MARRY ME (I)

1.1K 121 79
                                    

The crack in the window was the only source of light in the dark room which gave way to the soothing sight..

The night sky was aglow with bright city lights. The pale crescent moon shone like a silvery claw in the night sky and blanket of stars that stretched to infinity. The occasional barking of faraway dogs broke the silence of the night.

I tried getting up from the chair but winced as I realised I was tied to a chair in that locked room with a tape on my mouth so I couldn't scream for help..
Suddenly I heard someone coming closer so I pretended to be unconscious..

The door opens with a cracking sound and the person started speaking..

"Hum jaante hain aap hosh mein hain Haseena Mallik"
And he removed the tape from my mouth..

"Anubhav" was the only word that escaped from my lips..

"Kya baat hai.. ek hi baar mile hain hum par aascharya ki baat hai ki humara naam abhi tak apki iss jeevha par chadha hai.. ati prasann hue hum"

"Kholo mujhe.. kyu baandh rakha hai yaha.. dekho mujhe ghar jaana hai.. ammi intezaar kar rhi hogi humara"

"Tch.. par ab toh aap humare ghar mein rahengi na"

"M..Matlab?"

"Shaadi ke baad patni apne Pati ke saath hi toh rehti hai jaana.. kaisi baatein kar rhi hain aap"

And I noticed that he was some clothes in his hands along with a plate of food.. well my favorite.. but then realised the intensity of the situation..

"Sh..shaadi.. k..kon si shaadi.. aur.."

"Shhh.. abhi hui nhi hai.. par bahut jald ho jaayegi.. tab tak aap khana khaayie"

"Humein nhi khana.. naa apka chehra dekhna hai.. jaane do humein"

"Khana kha lijiye priye.. ek minute.. hum khilate hain aapko"

He placed a bite of chapati near my mouth but I refused..
He grabbed my jaw and made me eat some food..

"Kya priye.. aapko pata hai na humein naa sunna pasand nhi hai.. kya karein hum.. aadat nhi hai.. kyu zabardasti karvati hain aap humse.. achha nhi lagta humein.. Ab yeh lijiye aapki shaadi ka joda.. ise jaldi se pehen lijie.. hum Bahar intezaar kar rhe hain aapka.."

And he turns to go..
"Aur Haan.. bhaagne ka prayaas mat kijiyega..vyarth jaayega.. iss kamre ke chaaron taraf passcode operated wall hai.. aur jaisa ki aapne bhaamp hi liya hoga.. password sirf hum jaante hain.. humare saath kaam karne wale log bhi nhi.. isliye jaldi kijiyega.."

"Tum kyu kar rhe ho yeh sab.. kya bigada hai meine tumhara.."

"Kyu.. itni jaldi haar Maan li.. tch.. aaj subah hi toh jab tumne apne is komal hast se humare chehre ko chhua tha tab kaha gaya tha aapka yeh roop.."

"Woh g.. galti se thappad maar diya tha.. mujhe laga tum badtameezi kar rhe the uss ladki ke saath.."

"Galti.. hmm.. koi baat nhi.. iss shaadi ko bhi na apni galti hi Maan lena.. waise bhi tumhe itni dikkat kyu hai iss vivah se.. kya nhi hai mere paas.. dhan daulat hain.. bada sa ghar hai.. Naukar hain.. aaram se rehna hai tum humare ghar mein.."

"Karma comes back Anubhav.. tum bahut jald pachhtaoge.. nafrat hai humein tumse.. mujh jaisi sadharan small town ladki se kyu shadi karni hai tumhe.."

"Yaar tum logon ka sahi hai.. jab kuchh na bache toh bhagwaan dekh rha hai.. reciprocity is the universal law.. and all that crap.. completely hogwash!! Par koi baat nhi.. insaan Kitna bhi bada ho jaaye.. apne roots nhi bhoolne chahiye na.. so good for you..
He slowly came forward towards me and glides his finger on my cheek.. and then whispers- apne aap ko sadharan kyu keh rhi ho haseena.. humari nazron se dekho.. tum kitni anmol ho.. par prashn yeh hai ki kya tum wakayi ek sadharan stri ho..
I pondered over the situation and before I could respond, he slightly tapped my cheek..

Chalo ab tayyar ho jaao.. hmm.. 15 min hain tumhare paas.."

15 min later when my "dear to be husband" arrived, his appearance got my breath hitched.. his stoic expression and his perfectly toned body adorned with a cream colored Sherwani made him look so se..
Ek min.. kya soch rhe hain hum.. Oh God Haseena.. kya kya soch rhi hai tu.. Why the hell are you developing feelings??? You can't fall for him.. naa aaj aur na kal..He is a man who probably wants to take a revenge for the slap I gave him this morning when I saw a girl and him in an odd position and misunderstood the situation..
Kyu yaar.. ek baar soch leti toh Bach jaati.. mahadev ki kasam.. kuchh karne se pehle 2 baar sochenge..

"Chalein? Haseena ji"

His voice made me come out of my thoughts..

"Zaroori hai kya Anubhav..pls mat karo yeh shaadi.. "

"Bahut khubsurat lag rhi hai humari hone wali patni"
And I got my answer ..

"Chalein priye"
This time he asked, rather said in a dark voice.. it sent me chills down my spine.. and I couldn't deny out of fear..
I slowly slipped my hand into his.. and moved out of the dark room..

I realised I was in his home.. rather I should say in his mansion, full of "materialistic things", but damn he had a taste.. beautiful chandeliers across the lobby and suddenly i realised the touch of rose petals falling on us as we moved to the mandap..I saw a man with a familiar face.. It suddenly hit me that he was the person who abducted me and brought me here..

As I looked towards the mandap, my eyes bulged out in shock as I saw a person sitting there..

"Ammi" was the only word to escape from my mouth..

MARRY MEWhere stories live. Discover now