya?

Y/n: pati hai aap mere, yaha tak saath dene ke liye shukriya..

Veer: uh meri gudiya badi pyari ho...but esa mat karo, kahi na kahi tumhe mere kaale dimaag ke baare me nhi pata...

She stare at him with confusion.

Y/n: ky matlab aapka?

Veer: hehe kuch nhi...kitna accha lag raha hai aaj hamare naye ghar me humne aarti bhi kar li ab sab kushalmangal honga...

Y/n: are wahh veer sahab aap to badi hindi language seekh gye...

She smiled going into kitchen Kyu ke unka wohi ek kamra tha jiski shafai nhi hui.

Veer: is baar diwali par...hum hamare ghar me bohot sajawat karenge...dulhan bana denge...

Y/n: kise? Ghar ko ya......

He stare at her jo uske taraf lightly smirk kar rhi thi while folding the newspapers. He came closer to her.

Veer: aapko ek or baar dulhan banna h?

He asked holding her waist slightly.

Y/n: hatiye aap...

She chuckle immediately running away from him in the living room while veer uske piche chal deta h.

Y/n: offo!

Veer: ky hua?

Y/n: uhm me to bhool hi gyi...gharme prasaad bach gaya hai, ky karu? Hum do hi hai to....

Veer: offo itni si baat ki ky tension leti ho gudiya, jao jaldi tum padosiyon me baatt kar aa jao...

Y/n: but ky wo lenge?

Veer aakar y/n ke baju bethta h.

Veer: dekho gudiya agar hum yaha ke logo se friendly nhi honge to kaise rahenga? Hm? Jao...

He peck her cheek as she nodded, wo uthti hai or andar chali jaati h while veer sigh leta h.

Veer: chalo veer aaj se kaam kaam kaam...uh!

Y/n waha se bahar chali jaati h jab veer phone me kuch dekh raha tha but he notice her, wo aati h and she knock on the neighbour's door, after a few attempts koi darwaza kholta h.

Y/n: excu-

When she looked at the person made her shocked.

....: oh hello y/n...

𝐊𝐚𝐢𝐬𝐢 𝐭𝐞𝐫𝐢 𝐤𝐡𝐮𝐝𝐠𝐚𝐫𝐳𝐢 || 𝐊𝐓𝐇 📚Where stories live. Discover now