Destiny is everything

Door DhvaniMehta0

44.1K 3.5K 146

What happens when Anirudh and bondita get married in their childhood...... What if Anirudh doesn't accept the... Meer

PROLOGUE
Anirudh returns from London
Anirudh avoids Bondita
Anirudh was confused
Bondita raises her voice against injustice
Anirudh wins the case
Anirudh breaks up with saudamini
Anidita's emotional breakdown and honeymmoon planning
Bondita's accident
Anirudh's realisation
ballroom party
Bondita confronts anirudh
Anirudh's gift
two souls united forever
Token of gratitude
Bondita's thakuma
A big thankyou
Bondita to go krishnanagar
Anidita misses eachother
Bondita encourages Christina
Bondita returns at RC mansion
Anirudh was angry
Trilochan didn't like salim
Bondita learns salim's past
Diwali at RC mansion
Bondita is pregnant
Bondita's guilt
Bondita gets irritated
Anirudh's surprise
Anidita's fight
Anidita reconcile
First feeling of their baby
Bondita's godbharai
Arrival of their life
first night with baby 👶
naming their life
First crawling
Shubra's birthday
Epilogue
A small request ❤️❤️
note ❤️
new story

After 4 years

761 83 4
Door DhvaniMehta0

4 years passed away....... happiness was spreading all over the RC mansion and tulsipur.......samay was indeed everybody's prince......he was naughty like her mother and also studious like her father......he was a bookworm at very tender age.......he was life of rc's.......som passed his medical college and practicing in tulsipur hospital...... batuk went to London to pursue MBA....... everybody was missing him specially Bondita.......apart from girls school, they done many welfares for villagers specially for women........ anirudh grew well in his career.......he was the top barrister not only in tulsipur but whole Bengal.......salim too had set up his own business...... Bondita and zara teaches in school sometimes......

One morning......

Bondita completed her daily chores and went to their room to wake up her husband and son.....she entered her room and saw her whole world sleeping peacefully.......both were sleeping hugging each other......

Bon(mind) : hey dugga maa.....mera pariwar aise hi khush rahe.......

She went to them.....

Bon : patibabu uthiye..... court ke liye der ho jayegi......aaj aapka case bhi hai.....

Ani : shona thodi der aur.....

Bon : nahi uthiye........

Ani : please.....

Bon : patibabu.....

He woke up.....

Ani : kya hai shona.....itni jaldi kis baat ki hai sirf 7 hi toh baje hai......

Bon : naashta taiyar hai jaake naha lijiye......

Ani : tum bhi chalo.....

Bon : patibabu subah subah shuru mat ho jaiye...... mujhe aapke laadle ko bhi uthana hai......

Ani : isse toh sone do isse kaunsa kaam par jaana hai......

Bon : patibabu main na apne bete ko aapki tarah aalsi nahi banana chahti.......aur waise bhi kuch dino mein hume iske liye admission ke liye school bhi toh jaana hai...... isiliye jaldi utha rahi hu..... jaiye......

Ani : okay fine.....

He went to washroom......

Bon : baby wake up..... good morning.....

She kissed his forehead......he stirred in sleep......

Sam : 5 minutes mumma.....

Bon : no baby wake up...... it's time for morning prayer......kaka daadu is waiting......

He woke up sat on her lap and kissed her cheek.....

Sam : good morning mumma.....

Bon : good morning baby.......

Sam : mumma I am feeling sleepy......

Bon : apna muh dho lo jao.....baba andar hi hai.....aur brush bhi kar lena.....go......

Sam : okay.....

She went down......

Shubra : uth gaye dono.....

Bon : haa maa......bass aate hi honge thodi der mein......

Kaka : bahu kab aayenge aarti ke liye der ho rahi hai.....

Bon : haa ksj bas aa hi rahe hai......maa baba aur som kaha hai.....

Shubra : woh aate hi honge aur som ko subah subah aspatal jaana pada.....

Bon : kuch kha kar gaya ya nahi.....

Shubra : kaha tha maine par nahi maana.....kaam ke aage usse kuch nahi dikhta.....

Bon : som bhi na apne khane pine par bilkul dhyan nahi deta......aaj aane do usse......

After some time anirudh came down with rudh......

Kaka : suprabhat rudh.....

Sam : good morning kaka daadu......

Ani : kaka kabhi apne bete ko bhi dekh lijiye......

Kaka : suprabhat aapko bhi......

Ani : good morning.....

Sam : mumma bhuk lagi hai.....

