Ab itna chahu mai tujhe

48 3 0
                                    

Har pal beta sakta hu tere baaho mai,
Tujhse dur hoke na ji paunga mai,
Socha na tha koi mujhse bhi pyaar kar sakta hai,
Par kya fayda jab wo kisi aur ki amanat hai,
Q wo mere itne karib hai phir bhi apna bana na saku usse mai,
Mohabbat ho rahi hai unse par muqammal na saku iss rishte ko mai,
Kya yahi zindagi ka dastoor hai,
Jisse jiss chiz ki kimat hai,
Usse hi wo nhi milti,
Jiss chiz ko bhi chahu dil se mai,
Wo mujhe q naseeb nhi hoti,
Ab itna chahu tujhe mai,
Ki teri jagah koi aur nhi le sakti,
Koi aur iss kami ko puri nhi kar Sakti.........

Kuch Alfaz HamarebhiWhere stories live. Discover now