Part 12 - Restaurant

509 31 3
                                    

Susheela. Sab log chale gaye.

Pramod. Hmmm.

Kavya. Bhaiyaaa! while coming from her room.

( Me. Ab isse kya ho gaya? Aise bhaagi - bhaagi kyu aa rahi hai? )

Susheela. Bol Kavya, kya hua?

Kavya. Ek request hai meri.

Pramod. Bol na.

Kavya. Apan sab aaj bahaar jaake khaana kha sakte hai. pleaseeee.

( Me. Ha, chalte hai, main bhi chalungi aur udhar kuch twist laungi. )

Susheela. Tu har baar koi twist laati hai.

Pramod. Ha, twist ke bina tera mann nahi lagta.

Kavya. Aap dono kisse baat kar rahe ho?

Susheela. Aree, vo terko nahi dikhegi.

Kavya. Kyuu?

Pramod. Fursat main sunayenge hum.

( Me. Lo, ye bhi fursat, bolega hi, ruhail family ka hissa jo hai. )

Pramod. Tu chup rehe.

Kavya. To batao, apan chal sakte hai?

( Me. Please haa boldo )

Pramod. Achaa Thikhe.

Súsheela. Mere favourite place pe chalenge khaane, kavya udhar bohut achaa khaana milta hai.

Pramod. Aap jyaada chatpata nahi khayegi.

Súsheela. Thikhe, nahi khaungi.

Pramod. Kavya, tu aur neha 7 baje ready ho jaana.

( Me. Merko nahi buloge kya? )

Súsheela. Tere bina to jaane wale hi nahi hai.

Kavya. Aap log mere saamne jisse bhi baate karte ho usse mat kiya karo, main bohut confuse ho jaati hu.

( Me. Vo log kabhi bhi mere se baat kare, tujhe kya. )

Pramod. Vo meri behen hai.

Kavya. Main jaa rahi hu.

  Kavya goes and tells Neha everything, everyone was getting ready instead of Neha, she is already ready, and meanwhile...

Neha in mind. Kuch to karna padega, ye Susheela ki jaan leni padegi varna mera Pramod iss janam mein mera nahi ho payega iss chudhail ki wajah se, abhi khaana khaane jayenge to waha pe Pramod ko wine pilake apne room mein le aaungi kisi bahaane se fir....

Sumod and Kavya comes out...

Sumod is wearing a matching dress...  👇🏻

They reach the restaurant and sits in their respective seats, Pramod and Susheela were sitting beside each other, Neha was sitting facing Pramod and Kavya facing Susheela

Oops! Questa immagine non segue le nostre linee guida sui contenuti. Per continuare la pubblicazione, provare a rimuoverlo o caricare un altro.

They reach the restaurant and sits in their respective seats, Pramod and Susheela were sitting beside each other, Neha was sitting facing Pramod and Kavya facing Susheela.

Pramod. Susheela ji, achaa hua apan chaaro aaj is restaurant mein aaye.

Susheela. Kyu?

Pramod. Aaj yahape apne alawa koi nahi hai.

Susheela. Ye to acha hai.

Kavya. Kuch ulte sidhe khayal mann mein nahin aa rahe na.

( Me. Kitni samajdaar hai re tu. )

Susheela. Tu jyaada mat bola kar.

Kavya. Maine jyaada kaha bola.

Susheela. Terko nahi, isse bol rahi hu, jo terko nahi dikhegi.

Kavya. Isse to main pareshan ho chuki hu.

( Me. Ayeee! Terko main 1 chutki bajaate hi gayab bhi kar sakti hu )

Pramod. Abhi laayi hai to bichari ko gayab to mat karna.

Kavya. Please aap usse baate mat karo.

Neha. Koi mujhe samjhayega yaha chal kya raha hai?

Susheela. Furst main sunayenge.

Neha. Abhi order karte hai.

Pramod. Hmmm. Waiter... Waiter.

Waiter arrives.

Pramod. Kavya, Neha kya loge?

Neha. Main 1 toast sandwich lungi.

Kavya. Aur main 1 margherita pizza.

Pramod. Waiter, 1 Margherita pizza, 1 toast sand, and 1 noodle.

Kavya. Bhabhi ka?

Neha in mind. Isse kyu padi hai iss chudhail ki? Usse nahi khaana hoga na.

Susheela. Main humesha Pramod ke saath noodles khaati hu, yahape hum jab bhi aate hai to aise hi khaate hain.

( Me. Ayee hayee! Kisiki nazar na lage mere sumod ko. )

Kavya. Ohoo!

Pramod. Chup rehe tu.

The waiter arrives with the order...

------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

To aaj ke part ke liye itna hi, sorry kal nahi daal payi thi. Main 1 nayi story daalne wali hu par pehle meri dhakkad wali story khatam ho jaye, maine likhna start kar diya hai aur post bhi jaldi karungi.

Thank you

KANAK ❤️

Oh Saathi [Completed]Dove le storie prendono vita. Scoprilo ora