haldi lagane ka chance

3K 189 20
                                    


P

Phir nadani ke haldi lagayi jaatihai aur manik yellow lehnge main saji sanvri nadani ko dekh kar unconteol hota rehta hai par oske room main oski friend hoti hai isliye jaa nahi pata hai aur deapret sa bed par let jata hai apne hatho par lagi haldi ko dekh kar ke.

Manik pov main bhi lagata haldi tumhe
But kaise lagao yar kitni prity lag rahi thi tum aaj najar nahi hat rahi thi mairi.
Tab hi.

Are maira beta hai na osse help leta hon woh lejar aayega apni mom ko maire pass han ye sahj hai jata hon oske pass.

Manik aman ke pass jata hai aur.

Aman _ papa aap yahsn par.

Manik _ aman papa ka ek kaam karega kya.

Aman _ ji papa boliye na kya kaam hai.

Manik_ its a secret kisi ko bataoge to nahi promice me.

Aman _ promice papa. Boliye.

Manik _ woh tumhari mom ko jakar bolo papa thodi der ke liye aapko room main bola rahe hai argent onki dost bole to kehna aap ko onse koi kaam hai isliye aap onhe apne room main lekar jaa rahe ho apni dreas ke liye karoge papa ka ye kaam bolo.

Aman _ but ye to jhot hua na papa.

Manik _ no beta aap help kar rahe ho yahan par isme jhot kya hai han.

Aman _ ok papa le aaonga mom ko aapke pass ab aap jaao apne room main.

Manik _ thanku beta ose kiss karta hai aur chalajata hai aur jab sab masti karke sojate hai peacfully aman nadani ke pass jata hai aur nandini bhi jag rahi hoti hai.

Aman _ mom.

Nadani _ aman aap yahsn kya kar rahe ho beta sojao jakar.

Aman _ no mom papa aapko kuchh der ke liye bola rahe hai room main jakar aajao jaldi se abhi sab so rahe hai.

Nadani _, what papa ne kaha aapko.

Aman _ han.

Nadani pov ho gays onka junior hard phir se kya karo main aaj bhi nahi chhodenge mughe ye to sab ghar par hai kya karo main kaise jaao onke pass.

Aman _ mom plese chalo na papa wait kar rahe hai aapka .

Nadani _ aman dadu ko pata chal jayega beta woh naraj hongi mugh se papa se.

Aman _ but maine promice kiya hai papa se oska kya han cute sa face bana kar bolta hai aur nandini melt hojati hai aur.

Nadani _ aww maira cuti pai chalo chslti ho bed par soyi apni dost ko dekh kar gate open karke bahar aati hai jahan sannata hota hai.

Aman _ mom jskdi jana jaldi aana mughe nind aarahi hai ab aur apne room main bhag jata hai aur nandini darte darte manik ke room main enter karti hai aur manik samne khada hota hai haldiiye.

Nadani _ manik ye kya hai.

Manik _ haldi.

Nadani _ but maine laga li aur wash bhi kardi ab nahi laga sakti di ne mans kiya hai lagane ke liye mughe.

Manik _ but mughe lagani thi tumhe hsldi yar puppy sa face bana kar bolta hai aur.

Nadani _, aww haldi lagani hai aapko mughe.

Manik _, han yar tum mana kar rahi ho .

Nadani _, maine face par aur expose hoti skin par haldi lagane se mana kiya hai bski jagha aap laga sakte hai blush karte hue bolti hai aur manik pehle samgh nahi pata phir.

Maira Piya ghar aaya o ram ji Where stories live. Discover now