Zindagi ,Ahsasat Aur Main ka safar main mairi apni kahani ka wo khobsurat Hisa hain Jo dard aur kushi dono ka biayes banta ahraha hain . kuch hisoon ko apna andar dafan karna ka bawajood bhii zakhm pa lagyye hoa namak ki tapesh ka barabr hain . Ak Rooh jo andar sa khatm hochuki haii wo ak hi baat ki buniyad pa zindagi guzar rhy haii . Ankh band karka koye toufan rukh nahii jata . Love, Irha Afi