Bon : chalo baby pehle aarti karte hai phir breakfast karenge......

Sam : okay.....

They did aarti together and sat for breakfast......

Sam : mumma sandwiches nahi khana.....

Bon : baby aaj koi tantrums nahi..... chup chap kha lo.....

Ani : tantrums toh karega hi na aakhir tumhara beta joh hai......

Bon : yeh sahi hai aapka.....dekh rahi hai maa.....jab koi accha kaam karta hai toh anirudh roy choudhury ka beta hai aur koi shaitani kare toh mera......

Ani : sorry...... baby kha lo warna aapke baba ko bhi breakfast nahi milega......

Everybody laughed......

Binoy : accha parso ka kya socha hai.....

Kaka : parso kya hai.....

Ani : kaka aapke laadle pote ka janamdin hai 5 saal ka ho jayega.....

Kaka : maaf karna hum bhul gaye the.....

Ani : hota hai kaka jab umar ho jaati hai toh log chize bhulne lagte hai......(teases him)

Kaka : hum itne bhi buddhe nahi hue.....

Ani : haa woh toh dikh raha hai......

Bon : bass patibabu......baba ab tak kuch socha nahi hai.....

Binoy : maine socha hai ek acchi si party rakhte hai......rudh ko bhi bohot maza aayega......

Ani : okay mujhe koi problem nahi hai......

Bon : jaisa aap logo ko thik lage.....

Binoy : thik hai invitations main sambhal lunga......

Ani : party ki saari decorations main sambhal lunga......

Shubra : khane ki saari taiyari main aur Bondita dekh lenge......

Sam : mumma hum cake bhi laayenge na.....

Bon : haa baby.....

Sam : mumma rehaan bhi aayega na.....

Bon : haa sab aayenge.....ab kha lo pehle phir baat karenge......

Sam : okay.....

They completed their breakfast......

In room.....

Anirudh was finding his wallet......

Bon : yeh lijiye.....

Ani : thankyou.....

Bon : itne saal ho gaye par aapko kabhi aapki chize nahi milti......

Ani : shona mil toh sab jaata hai par jaan bujhkar aisa karta hu kam se kam ussi bahane tum mere pass toh aaogi.....

He pulled her by waist.....

Bon : patibabu chodiye mujhe...... darwaza khula hai please......rudh aa jayega.....

Ani : itne saal ho gaye tumhara bhi dialogue same hai.....koi aa jayega patibabu......

She glares him.....

Ani : aise mat dekho shona jaa nahi paunga main.....

She blushed.....

Bon : aapko der nahi ho rahi hai jaiye.....

Ani : acche se bye toh bolo.....

Bon : bola toh.....

Ani : aise nahi..... humare tarike se.....

Bon : bilkul nahi......

Ani : please....

Bon : karungi lekin aap koi shaitani nahi karenge.....

Ani : okay.....

She looked towards door and quickly pecked his lips......

Bon : bye ab jaiye......

He kissed her cheek.....

Ani : bye.....

He left.....

Ani : maa main nikalta hu.....

Shubra : thik hai.....

Sam : bye baba.....

Ani : bye baby mumma ko pareshan mat karna.....

Sam : okay.....

He left for court.......

In afternoon.....In anirudh's cabin.......

Someone knocked.....

Ani : arey salim aa naa....beth....

Salim : kya kar rahe hai janab.....

Ani : kuch nahi bass ek case ki taiyari.....aap bataiye aap yaha.....

Salim : arey kuch nahi ghar par bore ho raha tha toh yaha aa gaya.....

Ani : kyu zara aur rehaan....

Salim : aap hi ke shezade se milne gaye hai.....

Ani : accha......waise bohot hi kam umar mein dono ki pakki dosti ho gyi hai.....

Salim : hmm.....waise rudh ke birthday ka kya plan hai....

Ani : tu baba ko toh jaanta hai na unka toh har option party hi hota hai toh bass wahi ho raha hai.....

Salim : accha.....koi help chahiye meri.....

Ani : abhi ke liye toh nahi.....hoga toh bataunga.....

Salim : thik hai.....rudh ko gift kya dene wala hai.....

Ani : abhi tak kuch socha nahi hai......lekin seriously kahu toh mujhe aur bondita ko usse kuch bhi dene ki zarurat nahi padti......uske kaka daadu.....daadu....dida sab de dete hai humse pehle.....aur ab baaki tha toh som bhi uss list mein add ho gaya.....

