part 28 (do I love him)

927 104 13
                                    

Continues from next chapter**

Next morning ""

Bondita wake up and see anirudh besides her . She removes the pillow from between them , and went close to him . She was smiling like a stupid seeing him sleeping like a baby . She thinks about what she has done last night.....she blushes. Then she touches his lips....She came more closer...

Bon ( mumurs) : koi itna masum kese dikh sakta hai
Ani : mujhe kya pata !! (Laughs)

(Bondita get shocked )

Bon : to ap itne der tak so nye ki natak kar rahe the??
Ani : nhi main to so raha tha 😂😂 . Aur tum mere shapne mai aake mujhe masum bol rahi thi 😂😂...
Bon : majak mat kariye ..

(Bondita was about to leave but he holds her by elbow and pulled towards him....she fall on him . Both was looking each other eyes... bondita's hair was covering her face.. Anirudh gently removes the hais from the front of her face..)

Ani (whisper) : agar tumhe pata hota main jag raha hoon to kya tum mere itne pas ati...
Bon ( in romantic way ) : pati babu...
Ani : ha bolo bondita.....😳😳
Bon  : abhi ap mujhe jane denge ya ksj ko bulao
Ani : nhi jane dunga..
Bon : kaka....sa..
Ani : chup ho jao....kya kar rahi ho!!!....

(He let her go . Bondita laughs seeing him )

Bon : dekha kese line pai aa geye 😂😂
Ani : yeh sab to thik hai , par tum mere itne pas kya kar rahi thi...mujhe to tumahari niyat kuch thik nhi lag raha hai 😂😂 tum is sote huye masum bacche ko tang kar rahi thi....
Bon : masum baccha ?😂 Is masum bacche ke sytani dekhke sytan bhi sharma jayega.
Ani : huh..
Bon : ab yeh nautanki mat kariye aur jaldi se ready ho jaiye main apke liye coffee le aati hoon.
Ani : ok patnidevi .

(After sometime bondita came to the with coffee in her hand . Anirudh was wearing shirt . Bondita closed her eyes seeing him . )

Ani : ankhe khol sakti ho mene shirt pehen liya hai .

(Bondita gives the mug of coffee )

Bon : r a apne upr ka button khula kyu chod diya ?

(Anirudh notice shirts button is broken )

Ani : bondita yeh button tumne hii toda tha yaad karo , jab tumhari baal aatak geyi thi.
Bon : r a ha ab yaad aaya , sorry main si na vul geyi thi.
Ani : tum dusra shirt de do main change kar leta hoon.
Bon : iski koi jarurat nhi hai main abhi si deti hoon .

(Bondita bring the needle yarn box , she sews the button of his shirt . Anirudh hide the  scissor . Bondita was looking for scissor to cut the yarn . )

Ani : jaldi karo bondita der ho rahi hai .
Bon : mujhe kenchi nhi mil raha hai , abhi to box mai hii tha...
Ani : yeh daga to tum kenchi ke bina bhi kaat sakti ho..

(Bondita step closer and cut her thread with her teeth , Anirudh kiss on her hairline...)

Bon : ye liyije ho geya .
Ani : thank you
Bon : wlc , ab ap jaldi kariye mujhe university bhi to jana hai...
Ani : ha bas do min...

(Both get ready . Anirudh drop Bondita at the University and he went to court)

Later at evening ****

(Bondita was in her room , waiting for anirudh to come . She was blushing while thinking of him . She heard a sound "bondita" . She turns around it was a reflection of her )

Bon : tum to ak dum meri jesi dikhti ho !!
Reflection : main to tumahari hii hissa hoon..chalo ab yeh batao tum kya soch rahi thi !!?
Bon : wo main...
Reflection : pati babu ke baare main soch rahi thi na ??
Bon : ha....
Reflection : kahi tumhe pyar to nhi ho geya unse ??

