friendship

324 51 14
                                    

Next day..



Drishti busy in making breakfast... mahi also came for help..

Drishti:- ab thik he tu..

Mahi: hmm thik hu..

Jiya:- dii jaldi karo bahut bhukh lagi he..

Rakshit came downstairs..

Rakshit:- mujhe bhi..

Drishti and mahi laugh on them and they came with breakfast.. drishti serve to everyone... rakshit smile to see her.. mahi happy to see rakshit..

All did breakfast happily...

Drishti:- mr shergill... ab sab thik he to me our jiya yaha se jana chahte he..

Rakshit became sad...

Rakshit in mind:- drishti ko kaise roku... is time shadi ko nibhane ki baat karna sahi nai hoga...

Rakshit:- drishti.. legally hum husband wife he.. and 6 months se pehle divorce aprove nai hoga... so tum yaha par hi ruk jao.. for baad me sochna kya karna chahti ho life me..

Drishti in mind:- inhone to sidha divorce ki baat bol di.. means inhe bhi is shadi me nai rehna.. thik bhi he.. mahi ka haq pehle he...

Drishti:- haa.. but meri job.. our jiya ka college.. wo sab bhi to dekhna he na.. our me  yaha aise nai reh sakti..

Rakshit:- jiya.. tumhara admission me karwa dunga... okk..

Jiya:- thanks jiju...

Rakshit:- and drishti aaj se tum meri PA  okk...

Drishti think some time.. and said yess..

Rakshit:- mahi ab tum bhi bilkul mat daro.. sab thik he.. our jis new project me hum saaath me kaam karne wale the... kal se hi kaam start karenge... okk ms partner..

Mahi smile..

Mahi:- okk partner...hum kal se kaam start karenge..

Jiya:- isi baat par dii k saath ki  kheer..

All laugh... and  went ti their rooms..






Drishti knock rakshit's bedroom door.. rakshit busy in files..

Rakshit open the door..

Rakshit:- tumhe knock karne ki jarurat nai he.. tum kabhi bhi aa sakti ho yaha..

Drishti:- thanks.. me yaha apna stuff lene aayi thi.. ab hum jaldi hi divorce le lenge... so me soch rahi thi..

Rakshit:- tum guest room me rehna chahti ho?

Drishti nodded..

Rakshit in mind:- kya kar rahi ho drishti.. me tumse attract hota ho ja raha hu.. tum itni innocent....itni honest ho...

Rakshit:- okk..

Drishti busy pack her luggage.. when rakshit starring ger.. drishti feel his gaze on her.. and became nervous..

Rakshit:- drishti.. kya tum meri dost banogi..

Drishti surprise..

Drishti:- haa kyo nai.. aap bahut acche dost he...

Rakshit forward his hand to her.. and drishti did hanshake with smile...

Rakshit:- thanks..

Drishti:- dosti me no sorry no thank you...

Rakshit laugh...

Drishti:- bahut hi cheesy lines thi na..

Rakshit laugh more..

Drishti:- bas.. our kitna hasenge mujh par... mr Shergill..

Rakshit:- me doston k liye rakshit hu..

Drishti:- but aap mere boss bhi he.. so..

Rakshit:- soo?

Drishti:- i think ... rakshit sir... sounds good...

Drikshit laugh...

Rakshit:- chalo aaj pehle.. jiya ka admission karwa dete he... kal se tumhari job.. and be punctual..

Drishti:- okk.. sir..






Drikshit and jiya get ready for admission..

Drishti :- mahi tum bhi chalo ghar par bore ho jaogi..

Rakshit:- yaa.. right.. chalo mahi.. accha lagega..

Mahi:- okk..






All sit in car...

Drishti sit behind with jiya.. and rakshit sit with mahi... rakshit adjust his mirror to see drishti...

Rakshit and jiya went in college...for admission.... and after some time cameback.. jiya ran and hug drishti in happiness..

Jiya:- dii mera admission ho gaya..

Drishti:- tu bahut padhai karna jiya.. me to nai padh payi but tu bich me mat chodna..

Jiya:- haa dii..

Rakshit:- chalo ab lunch karte he..

Rakshit order mahi's favourite food.. for her happiness.. and in last icecream also... he knew that mahi was upset last night's incident...

Mahi:- thanks rakshit tumne itna sab kiya mere liya..

Rakshit:- aaj tum jis bhi sitution me ho.. mere dad ki wajah se ho..our sorry word bahut chota he uske liye mahi... me hamesha tumhara saath dunga... tum kabhi khud ko akela mat samajna..

Rakshit and mahi became imotional.. and drishti jiya admire their friendship...







In evening...

All came back to home..

Drishti came in rakshit room..

Drishti:- rakshit sir aapne itni sari fees pay ki he jiya k liye.. me kaise ise vapas kar paungi... aapko aisa nai karna chahiye tha..

Rakshit:- jiya meri choti behan jaisi he.. our bahut pyari bhi.. agar mene uske luye kuch kar bhi diya to kya problem he...

Drishti:- haa but..

Rakshit:- kal se time par... go now ms pa...

Drishti smile..

Drishti:- me ye paise bhi aapko jaldi vapas kar dungi... thanks..

Rakshit nodded..

In night...

All sit for dinnee... cracking jokes... and talking happily...




Next day..

Drishti wore beautiful salwar suit.. and came out...

Drishti:- jiya chalo late ho raha he...

Jiya:- aayi dii...

Rakshit and mahi also came....

Drishti:- rakahit mahi ye aap dono ka tiffin... and jiya ye tumhara...

Mahi:- tumhe kab khana bana liya..

Drishti:- haa bas.. ban gaya..

Rakshit:- mene maids ko kyo rakha he.. kal se tum mat banana... okk.. kaam par dhyan do..

Drishti in mind:- bossy mood onn..

Rakshit:- man me mat bolo jo bolna he samne bolo..

Drishti:- me.. mene kuch nai bola..

Rakshit:- jhoothi.. chalo..

All sit in car..

Rakshit drop jiya.. then all went in office and busy in their works...


Precap:- rakshit and jiya...

 Decision (drikshit)✔Where stories live. Discover now