Salim : yeh baat bilkul sahi kahi tune.....ammi abbu bhale hi yaha nahi rehte par rehaan ke liye gifts ka pahaad bhej de dete hai.....

Ani : salim tum dono uncle aunty ko yaha kyu nahi bula lete.....

Salim : maine kitni baar kaha par dono nahi maan rahe......aur abbu ka zyada tar business wahi hai na.....ammi mahine mein ek baar aati hai.....

Ani : hmm....accha tu beth main bass abhi aaya....

Salim : thik hai.....

At home..... samay and rehaan were playing......shubra was with them......Bondita was working in kitchen and zara was with her......

Som came home and saw shubra with samay and rehaan......

Som : hii....

Sam : chachu aap aa gaye....

Som : yes....kaise ho rehaan.....

Rehaan : fine.....

Shubra : jaake chup jaa.....

Som : kyu....

Shubra : teri baudi bohot naraz hai subah naashta karke nahi gaya tha na.....

Som : kya....main chala.....maa baudi ko kuch batana mat.....

Bon : lekin baudi ko sab pata hai....

He turned and saw bondita angry.......he gulped in fear.....she came and twisted his ear.....

Som : aahhh....baudi chod dijiye na......

Bon : kitni baar kaha hai jitni bhi der ho rahi ho naashta karke jao.....khali pet nahi jaate ghar se bahar.......

Som : sorry baudi next time nahi hoga.....

Bon : last time bhi tumne yahi kaha tha.....

Som : agli baar aisa nahi hoga.....

Bon : shotti.....

Som : shotti meri dugga maa.....

She left his ear.....

Bon : kuch khaya tumne.....

Som : nahi waqt hi nahi mila....

Bon : chalo pehle kuch kha lo.....

Som : ji baudi.....

Bon : aur haa agar parso ke din hospital gaye na toh dekho.....

Som : arey haa parso toh mere chocopie ka birthday hai.......main kahi nahi jaunga......main muh haath dho kar aata hu......

He left......

At evening...... anirudh returned from court and directly went to their room......he saw bondita and rudh playing with each other.....

Sam : baba.....

He ran to him and hugged him.....he picked him and kissed his cheek.....

Sam : baba aapko pata hai aaj rehaan aaya tha aur humne bohot khela.....

Ani : pata hai mujhe.....

Sam : Baba niche utariye na....

Ani : kyu.....

Sam : mujhe chachu ke pass jaana hai.....

Ani : okay jao.....

He put him down and he ran away......he immediately hugged Bondita from back......

Bon : chalo aapko yaad toh aaya ki aapki patni bhi hai.....

Ani : apne bacche se jalna acchi baat nahi hoti shona.....

Bon : main kyu jalungi......main toh sirf yeh keh rahi thi ki jab woh hota hai toh aapka dhyan hi nahi rehta mujh par.........

Ani : humara dhyan toh sirf aap par hota hai.....ek aap hai jo humse durr baagti rehti hai.....

Bon : accha.....

Ani : haa.....

Bon : kaisa raha aapka din.....

Ani : accha tha.....tum batao.....

Bon : aapke laadle ko sambhalne mein hi mera pura din nikal jaata hai......waise humare prince ko kya gift dena hai socha hai......

Ani : ab tak nahi.....tum batao kya dena hai......

Bon : maine bhi kuch nahi socha ab tak.....

Ani : main kya kehta hu.....sab kuch na kuch denge hi lekin ek hi aisi chiz hai jo sirf hum de sakte hain.....

Bon : aur woh kya.....

He turns her and and pulled her by waist......

Bon : patibabu.....

Ani : apne bete ke liye ek behen le aate hai.....(huskily)

Her eyes become wide......

Bon : patibabu aap na.....(blushed hard)

Ani : aur nahi toh kya.....kya khyal hai......

Bon : hatiye aap..... besharam.....

Ani : isme besharam hone ki baat kaha se aa gayi......

She pushed him and ran away blushing......

Ga verder met lezen

Dit interesseert je vast

2.5K 129 6
Elicia Smith is forced to adapt to the new world as everything she once knew, has now changed. All hope is lost when she is separated from her father...
936K 21.5K 49
In wich a one night stand turns out to be a lot more than that.
25.6K 2.9K 68
My fourth story of Anidita based on Telugu nativity backdrop of Telugu nativity, Joint Andhra Pradesh state around late 1990s - early 2000s when tec...
18.3K 3.2K 39
An ss fanfic with suspense and love! You'll get to know more about the story line in the introduction! Excuse my flaws as I'm trying my hand for the...