ARIYA SS- TUMHI HO MERA SACHA...

De sana1819786

19.3K 837 81

It is based on the characters of Star Plus show Har Yug Me Aayega Ek ... ARJUN in totally different form Thi... Mai multe

PROLOGUE
CHARACTER SKETCH
PART-2
PART-3
PART-4
PART-5
PART-6
PART-7
PART - 8
PART-9
PART-10
PART-11
Part - 12
Part - 13
Part-14
Part - 15
Part-16
Part-17
Part - 18
Part-19
Part-20 (A)
Part-20 B
PART - 21

PART-1

1.8K 50 4
De sana1819786


ha TUMHI HO MERA SACHA PYAAR...


ha my jaan juka chuka hu ki my nahi reh sakta tumhare binajee nahi sakta hu tumhare binalaut aao riya pls laut aao apne pyaar ke paas apne arjun ke paas


his trance was broke by a knock on door by sam

sam: kya hua juno ghar nahi jaana


arjun: he come to his sense and says kyu chutti hai kya

sam: nahi day off hua hai

arjun: day off itni jaldi

sam: itni jaldi nahi 6 baj chuke hai aur sab jaa chuke hai

arjun: sab chale gaye mujhe bataye bina kab

sam: jab tu apni riya ke khayalo me duba hua tha

arjun: tujhe kaise pata ki my cut by sam

sam: mujhe kya rosh ko bhi pata hai jab se riya gayi hai tumhara ek din bhi aisa nahi guzra ke jab tum use miss na kiya ho aur uske khayalome na dube ho mujhe to doubt hai ke tum cases pe kaise concentrate karte ho

arjun: wo bhi riya ki wajah se hi

sam : aur wo kaise tumhe cases ke waqt uska khayal nahi aata

arjun: aata hai bahot aata hai isliye tho concentrate karta hu

sam: kya matlab pehliya math bujhao wo tho sirf riya thi jo tumhare pehliyo ko bin samjhaye samaj jati thi

arjun: ha so tho hai

sam: pehle apni pehli tho suljhao

arjun: wo kya hi ki ( arjun remembering this and saying)

FLASHBACK:


arjun (bhagte hue aata hai aur riya ko hug karta hai); tumhe pata hai aaj my bahot khush hu

riya: ha pata hai 

arjun: kya pata hai tumhe

riya : yahi ki tum khush ho aur kyu bhi pata hai

arjun: acha to batao ki my kyu khush hu

riya: kyu ki tumhara police banne ka sapna sach hone jaa raha hai

arjun: ha tumhe kaise pata

riya: mujhe pata hai kyu ki my tumhari best freind hu

arjun: tumhe meri har baat mere kehne se pehle kaise pata chalti hai

riya(mov) kaise batau ki hum jisse pyaar karthe hi unki dil ki baat bin kahe hi hamare dil tak pahunch jaati hai

arjun: kya hua kaha kho gayi

riya: kahi nahi wo sab chodo ab batao kab jaan hai training ke liye

arjun: next month par

riya: par kya aur tum itna confuse kyu dikhrahe ho

arjun: kyu ki confuse hu mujhe samaj nahi aaraha hai ek taraf my khush hu kyu ki mera sapna pura hone wala hai aur dusri taraf darr bhi lag raha ki itni badi responsibility my sambhal paunga bhi ya nahi

riya: tum bas khush raho kyu ki mujhe pura yakeen hai ki tum har responsibility achese nibhaoge aur ye tho tumhara hi nahi mera bhi sapna hai ki my tumhe ek ache cop ke roop me dekhu jab bhi koi tumhare bare baat kare tho my garv se keh sakoo ki tum mere best friend ho

arjun: hug her and says thank u soo much meri best friend banne ke liye mere har problem ka solution hota hai tumhare pass aur ha my tumhara yakeen khabhi nahi todunga ek acha cop banke dikhaunga taki tumhe mujpe garv ho