( "Nhi bondita ko koi pyar nhi hai " another reflection of bondita come in front of her . [Just like teenies babu and lawyer babu ] )

Bon : tum bhi meri jesi ho..
Reflection 2: ha main bhi tumhari hii hissa hoon...aur mujhe pata hai tumhe anirudh se pyar nhi hai..
Reflection 1: nhi, Bondita ko pyar hai . Hain na bondita?
Bon: mujhe pyar...
Reflection 2 : Bondita itni jaldi vul geyi apne pehle pyar ko ??
Bon : nhi....main..nhi..
Reflection 1: sumedh bondita ka atit tha par anirudh bondita ka bartaman hai...
Reflection 2 : Jo bhi ho pehla pyar to hamesa sabse khas hota hai....aur pehle pyar ko vulna namumkin hai...main thik keh rahi hoon na bondita..?
Bon : ha....nhi...
Reflection 1 : pyar dusri bar bhi to ho sakta hai na ?? Q hain na bondita ?
Bon : ha...
Reflection 2: itni jaldi vula diya pehle pyar ko ?? Wo tum hii thi na jisne bola tha tumahre dil mai hamesa sirf aur sirf sumedh rahega??
Bon : ha mene bola tha...par..
Reflection 2 : par kya bondita par kya !!!??
Reflection 1 : par bondita ab Anirudh se pyar karti hai..
Reflection 2 : nhii... bondita ke dil mai aj bhi sumedh hai...hain na sumedh aj bhi tumhare dil mai bondita??
Bon : ha..aj bhi hai...
Reflection 2 : dekha tumhe aj bhi sumedh se pyar akhir wo tumahara pehla pyar tha...
Reflection 1: tum bondita ko uljha rahi ho . Wo atit ko piche chod chuki hai .
Reflection 2 : aur us atit ka kya jisne bondita ke liye apna sab kuch chod diya . Bondita kya tum uska jagah itni asani ke kisi aur ko de dogi ??
Bon : nhi...dungi..
Reflection 1 : Bondita tum uski baat mat suno tum apni dil ki suno.....
Reflection 2 : par dil mai to sumedh hai...aj bhi aur hamesa rahega...
Reflection 1: par sumedh hii to chata tha bondita yeh rista dil se nibhaye .
Reflection 2: jo bhi ho bondita ko sumedh se aj bhi pyar hai.
Reflection 1: nhi bondita ab Anirudh se pyar karta hai.
Reflection 2: nhi sumedh se...
Reflection 1: Anirudh se..
Bon : chuppp!!!!!!!!! Ak dum chup!!!!!

(Bondita closed her eyes as she was stuck between her heart and mind . Both reflection disrepairs )

Bon (pov): yeh kya ho raha hai mere sath....main kudh se hii lad rahi hoon..ek hissa abhi bhi mere atit ko kaske pakda hai..aur ek agee baad chuka hai. Dil main jese ek anjana tufan uth raha hai. Ek taraf pehla pyar aur ek taraf sath janam ka bandhan . Kya karu main!!?????......kya main sachme vul chuki hoon sumedh ko , agar vul chuki hoon to agee kyu nhi baad pa rahi hoon...kya hai mere dil main!? Agar main sumedh ko nhi vul payi to pati babu ke hone na hone se mujhe fadak nhi padna chahiye tha...par pati babu ke hone na hone se mujhe fadak padta hai...dil darta hai unhe khone se..yeh kesi uljhan hai....dil mai hajaro sawal hai aur mujhe in sawalo ka bas ek jabab chahiye...

(Bondita closed her eyes )

Bondita....

(She opens her eyes , it was anirudh . )

Ani : tum ro rahi thi ?

(Bondita hugs him tightly , anirudh hugs her back )

Bon (mumurs) : mil geya mujhe mera jabab....
Ani : kya ?
Bon : kuch nhi bas mama mami ki yaad aa rahi thi . Agar ap ko time mile to ap mujhe mere ghar le jayenge ?
Ani : ha ha kyu nhi .

(They broke the hug )

Bon : ap fresh ho jaiye thak geye honge .
Ani : hm. Tumne dinner kar liya ?
Bon : nhi .
Ani : thik hai fir ek sath khana khayenge .

(They both had dinner , Anirudh feed her )
.
.
.
.
Hey guys hope you will love this boring part , I don't know what I have written. Don't forget to comment.






Anidita (A love triangle)Where stories live. Discover now