tanhaiyon ka safar

De tangled_earth

3.5K 300 295

a collection of urdu poetry, written by me... all rights reserved Mais

intro + copyright
Aam sa fard kar diya
Maqsad
Qissay
Agar hota
Khudgharzi
Maat
esi zindagi
samjhota
rok lena
alvidayi khat
tasveer bhi nahi mere pass
Barsaat
wo waqt aur tha
yeh shayari kuch ajeeb lagay gi
muhabbat phir bhi qaim rahe gi
wo pehla safar
aadatein aur chahatein
Tamasha
zameer ki sun
sab saaf ho gaya
akhir kyun?
muskura deti hoon
Kya mere sath kharay ho gay?
Her Ek K Pas Muhabbat Hai Mere Siwa
Mombati
Shakhsiyat
Anjaam
Yaar E Bewafa
Hayaat Hoti
Tum Nahi Sudhro Gi
Mushkil Mulaqaat
Roshni
Kya Yeh Khula Tazaad Nahi?

dard nahi hota

64 9 8
De tangled_earth

Assalamoalikum everyone! I hope you are having a great day so far...
I have changed the book cover... plz let me know in the comments below if u like it or not???
Also dont forget to vote and tell me about your thoughts on this shayari or this book in general...
Enjoy!!!

◇◇◇◇◇◇◇◇◇◇

Ab to hume zakhm chernay se bhi dard nahi hota
Bhoolon ko bhoolnay se bhi dard nahi hota         
                           
Wo bhi ek waqt tha jab kharasho k dard se ankh bhar ati thi
Ab to lahu lohan honay se bhi dard nahi hota

Wo zamana aur tha jab teri yaad me dard bharay shair kehti thi
Ab to tujhe yaad karnay se bhi dard nahi hota

Yeh baat lagti hai ajeeb magar yaqeen jano
Ab to tanhai k ehsaas se bhi dard nahi hota

Ye akelapan nemat hai un per jin k apno ne hi tor diya un ko
Ab to khoon k rishton se bicharnay se bhi dard nahi hota     

Kabhi dar jati thi k kahi tumse bichar na jayen kahin                  
Ab to bicharnay ka sochnay se bhi dard nahi hota

Log kehtay hain dard to dilo me hota hai magar aiman      
Aiman Be hiss honay se bhi dard nahi hota.

Continue lendo

Você também vai gostar

101 14 4
Juncock conoce vee a Barney en su concierto y se enamora, pero nada es muy fácil...
33 0 17
Ab bhi likhou apne dil se, us ke dil ke lie, par wo kho gaye in afsanou mei kahien
2.5K 245 11
it's a poem written by a girl who is hopeless romantic by fault. This is her imagination about one who will hold her hand someday. Whose name is writ...
3 0 1
Khwab ya Haqiqat is a poem which is wrote in Urdu language and the script is in roman text, where the poet is confused about his situation and he doe...