Chapter-2(First meeting)(a)

441 27 0
                                    

Swati- tum?..

Abhinav- tum ?

Anidita together- tum dono ek dusre ko jante ho ??

Swabhinav- haa

Swati- tum kaise ho Abhi bhaut dino ke baad mile kitne din ho gye the na .

Abhinav- haa din to bhaut hogye hume mile hue . Accha vaise ek baat batao kya tume mujhe miss kiya?

Swati blushed .

Bondita in mind - aisa kya keh diya is ladke ne jo swati itna Sharma rahi hai

Anirudh- aree mujhe bhi to bta kon hai ye ?

Abhinav- wo hum dono kuch saal pehle India mai mile the phir pta chala ki iske aur mere baba bhaut acche dost hai aur phir humari bhi dosti ho gyi aur phir itne saalo ke baad ajj mile

Anirudh- ooh accha ? Vaise yeh sirf teri dost hai ya phir dost se zayda

Abhinav- kya ani ? Vaise mai swati se bhaut pyaar krta hu lakin usse kabhi bataya nahi .

Anirudh- to aab bta de !

Bondita - yeh kon hai?

Swati - Aree yeh mera best friend hai aur mai isse bhaut pya.... Swati stop .

Bondita- kya hua bolte bolte kyu ruk gyi bta na dek tu ab apni dost se baat chipayegi ? Thik hai mai tujhse baat nahi karungi

Swati- accha baba batati hu .

Bondita- bta

Swati- wo mai Abhi se pyaar karti hu jabse hum mile hai tabse .

Bondita- Oohoo tu to mujhse bhi aage nikli.

Anirudh- aur yeh ladki kon hai jo iske saath hai ?

Abhinav- mujhe kya pta ?

Anirudh- to puch swati se .

Bondita- yeh ladka kon hai iske sath.

Swati- pta nahi ?

Swabhinav- yeh kon hai ?

Abhinav - yeh mera bhaut bhaut accha dost hai .aur yeh kon hai ?

Swati- yeh.. yeh hai bondita ye meri bhaut acchi dost hai har samay mera saath deti hai kabhi mujhe uddas nahi dekh sakti mera bhaut khyal rakhti hai aur bhaut sundar bhi hai .

Anirudh is just staring bondita.because she is very beautiful .
(staring matlab ghoorna )

Bondita- hello Abhinav ji aapse milkar accha laga . Inka naam kya hai ?

Abhinav- iska naam Anirudh hai .

Anirudh came in reality.

Anirudh- hello .

Bondita- hello.

Swati and Abhinav talking to each other they forgot about Anidita .

Anirudh- tum kya karti ho ?

Bondita- mai ek docter hu . Aur aap kya krte hai?

Anirudh- mai ek barrister hu .

Bondita- aapse milkar accha laga.

Anirudh- mujhe bhi

Suddenly bondita remember about the hospital.

Bondita- hey bhagwaan ab kya hoga (tensingly)

Anirudh- kya hua ??

Bondita- wo mujhe hospital jana tha aaj to pakka daat padegi ?

Anirudh- koi baat nahi tum aaj hospital mat jao .

Bondita- hmmm..... Lakin phir mai kal kya jawab dungi ?

Anirudh- bol dena ki tabiyat kharab thi isliye nahi aayi .

Bondita- waise aapne kabhi aisa kiya hai kya?

Anirudh- mai kaha kar sakta hu mai to barrister hu na.

Bondita- ooh haa..... Bondita tu bhi na .

Anirudh smiled.

Bondita- swati hostel chal hum late ho gye .

Swati- ok bye abhi jaldi milenge .

Abhinav- ok bye.

Anirudh- chal ab hum bhi chale.

Abhinav- haa chal.

Bondita and swati reached their hostel and for some reason they have to leave hostel .

Bondita- ab hum kaha jayenge .

Swati - haa yaar ek kaam krte hai yahi aas pas kahi hostel dhund lete hai .

Bondita- haa aur kar bhi kya sakte hai .

After walking 1 hour they found one hostel they went and talk at the reception and got the key of their room.


ᴀɴɪᴅɪᴛᴀ:ᴘᴜʀᴇ ʙᴏɴᴅ ᴏꜰ ʟᴏᴠᴇ(ᴏɴ ʜᴏʟᴅ)Donde viven las historias. Descúbrelo ahora