Chapter 7 - Heartbreaking Decision!

120 10 12
                                    

That evening (6:00 p.m).

Vikrant : Bhaiya?

Jatin : Haan Vikru, bol?

Vikrant (tensed) : Bhaiya, Prerna abhi tak ghar nahi aayi? Call bhi kiya maine, par woh utha nahi rahi.

Jatin : Batake nahi gayi woh?

Vikrant (tensed) : Nahi bhaiya.

Jatin also tensed. He asked Vikrant to call her once more.

Vikrant (tensed) : Nahi utha rahi bhaiya.

Jatin : Calm down, Vikru. Woh jaldi aajayegi.
Tum log kal chale jao, aaj yahi ruk jao.

Everyone nodded. While waiting for Prerna.

After 2 hours (8:00 p.m), Prerna came.
Vikrant rapidly hugged Prerna, after seeing her alright. But then, he got furious.

Vikrant (angry, screaming) : Kaha thi tum? Phone kaha tha tumhara?

Prerna (shocked, whispering) : Tamasha mat banao Vikrant, mujhe jaroori kaam aagaya tha!

Vikrant (angry) : Tamasha toh tum bana rahi ho, kitna sharminda kar diya mujhe!! Pata hai tumhe main kitna darr gaya tha.

Jatin : Bas karo tum dono, Vikru. Woh abhi abhi aayi hai na. Rest karne de, jaroori kaam aagaya tha shayad. Prerna tum jao.

Vikrant (angry) : Rukiye bhaiya, aesa kya jaroori kaam aagaya tha isse, joh mujhe call karke bhi batana jaroori nahi samjhi.

Prerna (annoyed) : Kyun karoon main call, main tumhari gulam hoon. Joh main kidhar bhi jau, tumhe batake jau?

Vikrant got shocked.

Vikrant : Shut up! Ek call kam se kam. Ek call na sahi toh message kar deti.

Prerna : Main tumhe kuch bhi batana jaroori nahi samajhti.

Vikrant, shocked and heartbroken.

Vikrant : Kyun jaroori nahi samajhti? Humara ek rishta hai, Prerna!

Prerna (evil smile) : Rishta? Kaunse rishte ki baat kar rahe ho tum Vikrant? Humara rishta bas ek saal ka tha!

Everyone got shocked. Vikrant looked at her furiously.

Prerna : Aaj ka date yaad hai tumhe?

Vikrant realised the date, it has been a year since their marriage.

Prerna : Aaj pure ek saal hogaye humare shaadi ko. Yani ke humara rishta khatam.

Vikrant shocked. She better not think to divorce him, which he was thinking.

Prerna gave him the divorce papers, and went to her room to pack her bags, leaving Vikrant heartbroken.

Jatin (stammering, shocked) : Yeh Prerna kya keh rahi thi? Vikrant tune usse sirf ek saal ke liye shaadi ki thi???

Vikrant didn't had any answers to his question. He dared to look at him, his face was down which made Jatin angry.

Jatin (raising his voice up) : Maine kuch pucha tujhse!!!

Vikrant flinched and looked up scared.

Jatin : Kya yeh sach hai ke tu Prerna se sirf ek saal ke liye shaadi ki thi?

Vikrant nodded. In that milliseconds, Jatin slapped him tightly. Vikrant had tears in his eyes, Jatin never raised his hands on him.

Jatin left furiously to his room. While, everyone looked shocked and disheartened.

No one had their dinner.
Everyone woke up early, the next morning due to the incident last night.

Vikrant directly went to Jatin's room for an apology. But, Jatin was in no mood to talk to him.

Vikrant (crying) : Bhaiya, please meri baat sunn lijiye, please!

Jatin (cold) : Jaa yaha se! Mujhe teri shakal bhi nahi dekhni!

That words hit hard to Vikrant. But, still he tried again.

Vikrant : Bhaiya, please mujhe samajhiye, main galat nahi hoon.

