Chapter Ninety seven

428 121 53
                                    


In the time of the night, Neil was looking at the file in his cabin.

Neil: how is this possible dad asa kar hi nahi sakte.

Dd: sir main janta hun lekin sare proof Prakash uncle ke khilaf hain.

Neil thinks.

Neil: Dd tumhe kis ne bataya ke dad ke office main drugs supply hoti hain.

Dd: sir wo ek number se call aya tha police station ke number per.

Neil: tu ne wo number trace kiya kis ka hai.

Dd: sir call aate hi commissioner sir ka call agaya tha unhe bhi kisi ne call kar ke bataya.

Neil thinks.

Neil: dad kahan hain?

Dd remain silent.

Neil: Dd.

Dd: interrogation room main.

Neil was hurt, Dd looks down. Neil went to him and keep his hand on his shoulder.

Neil: Dd teri koi galti nahi hai infact I am proud of you tu ne wahi kiya jo sahi tha jo tera farz tha.

Dd cries.

Dd: I am sorry, sir.

Neil hugs him and pet his back then wipe his tears.

Neil: chal ab larkiyun ki tarha rona band kar aur chal mere sath mujhe dad se kuch baat karni hai.

Dd nods they went. On the other side in khanna house Shweta came to the hall where Avni and nanno were standing.

Shweta: Avni beta kuch kha lo.

Avni: mummy ji Neil aur papa ji ajaen phir hi main kuch kahongi.

Shweta: beta zid nahi karte is halat main bhukha rehna achi baat nahi hai thora se kha le.

Avni: theek hai mummy ji app please bebe ko kuch khila dijiye unhe medicine bhi leni hai.

Shweta: theek hai lekin tu kuch kha le main aungi puchne.

Avni smiles.

Shweta: nanno aap aaj yahin ruk jaiye bohat raat ho gai hai.

Nanno: aray.

Avni: Han nanno mummy ji sahi keh rahi hain.

Nanno: acha theek hai.

Shweta: please isay kuch khila dijiye.

Nanno: theek hai.

Shweta went. Avni look at nanno.

Nanno: Janti hun bohat ziddi hai tu theek hai kar le Neil ka intazar per zyada dair bhukhi mat rehna hmm.

Avni nods yes.

Avni: aiye main aap ko room main le kar chalti hun.

Nanno nods. On the other side, Neil was going to the interrogation room Neil stops he saw prakash from the window who was sitting in interrogation room his eyes filled with tears he didn't think in his dreams that this day will come in his life. Neil wipes his tears and went inside Prakash smiles to see Neil he understand by seeing Neil's face how tensed he is and Prakash is strong he faced many things in his life and he is innocent so why he take tension Neil signs all to go only Dd was there and commissioner came there.

Commissioner: Mr Prakash khanna aap ek bohat hi respectable citizen hain aap se ye ummed nahi thi humain.

Neil shocked.

Neil: sir aap ye Kya keh rahe hain dad ne kuch nahi kiya.

Commissioner: Neil tum ek police officer ho is waqt ek bete ki tarha nahi ek officer ki tarha socho aur tum chaho to is case se piche hat sakte hun sawal tum per bhi uth sakte hain ke tum ne police ko is bare main kuch kyun nahi bataya kyun ke tum in ke bete ho to hum per media ki taraf se pressure parega ho sakta hai humain tumhe suspend bhi karna para.

Pyaar Aur JunoonWhere stories live. Discover now