Chapter 2

965 85 184
                                    

I have started new books ek anokha rishta and a beautiful blessings. Please go and try them. Ek anokha rishta is on janv_p and beautiful blessings is on sidxnazz. Do vote and comment on them.

Please vote and inline comment on this chapter. Also share this books .

Share your ideas and scene request.

------------------------------------------------------

The next day abhi had landed in India. He came out of the airport to be hugged by someone. Abhi smiled and hugged him back. The boy was none other than Rahul Kapoor friend of abhimanyu. Rahul owns a security agency.

Rah( hugging him): I missed you jaaneman.

Abhi: chal hat pagal. Mai sidha ladka hu samja.

Rah(winking): woh toh sirf mujhe hi pata hai baby.

Abhi( pushing him): Chal hat be.

Rahul laughed and ran behind abhimanyu who had sat in the car. After sitting they left to the abhimanyu mansion which was in outskirts of the city. After sometime they reached and sat in the living room.

Abhi: Maine tujhe jo kaam diya tha uska kya hua?

Rah: Sab thik hai. Woh bhi thik hai. Always stays busy in his work. Bohot rude aur apne power dikhata hai taki logo ko chehre ke piche kya chupa hai woh dekh na sake. Shadi nahi hui hai and i don't think koi ladki hai life mai.  As per the sources pata chala hai ki bohot lonely feel karta hai. Kuch khas logo se hi banti hai.

Abhi: Hmm.

Rah: Aur ek baat. Pata nahi but yeh pata chala hai ki unke saath ek 20 saal bacha bhi reh raha hai. Woh unki jaan hai bohot pyar karta hai. Bacha bhi usse bohot pyar karta hai. Dono ek dusre ke bina nahi reh sakte hai.

Abhi: Hmm

After saying this abhi got up and left to his room. After reaching the room he removed his jacket and spread himself ontje bed on his stomach.

Abhi mind- kya baat hai bhaiyaa, mujhe nikalke kisi aur ko apne dil ke kareeb kar liya aapne. But vo bachaa hai kon...jisne aapko mujhe bhoolne ki Takat di...kon hai vo jisse aap mujse jyada pyaar karte ho ab .India me hu toh javaab toh dhundh hi lunga. Aur abhi toh humara Milan bhi baaki hai bhaiyuu,  he says with a smirk.

Abhi to himself- ye main kya sochne laga ready hota hu camp ke liye nikalna hai

After sometime abhi got ready has he has to ho for some camp in the college. He got ready and came down. He met Rahul who was sitting and working in the living room.

Abhi- chal rahul mera aaj ek camp hai college me. Uski kuch last minute preps rehte hai. I'll catch you later bro.

Rahul- Haan Haan doctor Sahab ab aapke seminars aur presentations merse jyada important hogyee.

Abhi- I can smell the jelousy bro.

Rahul- Chal bhakk ja ke joonjh apne seminars mein.

Abhi- milta hu tujse ..they share a hug and abhi left for the college.

In the college

Arush was walking towards the campus when someone tapped on his shoulder

Aru- Viraj...achaa hua tu aagya muje ni jaana yaar Informatics ke class me
Phir pakayenge sir...oh shitt maine assignment bhi ni kiya. Aaj toh gaye.

Viraj- Aaj tu assignment karna bhulgya..kyu...rudra bhaiyaa ne nahi karaya isiliye .

Aru- Nahi yaar..bhai ne yaad dilaya but main Playstation khelne mein bhulgya.

Atoot Rishte Where stories live. Discover now