Jatin : Waah! Galti karke bhi, tu bol raha hai ke teri galti nahi hai??!!

Vikrant (pleading, joining his hands) : Please bhaiya, mujhe samjhane dijiye, please.

Jatin got startled, he can't see him begging.

Jatin (looking away, harshly) : Bol!!

Vikrant (sniffing) : Bhaiya, mere se aese baat mat karo.

Jatin (calmly) : Bol, main sunn raha hoon.

Vikrant (teary eyes) : Bhaiya, trust me. Uske papa ne ek saal ka contract rakha tha jismein mujhe laga ke ek saal mein main uska pyaar jeet lunga par main galat tha.

He stopped for a second. Jatin looked at him with teary eyes.

Vikrant (teary eyes) : Mere saath hee aesa kyun hota hai bhaiya? Bachpan mein bhi mummy aur papa ne mera saath chhod diya tha, main ussi din mar jaata, par aapne mujhe samjhaya.

He looked at Jatin.

Vikrant (sadly) : Bhaiya, agar aapko lagta hai ke main galat hoon aur mujhe saza milni chahiye toh mujhe abhi yaha se ghar se nikal dijiye!

Jatin got startled and hugged him tightly.

Jatin (teary eyes) : Meri parvarish mein kami nahi ho sakti. Tum sab itne kamzor kab bann gaye?

Vikrant tightly hugged him too.

Jatin : Koi baat nahi, main Prerna se baat karta hoon. Ho sake toh uske pau bhi par..

Vikrant (shocked) : Nahi bhaiya, aese logo ke per (leg) parna nahi chahiye, jiske andar sirf swarth ho!

Jatin : Tu aese kyun keh raha hai Vikru?

Vikrant : Bhaiya, main usse bohut pyaar karta hoon, apne jaan se bhi jyada. Par usne aur uske papa ne mujhe ek faisla lene ki majboori di hain!

Jatin (shocked) : Nahin, tu aesa nahi kar sakta!

Vikrant : Bhaiya, divorce ki baat nahi kar raha hoon, par usse tabhi samajh aayega jab woh yeh mandir jaisa ghar chhodkar jayegi! Usse andaza hoga ke usne bohut badi galti ki hai.

Jatin : Dekh, tu joh bhi karega. Main tere saath hoon humesha.

Vikrant : Thank you Bhaiya! I Love you!!!

Jatin : I love you too!!!

They both hugged and planned something crazy! Everyone knew about their plan, except Prerna.

That evening. Prerna packed her bags and got ready to leave.

Prerna (mockingly) : Toh tum apne so called papa ko chhodkar nahi jaana chahte?

Vikrant looked at her angrily but Jatin told him to calm down.

Prerna : Divorce papers kaha hai?

Vikrant : Mujhe time chahiye sochne ke liye please?

Prerna : Le lo time, mujhe koi fark nahi padta!

Vikrant glared at her. She went to her car and drove to her house.

Vikrant (talking to himself) : Kya main itna bura hoon? Joh main iske dil mein pyaar tak jhaga nahi paaya?

Karan : Aesa nahi hai Vikru! Woh galat hai aur yeh baat woh bilkul samjhegi!

Vikrant sighed.

Krishna : Haan, Bhaiyu. Bhabhi chaahe jitna bhi kuch karle hum aapko strong banayenge!

Vikrant (smiled) : Thank you Kanha!

Rajveer : Yeh decision se tera hee bhala hoga Vikru!

Vikrant smiled.

Alok : Haan, bhaiya! Jaisa Kanha Bhai ne kaha, hum aapko strong banayenge!

Vikrant hugged him and everyone too. While, they await for something which Prerna and her family do not realise!

(The End)

Hey! So, again I'm sorry, cuz I was out of plot. And I wrote this, if you like it then please let me know!
Also, will you mind if I add Targets after this chapter?

How was Prerna?
How was Vikru?

Saajan Ke Pyaar Mein..!!!Where stories live. Discover now