Chapter 8

113 6 0
                                    

Abhi or kartik bi hotel pounch jata haan or hotel jata he sid dr ko call karta ha or dr abhi or kartik ki injures ko bandage kar detay haan
Sid:Bhai ab next kia plan ha raj ko pakarna ka
Abhi:Abhi kuch der wait karna paray ga jab tak raj apna agla plan nahi bana leta kui k hamara kaam ha usska plan kharab karna
Kartik:Bilkul saii bol raha ho abhi
Sid:G bhai
Teeno dinner karta haan kui k lunch time toh School ma he guzar gaya
Their dinner :

Abhi or kartik bi hotel pounch jata haan or hotel jata he sid dr ko call karta ha or dr abhi or kartik ki injures ko bandage kar detay haan Sid:Bhai ab next kia plan ha raj ko pakarna ka Abhi:Abhi kuch der wait karna paray ga jab tak raj apna agla...

Rất tiếc! Hình ảnh này không tuân theo hướng dẫn nội dung. Để tiếp tục đăng tải, vui lòng xóa hoặc tải lên một hình ảnh khác.

Yummy🤤yeh deekh ker mera moh ma pani aa raha ha Dinner karna k baad teeno kuch planning karta haan or phir so jata haanIn morning:teeno subha uth jata haan or ready hota haan Sid computer par kuch kaam kar raha hota ha k sid ko pata chalta ha k r...

Rất tiếc! Hình ảnh này không tuân theo hướng dẫn nội dung. Để tiếp tục đăng tải, vui lòng xóa hoặc tải lên một hình ảnh khác.

Yummy🤤yeh deekh ker mera moh ma pani aa raha ha
Dinner karna k baad teeno kuch planning karta haan or phir so jata haan
In morning:teeno subha uth jata haan or ready hota haan
Sid computer par kuch kaam kar raha hota ha k sid ko pata chalta ha k raj aj president k ghar par attack karna wala or president ko kidnapped kar k la jai ga apna satt
Sid:Abhi bhai kartik bhai
Abhi or kartik:Kia hou ha
Sid:Bhai raj aj President ko kidnapped karna wala
Abhi:But woh kaisa
Sid:Raj president k ghar pr attack karna wala ha or uss ka plan ha k attack kar k sab ko bandi bana la ga or president ko kidnapped kara ga
Kartik or abhi:Toh hamay plan karna ho ga k president or unka ghar walo ko kaisa safe karay
Sid:G bhai jaldi se plan karna paray ga
Teeno mil ker plan karta haan
RAJ SIDE:
Raj:Aj toh ma iss president k ghar par attack karo ga or uss ki family ko bandi bana ker president ko apna satt la aao ga or itna torture karao ga k president khud ba khud seat chor da ga aj bhot maza ana wala ha
Raj right hand:G boss (he laugh)

Other side:
Teeno plan kar leta haan k kia karna ha
Abhi:Very good sid mujhe tumhara plan acha laga
Chalo ab wait karta haan k kab raj attack kary or phir hum apna plan shuru karay ga
Kartik or sid:Ok Captain

