Chapter : 121

939 100 112
                                    


Next Day They Met At Office . Pallavi Doesn’t Give Any Heed To Raghav . Everyday Raghav Came To Office To Convince Her And Failed Miserably . Everyday He Went To Meet Raavi & Her . She Avoided Him As Much As She Can . She Doesn’t Want To Talk To Him At Any Cost . Raghav – Farhad Both Tried To Convince But Failed . Pallavi Just Let Him Stay Because Of Raavi . Otherwise She Is Too Upset With Him . Few Days Passed Like This .

It's Office’s Annual Function Day . Sanjay Came To Pallavi’s Cabin To Inform About All These .
P : Hmm
N : Mam , Hum Chahte The Ek Apki Speech Bhi Ho
P : Nehi Nisha Leave It
S : Kyun Nehi Pallavi ? Tum Is Company Ko Khada Karne Me Kitna Kuch Kia , Pls
P : Nehi Sanjay , Tum Log Functions Ki Taiyaar Karo , Koi Kami Nehi Honi Chahiye
S : Thik Hai

Raghav Knocked . Pallavi : Come In
R : Wo Main
P : Sanjay , Nisha Excuse Us

Sanjay & Nisha Left .
P : Bolo
R : Tumhare Liye Kuch Laaya Tha Baby
P : Kya

He Handed Over A Packet : Yeh
Pallavi Opened The Packet . It’s A Golden Gown With Beautiful Work .
P : Yeh Kya Hai
R : Mujhe To Laga Tha Sirf Main Hi Dekh Nehi Sakta
P : Shut Up . Kyun Laaye Ho Yeh
R : Main Janta Hai Tum Naraz Hai , Par Main Chahta Hai Tum Agar Yeh Function Me Pehno To Mere Ko Achcha Lagega , Pehnogi Na ?
Pallavi Sees His Love Through His Gesture . She Couldn’t Able To Decline His Gift .
P : Haan Jarur Pehnungi . Thank You . It’s Beautiful . Par Iska Matlab Yeh Nehi Ke Maine Tumhe Maaf Kar Dia
R : Thik Hai Mat Karna Maaf , Mera Ek Aur Request Hai , Wo Sunlo
P : Ab Kya Hai
R : Main Tumko Pick Kare Kal Ke Party Ke Liye Please ?
P : Raghav
R : Please Please
P : Ok Thik Hai
R : Thank You Baby
P : Raghav
R : Hmm
P : I Still Love You . You Know That Right ?
R : I Know Baby , Tum Mere Ko Pyaar Karna Chor Hi Nehi Sakte

Pallavi Smiles . Raghav Came Close & Touches Her Lips . She Stands Up . He Holds Her Waist & Then Touches Her Face .
R : Muskurate Huye Bahut Sundar Lagta Hai Tum
P : Tumhe Kaise Pata Ke Main Muskura Rahi Hoon
R : Main Tumhe Dekh Sakta Hai Isliye , Ekdam Andar Tak
P : Jaise
R : Jaise Abhi Tum Mere Saath Paane Ke Liye Tadap Raha Hai , Mere Ko Bahome Leke Sukoon Se Sona Chahta Hai , Kab Se Tumko Sukoon Nehi Mila , Tum Wo Mera Saath Mera Paas Chahta Hai , Mere Ko Chahta Hai , Har Pal , Har Dam , Bas  Mere Se Narazgi Ke Wajah Se Mere Se Door Hai Aur
P : Bas..Bas Karo
R : Kya Hua ? Tum Chahta Nehi Mere Ko Kya ? Bol Sakta Hai Ke Nehi Chahta
P : Main Kuch Nehi Chahti
R : Acha , Thik Hai . Hum Is Bareme Baad Me Baat Karenge . Kal Taiyaar Rehna Ok , Main Aa Jayega Pick Karne
P : Hmm

He Kissed Her Hands & Left .Other Hands Sanjay Is So Pissed Of With Raghav’s Closeness With Pallavi . Without Knowing About Their Relationship He Started Talking About Them With Other Colleagues . He Also Asked Pallavi To Go With Him At The Party , Even Before Raghav Offered Her , But She Refused To Go With Him . That Makes Him More Angry . He Sits With Other Staffs & Started Bitching .
S : Yeh Admi Mujhe Bilkul Pasand Nehi
Colleague 1 : Kyun ? Raghav Sir To Kaafi Co-Operative Hai
Colleague 2 : Haan Humare Problems Sunte Hai Baith Ke , Apna Point Of View Bhi Discuss Karte Hai
S : Kaam Kahan Karta Hai ? Din Bhar Pallavi Ke Aas Paas Bhatakta Hai
N : Yeh To Sahi Hai . Raghav Sir Mam Ke Aas Paas Rehte Hai Din Bhar Aur Mam Bhi Jyada Nakhush Nehi Hai . Unhe Bhi Raghav Sir Se Koi Problem Nehi Hoti
S : Haan Wo Hi To , Kitna Maana Karti Hoon Pallavi Ko Sunti Nehi
C1 : Mana Karne Ki Jarurat Hi Kya Hai ? Mam Koi Bachchi Thodi Na Hai
S : Tumhare Liye Madam Hongi , Mere To Dost Hai , Mujhe To Khayal Rakhna Hoga Na
N : Maine Suna Pallavi Madam Ka Shaadi Ho Gayi Thi , Ek Choti Bachi Bhi Hai
S : Haan Par Sayad Separated Hai . Maine Ekbar Pucha Tha To She Said That She Doesn’t Want To Talk About It , I’m Sure May Be She Is Divorced Or Separated ( Little Happiness Sparks In His Eyes May Be )
Pallavi Came Out From Her Cabin & Saw Them Together Gossiping : Kya Chal Raha Hai Yahan Pe ?
S : Kal Ki Taiyaari
P : Apne Apne Seat Pe Jaake Karo

Second ChanceWhere stories live. Discover now