Chapter 24

2.2K 220 19
                                    

Whole drive was silent...

They reached their house...

Damini sofe pe baith ke ruhi aur pihu ke sath khel rahi thi aur Priya phone mein busy thi.

Samrat and Sana dono andar ate hai.

Ruhi and pihu Sana ko dekh ke uske pas daur ke jate hai and said mumma aa gaye. Sana bas unko ekbar dekhti hai par kuch nahi kehti hai bas unko gale laga ke roti hai.

Damini - Kya hua hai Sana? Kyu ro rahi hai?

But Sana didn't answer she just crying.

Samrat - Sana beta ruhi aur pihu ko leke room mein jao rest karlo. Mere rajkumariya jao apne mamma ki leke room jao.

Trio left from there.

Priya - Papa Sanu ko kya hua hai? Woh ro kyu rahi hai?

Samrat narrated everything to them.

Damini - Apne bahut acha kiya usko leke chale ayi. Koi zaroorat nahi hai kal se woha Jane ki.

Priya - Papa kya woh chudail dadi bhi aye hai?

Samrat - Puri family hai. Janvi ji matlab Sana ki saas woh bahut ro rahi thi.

Damini - Eklauti wohi to thi joh Sana ke sath the. Baki to.....

.................................................

In Sana room ....

Sana bed pe baithke apne bacho ko hug karke royi ja rahi hai. Sid aur dadi ki kahe huye har bat uske dimag mein ghum rahe hai. Woh sare taunt galiya uske Kano mein gunj rahe hai. Uss rat ka woh hadsa aj bhi fresh hai uske dimag mein. Uski choti si bachi bhuk ke mare ro rahi thi lekin kisine bhi uss bache ko khana nahi diya. Tissue paper ke tarah teeno ko fek diya ghar ke bahar.

Ruhi - Mumma kya hua hi? Aap ro kyu rahi ho?

Pihu - Apko bhi teacher ne danta hai kya? Hum unko dant denge ap hume batao.

Sana - Kisine nahi danta mumma ko. Aap dono ki ankho mein ansu kyu hai? Aap log kyu ro rahi ho?

Pihu - Ap bhi mat ro hum bhi nahi royenge. Pllromise..

Sana - Dekho mumma nahi ro rahi hai and smile.

Ruhi and pihu also smile....

..........................

Janvi ji apne room mein baith ke ro rahi hai, Jyoti unke pass baithi hui hai.

Janvi - Mein agar zindegi bhar bhi agar teri sukriya Ada Karu tab bhi woh kam hoga

Jyoti - Didi yeh app kya bol rahi ho

Janvi - Sach bol rahi hu. Tere wajah se mein apni Sana se mili. Tujhe nahi pata mein yeh 2 saal kaise jee rahi thi. Uss ghar mein usne bahut Saha hai bahut. Mein kuch nahi kar payi uske liye. Kuch bhi nahi. Mere samne meri bachi ko nikal diya ghar se. Meri choti si pihu bol rahi thi dadi bhukh lagi hai par mein nahi khila payi apni bachi ko. Mujhe band kar diya kamre mein.

Jyoti - Didi humne bhi dekha hai Sana ko suffer karte hue. Pata hai Jagdish humesha kehta hai aisa kon log hai joh in masoomo ke sath aisa kiya. Bahut achi bachi hai Sana. Samrat bhaisab aur Damini to apni beti ki tarah pyaar karti hai usko.

Janvi - Tu meri ruhi aur pihu se mili hai? Badi ho gayi hogi na meri bechiya. 4 sal ke honge dono.

Jyoti - Hai didi bahut bar mili hu. Ati rehti hai humare ghar. Sana ne kaha tha kal se unko leke ayenge par pata nahi ab Sayed nahi ayenge. Bahut i pyaari hai dono. Aur ekdam Sana ki tarah khubsurat hai. Bilkul pari lagti hai dono. Sana ki zindagi hi unse hai.

UNWANTED RELATION ✅Where stories live. Discover now