hindi monologues

43.6K 21 3
                                    

E lo kar lo baat. Are aisi angrezi ave hain ke I can leave angrez

behind. I can talk english, I can walk english, I can laugh english,

because english is a funny language. Bhairon becomes barren and

barren becomes Bhairon because their minds are very narrow. In the

year 1929 when India was playing Australia at the melbourne stadium

Vijay Hazare and Vijay Merchant were at the crease. Vijay Merchant

told Vijay Hazare. look Vijay Hazare, this is a very prestigious

match and we must consider it very prestigiously. We must take this

into consideration, the consideration that this is an important match

and ultimately this consideration must end in a run.

Ranjeet: O.K., O.K.

Amitabh: In the year 1979 when Pakistan was playing against India at the

Wankhade stadium Wasim Raja and Wasim Bari were at the crease and

they took the same consideration. Wasim Raja told Wasim Bari, look

Wasim Bari, we must consider this consideration and considering that

this is an important match we must put this consideration into action

and ultimately score a run. And both of them considered the

consideration and ran and both of them got out.

Mai: Hey Ram! Bakhat se pehle hi khushiyaan!

Arjan: Chaon dena ped ka dharma hota hai. Hum toh sirf itna jaan-na chahit hain ki aakhir bhookhe pet kab tak unki malaalein gaadhe? Kab tak unki kodaamein bharen?

Bhuvan: Mukhiya ji! Chahe dahine haath par dharo chahe baayen haath par... lagaan toh humka dehi ke padi. Hum toh kehit hain ke sab jane milke rajmahal chalo aur Rajaji se baat karo. Ee baadal unse chupe nahi hain. Unse kaho ki ee saal hum lagaan nahi de payenge. Ekho daana bhi nahi.

Bhuvan: Toh phir saari alag-alag ungliyan ki muthi ban jaaye Mukhiya ji.

Mukhiya: Matlab tum ladoge?

Bhuvan: Agar jaroorat padi toh woh bhi.

Mukhiya: Tohar khopadi ghoom gayi hai. Rajaji ke saath gustaakhi karoge toh khud toh dooboge hum sab ka bhi laike dooboge.

Bhuvan: Abhai kaunsi zindagi sukh bhog rahi hai. Doobe nahi hain ka?

Mukhiya: Jo bhi ho... lekin hum poore gaaon par dhool nahi udhne denge.

Out! (Umpire raises finger pointing towards the sky.)

Bhura: Baadal aa gaye ka?

Rajaji: Yeh ladka toh waise bhi naadaan hai.

Capt Russel: Itna bhi naadaan nahi hai.

Capt Russel: Lekin yeh mumkin hai. Bataata hai. Theek hai hum lagaan maaf karega. Lekin ek shart hai.

Mukhiya: Sharat? Ka sharat hai?

Capt Russel (to Bhuvan): Tum... idhar aao. Kya kaha tha tumne hamare khel ke baare mein? What did he say? Sadiyal. Bhadda sa khel hai. Tum is khel ke baare mein kya jaante ho?

Bhuvan: Bachpan se khelat aa rahein hai. Hum ika gilli danda kehte hain aur aap na jaane kaa.

Capt Russel: Cricket! Toh tumhara yeh kehna hai ki yeh cricket tum khel sakte ho.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Mar 12, 2010 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

hindi monologuesWhere stories live. Discover now