INVITATION FROM BRAHMALOK

997 78 17
                                    

Amarsri and Srinav were resting on the lotus bed on Karkotaka with her telling him the tales of Mahabharat.

"Narayan-Narayan ! Pranam !" Naradmuni greeted appearing out of nowhere.

"Padhariye Munivar." Srinav greeted.

"Arrey nahi nahi, mai toh yaha keval aapko amantran dene aaya tha." Naradmuni said.

"Kaisa amantran ?" Amarsri asked.

"Pitashree Brahmadev ek mangalmaye yagya ka aayojan kar rahe. Waha Bhrata Adarsh aur Bhabhishree Dakshyani ko bhi amantrit kiya hai." Naradmuni said.

"Chalna chahoge ?" Amarsri asked to Srinav, he nodded a yes.

"Hum yeh nimantran swikarya karte hai." Amarsri said.

♡♡BRAHMALOK♡♡

Amarsri and Srinav entered Brahmalok and were greeted by rest of the gods and the Tridevs and Tridevis.

"Ayiye-Ayiye Harihareshwari aur Srinav, yeh yagya toh humne aap dono ke liye hi aayojit kiya hai." Brahmadev said.

"Humare liye ?" Srinav asked.

"Ha, tum dono ke mangalmaye vaivahik jeevan hetu." Mata Saraswati said.

"Bas Adarsh aur Dakshyani aajaye toh fir hum log yagya shuru kare." Brahmadev said.

"Dekhiye woh dono aagaye." Naradmuni said.

Srinav went upto them and touched their feet seeking their blessings.

"Kalyan ho !" Adarsh and Dakshyani blessed.

"Accha hua tum yeh yagya mai aagaye putra. Hum toh Harihar lok aane hi wale the bhet karne." Dakshyani said.

"Kaise ho putra ?" Adarsh asked.

"Jaisa hai aaisa toh iske mukh se dikh hi raha hai. Ahanakari patni hogi toh kaisa hoga." Dakshyani said looking at Amarsri who was sitting and talking with Narayan.

"Aapne dekha nahi ? Humse bhet karne hetu woh apne sthan se hili tak nahi." Dakshyani said.

"Woh yaha amantrit hai Mata, iss ghar ki bahu hai aur bahu Laxmi saman hoti hai. Waise bhi Laxmi ka swagat toh aapko swayam karna chahiye." Srinav defended.

"Srinav satya keh raha hai, woh ek sarvashakti-shali Devi hai. Unki bhi ek mariyada aur Garima hai." Adarsh said.

"Awashya unki Garima hai, kintu yaha woh keval ek bahu hi hai. Unhe humare Charan sparshkar aashirwad lena chahiye." Dakshyani said.

"Yeh prithvi lok nahi jaha bahuyo ko kam samjha jaye, devo mai Harihareshwari ka uch sthan hai. Aur waise bhi bahu Laxmi ka roop hoti hai aur Laxmi paer nahi chhuti." Adarsh said. Dakshyani fell silent.

"Priye, unka swagat tumhe hi karna hoga." Adarsh said.

Dakshyani unwillingly made her way to where Amarsri was sitting. Seeing her Amarsri stood up and Dakshyani half heartedly joined her hands.

"Aapka swagat hai Harihareshwari." Dakshyani said with no emotion.

"Kalyan ho Dakshyani !" Amarsri blessed and Dakshyani looked at her angrily.

"Chaliye, yagya ka samay ho chuka hai." Brahmadev said.

"Kaisa yagya pitadev !? Mere apman ka !?" Dakshyani exclaimed.

"Kya hua Dakshyani ?" Amarsri asked.

"Bas devi bas !! Yeh aapke abhiman ki charan seema hai !! Aapse bade hote huye bhi maine aapke samne hath jode aur aapne apne saas ko hi ashirwad diya !?" Dakshyani exclaimed.

The gods looked at Dakshyani confused, if someone joins a hand in front of them they have to bless them. It was the code of conduct, they couldn't understand what was wrong with it.

"Yeh shuru." Naradmuni said.

¤¤¤¤¤
A/N

IF THE DIALOG OF NARADMUNI IS IN ITALICS THEN HE IS TALKING TO THE READERS AND BREAKING THE FORTH WALL.

DAKSHYANI BE LIKE : JODU KE GULAM HO GAYE BETA.

HARIHARESHWARI 3 : PREM-LEELAWhere stories live. Discover now