The arrest

160 10 3
                                    

Hello! Here's the next part

Ruhi- arre mai ne to phone hi kaat diya... koi baat nahi baadme baat kar lungi.

She went to her room.

Shivanya- agar mai ne sunn liya hoga to...

Ritik- to viren bhaiya ko bhagvaan bhi nahi bacha sakta.

They were tensed.

Scene shifts.

Yamini- chaaya! Uss shivanya ke saath reh ke teri bhi jubaan chalne lagi he.

Chaaya- abh tak jubaan chali kaha he maaji... jab chalegi na tab aapki jubaan band ho jaayegi.

Chaaya left from there.

Yamini- bhagvaan aise kya paap kiye the mene... jo meri ek bhi bahu me tameez nahi.

Scene shifts.
Rivanya's room.

Shivanya was scared.

Ritik- shivanya calm down... mujhe nahi lagta ki unhone kuch sunna he... firbhi tumhari tasali ke liye unhe firse call laga deta hu.

Ritik called her but she didn't answer.

Ritik- ye to phone nahi utha rahi he.

Shivanya- tum kaki ya kisi aur ko call karo... vo uthale shayad.

Ritik called everyone.

Ritik- koi phone kyu nahi utha raha.

Shivanya- mene kaha tha na unhone sunn liya he... varna koi phone kyu nahi utha raha.

Ritik- shivanya tum shaant ho jao... aaraam se baitho... tumhara b.p. badh jaayega ...please.

Shivanya- (almost crying) kaise shant ho jau ... tum ache se jaante ho mai ka gussa... agar unhone gusse me kuch aise vaisa kar diya... aur tumhare papa ne badla lene ke liye hamari chawl ko kuch...

Ritik- nahi... me aisa kuch nahi hone dunga... mujhpe bharosa rakho... me sab sambhal lunga.

Shivanya hugged him tightly.

They heard anupriya's scream

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

They heard anupriya's scream.

Anupriya- viren raheja! Bahar nikal...

Yamini- aye! Ho kon tum log... aur bete ko kyu bula rahe ho.

Anupriya- achha to ye viren tumhara beta he... acha hua ritik ghar chod ke chala gaya varna vo bhi uss viren ki tarah nikalta.

Yamini- tum log ritik ko kaise jaante ho vo mera beta he.

Arundhati- jisko apna beta bol rahi ho uski maa he ye ... Anupriya Deshmukh.

Ritik shivanya came there.
They were tensed but also happy to see their family after so long.

Rivanya forever Where stories live. Discover now