childhood memories

1.2K 145 11
                                    

Let's start reading 💜💜

Satpal : haa par doll hai kaha

Kartik : pata nahi kaha gyi ye

Naira : kartik wo kitchen mai hai

Kartik : kairav bua ko bula kar laao

Kairav : ok pap

Before kairav complete his sentence

Teja : sunnyyyy

And she went and hugg him tightly he also hug her back
After a min they broke the hugg

Teja : sunny I am so happy today tumhe patta hai aaj mai apne childhood bestfriend se 15 saal baad Milne waali hu accha hua tum aa gye Mai tumhe bhi apne super hero se mill waungi ( in one breath )

Kartik : calm down doll phle saas ho Lelo

Teja : ok par bahi superhero kaha hai abhi tak nahi aaya

Satpal : beta super hero to kab ke aa gye

Teju : fir kaha hai wo

Karan : yaha

Teja : yaha kaha sunny

Karan : kon sunny doll mai to apni doll ka super hero hu

Satpal : kya hua baccha apne superhero ko hugg bhi nahi Karo gi

Teja is so confused and shocked right now

Teja : dada ye aap kya bol rahe ho ye to Karan hai

Satpal : haa princess ye Karan hi hai tumhara superhero or kartik ka buddy

Then Teja understand everything and hugg Karan tightly and he also hugg her back then Karan feel something wet on his chest and he broke the hugg and see Teja is crying

Kartik : princess why are you crying ( while wipping her tears )

Teja : I miss you super hero

Karan : aww I miss you to my doll

Kartik : kya miss you tum dono to ek dusre ko phle se jaante hi the

Teja : haa bahi par phle hame thodi Naa pata tha ki mai uski doll or ye mera super hero hai

Karan : exactly

Teja : yeeee I am so happy today finally sab kuch thik ho gaya

Swarna : haa aaj kitna kuch ho gaya ek din mai

Then kartik hugg Karan and kiss Teja fore head

Kartik : I am so happy for both of you

Karan : thanks buddy and I promise that I always protect her and trust me mai Mafia hu par mai unhi ko punishment deta hu jo usse deserve karte hai

Kartik : buddy I trust you

And then they hugg each other

Satpal : tum dono ka buddy milap ho gaya ho to lunch krne chale bauth bhook lagi hai mujhe

Swarna : haa baccho chalo lunch ka time ho gaya hai

Then they all have their lunch with teasing laughing and pull each other legs after lunch they all gather in living area

Teja : guys let's watch our childhood memories

Karan : yaa that's a nice idea

Kairav : haa mujhe bhi dekhna hai ki bua jab baby thi to kaise lagti thi

Prisha / naira : or hame bhi

Then then they all went in theatre room and start the videos and photos of their childhood

Mafia and his princessWhere stories live. Discover now