part 6

189 14 12
                                    

#chalak
Part 6:-

Thapki is reading book in her bed.when dadi enter with two kidsa boy anand and a girl ruchi.children of their negibour.
Dadi:thapki beta dekh kon aaye hain.
Thapki:arre tum log yahan itne raat ko.
Dadi:thapki beta,woh inke maa kya deliver aaj raat ko hai toh wahan yeh log nahi reh sakte hai toh humare yahan chorke gaye ab yeh tere saath rehna chate hain.
Tujhe taklif toh nahi hoge naa.
Thapki:arre dadima taklif kaise.
Dadima leaves.thapki talk with ruchi and anand a lot.
Thapki:ab bohat bateein ho gaye ab soo jao.
Ruchi:didi loore sunao naa.
Anand:haan di,loore ke bina hume nind nahe aayte hai.
Thapki:main itne acha nahi gaate.
Ruchi:jooth..aapko toh haar puja mein log aarti gaye hai.
Ab sunao naa.
Thapki:thik hain..
Thapki look at window and see bihaan walking on garden.
She smile and start singing while admiring him.
Thapki:O Re Bansi Bajaiya
Bihaan look at window
Bihaan:yeh itne raat ko gaana kon gya raha hain.of course ajeb ladki thapki.

Thapki singing with chilren and smile thinking about bihaan.
Thapki:Nandlala Kanhaiya
O Re Bansi Bajaiya
Nandlala Kanhaiya
O Re Bansi Bajaiya
Nandlala Kanhaiya
Mohe Mohe Aise Nahi Chhedo Sanware
Suno Sun Mose Nahi Khelo Daaw Re
Jaake Yashoda Se Kehdungi Re.

Bihaan:jo bhi ho gaana bohat acah gaate hai yeh ajeeb ladki.

O Kaanha Soja Zara O Kaanha Soja Zara
Luk Chhupke Yun Tak Na Mohe
Kaanha Soja Zara O Kaanha Soja Zara
Naino Se Na Chhuna Mohe.

Bihaan walking toward his room with smile.bihaan ly down on bed and fall sleep
Kaanha Soja Zara O Kaanha Soja Zara
Kaanha Soja Zara O Kaanha Soja Zara

Thapki come near his room and see him sleep and smile.
At morning,
Bihaan come from jogging.he see thapki standing with juice.
Bihaan:kya hai.
Thapki:ji aapke liye juice.
Bihaan:maine manga tha.
Thapki:nahi..
Bihaan:toh kyu laye.
Thapki:nahi woh aswin bhaiya ne bataya tha ke aap jogging ke aane ke baad juice pete hoon.
Bihaan:tumne banaya hai na toh nahi pehna.
Thapki:nahi maine nahi abnya hai dadima ne banaya hai aur uss mein dryfruits bhi dale hain.
Aapko pasand hai naa.
Bihaan:mere pasand na pasand se kya hota hai.mujhe tum pasand nahi ho toh kya hua bauji ne toh rakh diya hain naa tumhe iss ghar mein.
Mujhe almost nikal ke.
Bihaan leaves from there.thapki is in tears.
At breakfast table,
Dadima serves bihaan breakfast.
Bihaan:arre dadima kya kar rahe hion.main london mein rehta tha jungle mein nahi.khana milta tha wahan.
Dadima:magar ghar ke jaise nahi naa.
Maine naa socha hai.tere shaadi ke liye ladki dekhunge.
Bihaan silp his food from his house.
Bihaan:yeh idea kaha se aaye mein koi shaadi nahi karne wala.
Dadi:kyu tere koi ladki pasand hai london mein.
Bihaan:nahi.
Dadima:toh kyu nahi shaadi karega.baad mein log bolenge ladke mein ko
Bihaan:kya dadima..
Dadima:maine tere liye ek acha ladki pasand ki hain.
Bauni:kon hai maa.
Dadima:abhi nahi baad mein.

That time,ruchi and anand come to them with thapki.
Ruchi:dadima hum patang urane jaa rahe hain.
Aur thapki di hai humare couch.
Dadima:patang toh mera bihaan bhi uraha tha tha.
Anand:lekin thapki didi se best nahi.
Bihaan:kis ne kaha yeh tumse.
Main toh isse bohat jaada acha paatng uraa sakta hoon.
Ruchi:toh conpiantion kar lete hai dunno mein kon jaada best hain.
Thapki:nahi nahi..mujhe koi compitation nahi karna.
Bihaan:kyu miss thapki darr gaye.
Ab toh yeh compiantion hoga.main breakfast kar ke aayta hoon.
Bihaan give thapki a thashan look and thapki is sacred.
After breakfast,
Thapki take blessing from bauji.
Bauji:arre pair kyu choo rahe ho thapki betiya.
Thapki:woh compiantion hai naa.toh aapka ashirwad chahe yeh tha.
Bauji laughs.
Bauji:tum bhi na bache ke bache he rahoge.
Bihaan see that and take blessing from bauji.
Bauji:tujhe bhi kya compiantion ke liye ashirwad chahe.
Bihaan:kyu nahi de sakte.
Bauji:nahi nahi ase baat nahi hai.
Mere ashirwad dunno ke liye hai.
Thapki and bihaan look at each other.
Precap:kite fight between thapki bihaan.thapki cut her hand and bihaan cares for her.
Who will win in this kite compitation.
You think say in comments.

chalakDove le storie prendono vita. Scoprilo ora