Raj dopr 2:00 am k karib president k ghar pr attack karta ha raj main gate se enter hota ha sab guards ko maar ker baki guards bi attack karta haan lakin k guards sab guards ko mar deta haan
President apni family ko room ma lock kar deta ha or kehta ha bhr nahi ana ap log jab tak ma aa ker darwaza open na karo
President:Kia kaam ha raj ab tumhe mujhe se
Raj:Woh tumhe pata ha president k mujhe kia chahie
President:Raj woh tumhe nahi mil sakta
Abhi dono baat kar raha hota haan k sid or abhi entry kartay haan mansion ma or raj k kafi guards ko maar deta haan
Raj abhi or sid ko deekh ker hasta ha or kehta ha
Raj:Deekho kon bachana aya ha president ko Welcome welcome Captain Abhishek or Siddharth
(He laugh)
Abhishek:Raj tumhe aj ma choro ga nahi
Raj:Choro ga tab nahi na jab ma tumhara haat aao ga
Abhishek:Raj ma tumhe ek muka deeta hoon Bhag jao ider se ma tumhe kuch nahi karo ga kr haan chor do zid apni president bana ki yeh wish tumhari kabi puri nahi hona doon ga
Raj :meri yeh wish puri ho gi or tumhe kuch nahi kar pao ga Captain
Raj apna guards ko order deta ha k sab rooms check karo or president ki family ko bandi bana kar lao ider mera samna jab ma president ko iss ki family k samna maro ga or iss ko kidnapped kar k la jao ga tab iss ki family he iss ko president ki
Seat chorna k lia bola gi
Abhi ,Sid or president:Just Shut Up Raj tum asa kuch nahi karo ga
Raj :Jao sab or jo mana bola woh karo
Guards her room ki talashi leta haan or president ki afmily ko pakar k la ata haan
President:Please meri family ko kuch maat karna
Raj:Hahaha ma or kuch na karo yeh kaisa mumkin ho sakta ha
President:Please ma tumhara satt chalo ga or jo tum bola ga karo ga but meri family ko kuch maat karna
Abhi:President sir please ap yeh sab maat bolo na yeh ap k satt kuch karay ga or na ap ki family k satt jab tak hum dono ider haan yeh ap logo ko kuch nahi kar sakta
Family:Ap asa maat bolan hamay kuch nahi ho ga but ap yeh seat maat chorna
President:Mujhe tum logo se zayada kuch aziz nahi
Raj:Band karo apna yeh family drama
Raj:Sab ko bandi bana lo or iss president ko maaro iss ki family k samna
Raj ka deehan president ki taraf hota ha tab he abhishek picha se aa ker raj par gun rakh leta ha
Abhi:Hilna maar raj warna goli maar doon ga or aj goli bazo par nahi sida tumhara bikar dimag ma maro ga
Raj:Hahaha mujhe maaro ga
Raj:Pakar lo iss Siddharth ko bi
Guards aga barta ha or abhi uder raj ko kehta ha kabar dar ager tum na mera bhai or baki sab ko kuch kia toh
Raj:Ohh mujhe damki di ja rahi ha pakar lo iss sid ko mujhe kuch nahi karay ga yeh abhishek
Gurds sid ko bi pakar leta haan
Tab he raj bari chalaki se abhi ki gun ko bazo mar ker gun ko nicha gira deta ha or abhi ko pakar leta ha or kehta ha tumhe nahi choro ga Captain abhishek
Abhi:Tum mera kuch nahi bigar sakta
Sid yeh sab deekh ker bara parshan ho jata ha or ek guard par bari Chalaki se attack karta but dosra guard sid par hamla kar k sid ko dobara pakar leta ha
Raj yeh sab deekhta ha or raj ko gussa ajata ha
Raj:Mera plan badal chuka ha ab ma iss president ko or uss ki family k satt tum dono ko bi maar doon ga
Abhi:Shut up kuch kar sakta
Raj ko gussa ata or gussa ma abhi ko zor se thappar marta ha
Abhi koi reaction nahi deta (as you know he is a captain )
Raj:Sab ko pakar lo or la Chalo sab ko mera special torture room ma
Guards sab ko pakar k la jana lagta haan
Abhi:kuch nahi karo president ki family k satt yeh toh bakasor haan
Raj nahi sunta kisi ki baat or  abhi ko zor se pakar kar la jana lagta ha tab he abhi attack karta ha raj par or uss ki gun pakar ker guard pr attack karta ha jis guard na sid ko pakar rakha hota ha
Or sid ko ashara deta ha
Sid apni hidden gun nikal leta ha raj ko bhot gussa ata ha
Raj:Captain abhishek agir himat ha toh yeh gun chor ker fight karo mera satt or aj ager tuj iss fight ma jeet gaya yoh ma sab ko chor doon ga
Abhishek:Haan kui nahi ho jai fight abhi gun jicha panak deta ha
Sid:Nhi Bhai yeh na karna iss ki koi Chal ha
Abhi:Sid tun tension maat lo kuch nhi ho ga
Dono ko fight start ho jati ha dono kafi injured hota haan or tab he raj apni guards ko kehta ha la jao pakar ker un sab ko iss ko toh ma aj mout doon ga sab k samna or phir baki sab ko torture karo ga
Guards sab ko pakar leta haan or hmm ek baat sid ki gun bi la leta haan
Abhi chukana ho jata ha or giri hoi gun ko jaldi se utha leta ha or kuch guards ko goli marta ha
Abhi:Sid ki tarfa gun phank deta ha or keta ha sid sab ko bachao or la ker bhag jao sab ko kisi safe jaga jaldi
Raj abhi par attack karta ha or gun la leta ha or phir pakar leta ha abhi ko iss k elawa abhi ka bazo marota ha
Abhi:Aaaaaa choro mujhe but abhi ko pata chal jata ha k abhi kuch nahi ho sakta iss lia abhi kehta ha jo karna ha mera satt kar ko but baki sab ko chor do
Raj :Jao chor dia
Sid:Bhai please yeh na karo
Abhi:Sid Jao ider se sab ko la jao
Sid:Ma ap ko chor ker nahi jao ga
Abhi:CAPTAIN SIDDHARTH NA NA BOLA NA JAO IDER SE MUJHE KUCH NAHI HO GA
sid akir kar sab ko la ker mansion wapis chala jata ha
Raj abhi ko pakar leta ha or la jata ha apna satt
Sid bhot parshan ho jata ha
President:Sorry Captain meri waja se yeh sab kuch hou lakin ap parshan nahi hona Captain abhishek bhot bhadur ha unko kuch nahi ho ga
Sid:Sorry nahi bolan ap president mujhe bs tension ho rahi ha k bhai ko kuch kar na da
Kartik bi ajata ha or kehta ha ma na kha tha tum dono ko k ma bi satt aao ga lakin tum dono ziddi ho deekha na ab kia ho gaya
Sid:Kartik kuch nahi ho ga bhai ko or haan tumhe injury thi iss lia nahi la ker aya satt
Kartik:Ma bilkul theak hoon ab kia karay sid mujhe bhot daar lag raha ha
Other side
Raj abhi ko apna torture room la ja ker band kar deta ha

Thats it for today
Sorry for mistakes
Guys ma na bhot jaldi ma likha ha
Total words:1636
Stay safe and healthy
Sorry guys mera se jaldi update nahi hota kui k ma kafi busy hoti hoon studies ki waja se
But I try to update Once a week
Do vote and comment

Military boys Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