Ek naye suruat

165 2 0
                                    

Thokar kha kar girna , gir kar chalna sikh liya h,

abi kadam to vahi h,

par kabi, kuch kadam  age badna sikh liya h.

kuch yado ki kitabe abi to kuli h,

gujare kuch lamho ki chabiya abi to mili h,

bul gaye ham jinhe raste me kahi,

vahi raste ,fir se mile h.

kuch galtiya hame bahut kuch sikati h, har taraf nae manjile dikati h,

bato ko to ham haste haste sun liya karte the,

lakin aj bi vo lamhe apne damn me sanjoye rakte h.

kal kam ane wali bato ko dhage me piroya karte h,

abi bi ham unki anko me duniya ka kal deka karte h.

thokar kakar girna ,gir kar chalna sikh liya h,

abi kadam vahi h,

par kuch kadam age badna sikh liya h.

Shubh Aarambh-Ek Sangrah kavitao kaजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें