PHIRSE MILEGE HUM🍁CHAPTER 2

PHIRSE MILEGE HUM🍁CHAPTER 2

  • WpView
    Reads 74,627
  • WpVote
    Votes 8,062
  • WpPart
    Parts 77
WpMetadataReadOngoing24h 40m
WpMetadataNoticeLast published Thu, Apr 9, 2026
Fanfic
Maddam Sir
🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁 Aadhure kissaye ki Ik naya safar main Nayi kahaani. Kya hoga is kahaani main do toote dilo ka milaan? Kya hoga is kahaani ka haseen anjaam? Kya laut aayi hai Haseena ka dewaani? Ke koi aur ban ke aaya hai uski parchaai? 🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁 Kuch harf mere naam ke hai Kuch harf tera naam ke mila hai Kuch dard tere hai Kuch karz mera bhi baki hai Main tujhe aadhura likh gaya Ab maukaaml tujhe karna hai Manana humne ke hume Phirse mila zaroori hai Lakin tab tak Tujhe bhi toh Sataana zaroori hai Yeh meri bhi majboori hai Aur teri bhi kuch kamzoori thi Ke joh hue hum judaa Magar phir bhi mila Ab tujhse zaroori Na jaane kyun? Kahaani ab bhi Teri meri adhuri hui Kuch wada ab bhi Mere aadhure hai Kuch sapane tere bhi Aadhure hai Joh main mukaaml Ek panaye par na kar paya Tab he toh ab milna Tera mera Phirse zaroori hai Sach kehta hoon Phirse Milege Hum Bus kuch paano ki Toh ab doori hai......... 🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁 Sequeal of #PhirNaMileGaHum. 🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁🍁
All Rights Reserved
#44
happiness
WpChevronRight

Join the largest storytelling community

Get personalized story recommendations, save your favourites to your library, and comment and vote to grow your community.
Illustration

You may also like

  • Memory Lane: Ek Adhoori Dastaan
  • DASTAK-E-ISHQ πŸ–€
  • Pyaar Ka Sath With Twist And Turns
  • A f s a a n a
  • Wapsi - Intezaar aur Ishq ( Anuseena )πŸ«€β€οΈβ€πŸ©Ή
  • Tera Mera Milna Dastoor Hai
  • Ek Kahani Aisi Bhi
  • EHSAAS- The Whispers Of Hearts βœ”οΈ
  • Khayal Tera
  • Real Haseena Malik

Ek saal... 365 din aur hazaron yaadein. Poori duniya ne maan liya ki S.H.O. Haseena Malik us pahadi se girne ke baad khatam ho chuki hain. MPT mein unki jagah Urmila Mahadev Mhatre ne le li hai, jo shakal se toh Haseena hai par rooh se nahi. Sabne samjhauta kar liya, par S.I. Karishma Singh? Karishma aaj bhi har raat unhi junglon ko chhaanti hai. Uske liye Haseena Malik sirf ek officer nahi, uska poora wajood thi. Log kehte hain Karishma pagal ho gayi hai, par Karishma ka dil kehta hai ki uski MS zinda hai. Doosri taraf, ek anjaan basti mein ek ladki hai jise log 'Hasu' kehte hain. Use nahi pata wo kaun hai, kahan se aayi hai... use bas apna naam yaad hai - Haseena. Kya Karishma ki zidd Haseena ko waapas la payegi? Ya 'Memory Lane' ki ye galiyan unhe hamesha ke liye juda kar dengi?

More details
WpActionLinkContent Guidelines