PRESENT:

isliye jab bhi koi case ho mujhe uska mujpe yakeen yaad aata hai aur my case poore concentration se karta hu

sam: kitna yakeen tha use tum par

arjun: ha bahot par shayad myne uska yakeen thod diya aur sab kuch bigaad diya( a lone tear appear in his eyes)

sam: tumhe sab yaad hai tho ye bhi yaad hoga ki tumhare aakhon ke ansoo se uska dil dukhta hai

arjun: isliye tho my khul ke ro bhi nahi sakta pehle hi uska dil tod diya hai ab use aur nahi dukha saktha and hug sam

sam( by watching time) ab chal bhi rosh intezar kar rahi hogi kahi use aisa na lage ki my use bhul kar kisi aur ke saath date pe chala gaya

samjun and rosh are staying in same home

arjun:(change his mood and says) ha yaar chal wo tho bahot gusse me hogi teen din se hum yahi keh rahe sath khayenge par case ke wajah se nahi ho paya agar aaj bhi aise hi kiya tho mera tho kuch nahi bigde par teri to bedroom me entry ban hojayegi

sam(look him scarily and says) ha chal jaldi

both come out of the office and reaches the home in ten minutes

samjun rings the bell

roshni comes and open the door both enters and sees roshni is arranging pillow and bed sheet on sofa

sam: kya rosh my tho aaj jaldi aagaya na phir kyu ye

roshni: tho kya my tho apna kaam kar rahi hu

sam(goes to her and take the bedsheet in his hands and take her hands in his and says ) nahi my tumhe aisa karne nahi doonga

rosh: chodo mera haath aur kyu nahi karne de rahe ho

sam: kyu kya tum aise mujhe room se bahar nikal rahi ho aur my tumhe aisa karne doo

rosh confusingly sees to arjun he blink his one eye and says

arjun: ha rosh sam ko mat niklo room se wo bechara tho jaldi aane wala tha meri wajah se late ho gayi

rosh (smile inwardly and says) kyu na nikalu myne kaha tha ghar jaldi aane ko phir bhi ye late aaya tum to humesha use bachate ho aaj nahi

arjun: par 

rosh: nahi juno my kuch nahi soonungi

sam : pls rosh i love u soo much bus time ki problem hai

rosh(faking anger) wahi tho time ki problem hai isliye tum apne office jaaker so jao ghar kyu aate ho ek tho dinner ka promise karthe ho aur hamesha last moment pe taal dete ho aur ab ghar bhi der se aane lage homy thak chuki hu tumhare in bahano se

sam: (so inocently) my kya karu hamesha case hi aise waqt aata hai ki my kuch nahi kar paata par i promise this sunday we will definately go on candle light dinner wo bhi tumhare favourite restaurent me hotel blue moon ok ab tho maaf kardo

rosh: pakka na

sam: ha baba pakka

ye sunthe hi arjun aur roshni hasna shuru karte hai dono pet pakad kar haste hai aur sam ko samaj nahi aata hai ki ye log kyu has rahe the tab rosh haste hue phir se bedsheet leke ander room me jaaker rakhker aati hai

arjun abhi bhi has raha hai 

sam : tum dono has kyu rahe ho

arjun(control his laugh and says) kyu ki wo tumhe room se nikal nahi rahi thi wo tho bas subhah bedsheet aur pillow pe jo teri wajah se pani gira tha use upar sukhne dali thi use wapas room me rakh rahi thi

rosh :ha aur tumhe laga ki my tumhe room se nikal rahi hu

arjun: aur emotions me aaker tune use candle light dinner ka promise bhi kiyaaur dono phir hasna shuru karte hue ek dusre ko hi fi dete hai

sam: bas karo dono aur this is not fair tum dono mera mazak bana rahe ho ab candle light dinner cancel

rosh: thik hai cancel kardo my ab tak jo mazak kar rahi thi wo sach kardoongi

sam: matlab

arjun: matlab ye ke agar tum dinner cancel karoge tho wo tumhe sach me room se nikal degi haina rosh
rosh : yes juno and both give hi fisam see this and goes to his room with faking anger (aur karega bhi kya bechara chief hai office me par bivi ke samne tho bolti band hogayi na ha ha ha)

                                 *****************************

HOPE U GUYS LIKE IT, IF YES PLEASE VOTE AND GIVE YOUR VALUABLE SUGGESTIONS TO ENCOURAGE ME AND TO IMPROVE MY FURTHER WORK

THANK YOU

BYE TAKE CARE

...LOVE SANA



Continuă lectura

O să-ți placă și

178K 22.8K 69
Sidharth shukla... son of billionaire ashok shukla who is the owner of 'Shukla Enterprises'... Shehnaaz gill.... a simple girl belongs to middle cla...
893K 88.5K 195
In my story Naina does fall in love with Sameer in school but not him. Naina and Sameer are both from Ahmedabad from the same school but Sameer neve...
90.9K 4K 45
While foccusing on one relation one overlooked the other one. What if Mahi is missing being kiddo of his elder brother and his elder brothers comes...
54.8K 7.9K 47
Sai is all set for her another solo tour. She loves to travel during her vacations. Virat was nervous as it is the first time he is travelling alone...