Chapter 5 - Marriage!

101 10 9
                                    

Jatin asked Shruti about the marriage and she agreed.

After two days.

Jatin was getting ready and suddenly all the boys came in his room.
Jatin looked up.

All boys (happily) : Wow bhaiya, looking handsome!

Jatin (smiled) : Thank you bachhon.

Krishna : Bhaiya, maine aapke liye yeh mangwaya hai.

Krishna gifted Jatin a watch.

Jatin : Yeh?

Krishna : Ghadi hai.

Jatin : Haan, pata hai. Par itna mehnga?

Krishna : Arey, woh sab chhodo na. Bas itna dekho ke aap pe achha lagna chahiye ya nahi. Haan, achha lag raha hai.

Jatin hugged him tightly. While all boys hugged too.

Time has come of the marriage.

Rajesh : Toh, shuru kare?

Everyone nodded.

All the ceremonies were done. And Jatin and Shruti were officially husband and wife.

Jatin : Thank you, Shruti Ji.

Shruti (shocked) : Thank you? Kis liye Jatin Ji?

Jatin : Meri family ko pura karne ke liye!

Shruti shy, smiled.

Shruti : Aapse pyaara aur dil ka sachha insaan. Maine kabhi nahi dekha, aapko thank you meri zindagi puri karne ke liye.

Jatin smiled.

Next day morning.

Shruti (thinks) : Mummy na kaha tha ke jab bhi patni uske pati ke ghar jaati hai toh uske agle din sabke liye kuch meetha banati hai. Jisse bahu ki pehli rasoi kehte hain. Okay, toh kya banau..?

She thinks while Jatin was staring at her.

Shruti (shy) : Jatin Ji, kya baat hai?

Jatin (shooks his head with embarrassment) : Kuch nahi, Shruti ji. Woh kuch soch raha tha?

Shruti : Kya soch rahe the aap?

Jatin (singing) : Kitna pyaara hai yeh chehra jispe hum marte hain, kitna pyaara....

Shruti shy, smiled and went outside the room.
Jatin chuckled.

Jatin (thinks, smiled) : Aaj sach mein subah subah din bann gaya mera.

Jatin went to freshen up. While, Shruti was making Kheer and Puri with few vegetables dish.

Rajveer : Good morning, bhabhi. Kya bana rahi ho?

Shruti : Good morning Rajveer. Aaiye na bethiye.

Rajveer : Kya bhabhi, yeh aaiye bethiye kehke paraya mat kijiye aapko toh, 'idhar aah beth' aesa kehna chahiye.

Shruti laughed.

Shruti : Aao betho idhar, wese ghar mein sab kheer aur puri sabji khate hai na?

Rajveer : Ji haan, bhabhi. Sab khaate hain.

Shruti : Good.

Rajveer : Wow, bohut achhi smell aarahi hain.

Shruti tore a small part of puri and fed Rajveer.

Rajveer (tasted) : Aah! Ati Utham! Bhabhi, aapke haatho mein jaadu hain.

Shruti (smiled) : Thank you Rajveer.

Saajan Ke Pyaar Mein..!!!Where stories live. Discover now