Chapter 4 - A Gift At Siblings Day!

121 8 6
                                    

It was morning, and everyone awoke except Karan, Vikrant, Krishna and Rudra.

Jatin (to the girls) : Yeh log nahi uthe?

Prerna : Ji nahi, bhaiya.

Akriti : Mazze se so rahe hain.

Everyone laughed. Jatin went to their room to wake them up. He was amazed to see Karan upside down, Vikrant in an embracing pose, Krishna as someone left him and Rudra as someone kissed him, he was blushing.
Jatin pulled the curtains which sunrays went directly into their eyes.

Karan (sleepy tone) : Mmm, kaun hai? Sone do na!

Vikrant (sleepy tone) : Kya yaar, kaun hai? Bhagao yaar usse!

Rudra (sleepy tone) : Nahi jayenge yaar, humein bhagana parega usse!

Krishna (sleepy tone) : Sahi kaha yaar, ab kya karenge?

Jatin glared at them.

Jatin : Kuch nahi, sab kuch main karunga.

Karan (sleepy tone) : Mujhe bhaiya ki awaaz kyun sunayi de rahi hai?

Vikrant (sleepy tone) : Mujhe bhi.

Rudra (sleepy tone) : Koey nahi hai yaar. Tum logo ko bhram ho raha hai.

Krishna (sleepy tone) : Sahi kaha.

Jatin poured a bucket full of water on them.
All of them woke up in a sudden.

Everyone : Paani, paani!!

Jatin (sarcastically) : Bachhon ki neend puri huyi? Ya aur paani dhal doon?

Karan : Bhaiya, kya yaar. Pura bheeg gaye hum!

Vikrant : Bhaiya, not fair.

Krishna : Mere saath toh humesha aese hee hota aa rha hai. I'm used to it guys.

Rudra : Tu used to it hai, hum nahi.

Jatin : Tum logo ko used to it kar dunga agar abhi bistar se nahi uthre toh!! I'll count to 3.
1.....2....

Everyone rushed to their bathrooms to freshen up.
Jatin smiled and chuckled.
All of them were waiting for the boys to come to the breakfast table.

Jatin : Kya hai tum logo ka, bachpan mein bhi same aese hee uthana padhta tha aur abhi bhi? Nahi badloge na tum log?

Rudra : Badalna kisko hai, hum aese hee thik hai.

Jatin : Mmm, dikh raha hai.

Rudra glared at him but did not worked.

Jatin : Aur tu Karan, Tu sabse bada hai. Tujhe inhe sikhana chahiye achhi cheezein par kya sikha raha hai tu inhe?

Karan : Bhaiya, please? Subah subah nahi.

Jatin : Yahi toh hai tum logo ka!

Vikrant : Bhaiya, please. Bachpan se sunte aa rahe hain. Kaan pakk gaye hai humare.

Jatin : Achha hua pakka hai, kutche hone se thik tha.

Vikrant (whined) : Bhaiya!

Everyone laughed.

Jatin : Chalo, nasta kar lo sab.

Everyone had their breakfast.

Jatin : Wese, bachhon?

Everyone : Haan, bhaiya?

Jatin : Aaj ka date kya hai?

Everyone : 10th April!

Jatin : Aaj kuch khaas nahi hai?

Rajveer : Nahin bhaiya. Aaj kisi ka birthday nahi hai.

Jatin : Bas birthday? Aaj ek khaas din hai bachhon!

Saajan Ke Pyaar Mein..!!!Where stories live. Discover now