Football match

321 37 58
                                    

Recap
Akshara top in law exam and everyone celebrated the success with everyone

So let's start the chapter
At evening
Abhir and Ruhi were playing football but suddenly abhir made huge kick that it hit on kartik's head who was standing near the staircase talking to someone on phone
He immediately cut the call

Ka:aah kon hai jisne football mara

By hearing his scream all gather at the hall

N:kya hua kartik

Ka:are kisi ne football maara

Then their direction went to abhir and ruhi and abhir was looking downward not able to meet eyes of everyone

Ab:sorry nanu me to aise hi kick Marne gya aur aap ko lag gyi

Ka:abhir idhar aao

Ab:nhi nanu sorry me dubara nhi kheluga ghar me
I promise

Ka(in anger):abhir yaha aao nanu ke pas

Abhir went towards kartik and abhinav came defending him

An:papa maaf kar dijiye na Bacha hai
Dubara nhi karega

Ka:abhinav beta aap side hatiye mujhe abhir se baat karni hai aur abhir ko saza hogi

N:are par kartik kyu pareshan kar rhe chote bache ko

Ka:naira pls bich me mat aao

Abhinav didn't move so kartik took abhir in his arms

Ka:abhir aapko football khelna pasand hai

Ab:haa nanu bohot

Ka:to aapki saza ye hai ki aapko ek football match khelna hoga

All shocked hearing this and kartik started laughing

Ka:haa football do teams hogi ek team Ka captain abhir aur dusri team Ka captain kairav
Kyu kairav

Kartik kept abhir down

K:bilkul papa

Ak:par papa abhir ki abhi hi surgery aur match

K:are akshu kaha hum inter school match thodi kar rhe hai. Hum to ghar pe aise hi khel rhe hai aur agar kuch hua to band kar denge

N:haa akshu aur abhir tumhe pta hai tumhare mamu aur naksh nanu bhi bohot acha khelte the aapki tarah

Mu:are mumma aap is abhir ka football ke liye pyar nhi pata. Are match ke liye apni health achi nhi thi to bhi khelna tha

An:aur match ke din behosh hoke humara bp upar ho gya tha ji haina akshara

Ak:haa mene kitna bola hum doctor ke pas jaate hai Mana hi nhi aur match ke baad behosh

Na:are me bhi behosh ho gya tha apne match me

An:kyu mama ji

Na:mujhe actually diabetes hua tha isliye

N:are me jab goa me thi tabhi kairav kitna khelta tha football mere sath aur fir yaha aaye sab ke sath aur maza aane laga

Ka:Agar sab ke football memories ho gyi hai to chalo team banate hai abhir kairav select karo

Ab(while hugging abhinav):mere team me sabse pehle mere super aur world ke best papa aayege

An:are Mera Nikki ji me humesha tere team me rahuga

K:acha abhir ke world best papa uske team me hai to mere bhi mere best papa meri hi team me hoge

Ak:to me mere pati aur bete ke team me rahugi bas
Going on abhir side

Rishton Ka BandhanWhere stories live. Discover now