Tum yun mile ho jabse mujhe

Bởi priyankaMehra10

67.1K 3K 1.1K

A story where Raman's wife dies in a accident while ishita had a bad experience from her previous marriage w... Xem Thêm

Prologue
part=2
part=3
part=4
Teaser
part=5
Teaser
overwhelmed
part=6
part=7
Teaser
part=8
part=9
part=10
Teaser
Part=11
Teaser
part=12
Part=13
Teaser
IshRa 💔💔
part=14
part=15
part=16
part=17
part=18
part=19
part=20
Teaser
part=21
part=22
part=23
part=24
part=25
Teaser
part=26
Teaser
part=27
part=28
part=29
part=30
part=31
part=32
Last part

part=1

2.3K 93 19
Bởi priyankaMehra10

Part=1

Ishita was sitting in front of mirror wearing red green kanjivaram saree mihika was helping her to get ready ishita was all lost

Mi: akka aap aise kab tak sad rahoge? Aise aap jaaoge bahar ladke walo ke saamne

I: mihku at least tu toh mujhe samjhne ki kossish kar mujhe nahi acha lagta ye sab dam ghoota hai mera itni mushkil se maine ek normal life jina shuru kiya tha khush hoon mai apni life mai toh iss sabki kya zaroort hai? Mujhe kisi ki zaroort nahi hai zindagi jine ke liye aur mai jaanti hoon meri life mai koi khushi nahi aayegi i don't deserve any happiness aur mujhse koi bhi shadi karne ko tyar nahi hoga mai iss sach ko accept kar chuki hoon

She said with teary eyes

M: akka please aap kyu aisi baatien kar rahi ho?  Aap jaanti ho aap sabse best ho aap jiski life mai bhi jaaoge uski life kushiyon se bhar doge jo kuch bhi hua aap sab bhool ke ek baar life mai aage badhne ki kossish toh karo mujhe pura vishwas hai akka aapko sacha pyar karne wala insan aapki life mai zaroor aayega

She said trying to cheer her

I: aisa sirf filmon mai hota hai mihika real life mai aisa kuch nahi hota ye sacha pyar trust sab bkwas hai

M: aisa nahi hai sacha pyar hota hai akka aur wo kismat walo ko milta hai dekhna aapko bhi aisa pyar zaroor milega ab please aap aise sad maat raho warna mai bhi sad ho jaaugi aur rone lagugi phir aap jaanti ho mai ek baar rone lagi toh mujhe chup karana kitna mushkil hai phir mai aapse baat bhi nahi karugi dekh lena

She said with angry pout Ishita smiled a little

I: bilkul natunki ho tum

M: haa wo toh mai hoon bilkul apni pyari akka pe jo gayi hoon

She said hugging her ishita smiled and hugged her back

Soon bhalla's comes at iyer house mr and mrs iyer welcome them happily

Other side ishita was not happy with all this mihika was trying to cheer her mood mrs iyer come there

Mrs iyer: mihika tumne ishita ko tyar kar diya naa ladke wale aa gaye

Mi: haa maa dekho akka kitni sundar lag rahi hai

Mrs iyer: acha thik hai ab tum ye sab chodo aur mere saath chalo kitchen mai bhot kaam hai tumhare appa guest ko attend kar rahe hai tum meri help kardo kitchen mai jaldi se aa jao

Mi: ok amma

Mrs iyer leaves from there

Mi: akka mai jaake amma ki help karti hoon aur jaake dekhti hoon ladka kaisa hai

Ishita nodded mihika leaves from there

I: kyu murgan kyu aap aisa kar rahe ho mere saath? Itni kuch bardash kar chuki hoon ab mujhme aur himmat nahi hai amma appa kyu nahi samjte mujhe?

She said and wipes her tears

Bhalla's and iyers were talking happily mrs iyer tell mihika to bring ishita she nodded and went to take ishita

M: chalo akka aa gaye aapke wo

She said teasing her ishita glared at her ishita and mihika come to hall ishita greeted everyone raman looks at her he couldn't take his eyes from her

she was looking very beautiful and innocent

ishita also looks at him she looks down feeling his gaze raman realised what he was doing he look away mihika made ishita sit near mrs iyer

T: kitni sundar hai aapki beti meri hi nazar naa lag jaye

Toshi ji said praising ishita toshi ji asked ishita some questions she give answer without looking up

both toshi ji and mr bhalla liked ishita

Mrs iyer: toh boliye kaisi lagi aapko hamari beti?

T: mujhe toh bhot achi lagi kyu bhalla ji aapko passand hai naa?

Mr bhalla: itni achi ladki humko kahi mil hi nahi sakti aur mr iyer aur mai toh purane dost hai toh unki beti toh achi hi hogi mujhe toh ye rishta manzoor hai

Mr and mrs iyer get happy listing this

Mr bhalla: par mujhe lagta hai humko ye decision inn dono pe chod dena chaiye inn dono ko akele mai baat karni deni chaiye

T: haa aap thik bol rahe ho

Mr iyer: ishu kanna jao raman ke saath apne room mai jaake jo baat karni hai karlo

Ishita nodded

T: jaa raman puttar

Raman went with ishita both ishra went to ishita's room raman look around and saw many trophies of ishita placing on the table while her pictures were all over the wall ishita looked at him and ask him to sit both sit on the bed feeling awkward they don't know what to talk both were Silent raman looked at ishita and noticed she was nervous finally he breaks the silence and speaks

R: dekhiye aapko uncomfortable feel karne ki koi zaroort nahi hai hum dono ki families ne toh hum dono ko ek dusre ke liye passand kar liya par mujhe lagta hai ki zindagi ka itna bada faisla itni jaldi mai nahi karna chaiye aur hum yaha apni life ke itne bada decision karne ke liye hai so mai aapse kuch bhi chupana nahi chata

Ishita looked at him

R: i don't know how will you react after listing this? Shyad aap ye baat pehle se hi jaanti ho aapke parents ne aapko mere baare mai sab batya ho par phir bhi i want to tell you everything actually meri pehle bhi ek shadi ho chuki hai i mean ho chuki thi meri wife ki ek car accident mai death ho gayi aur mai apni biwi se boht pyar karta tha

Ishita looked at him shocked

R: i know aapke liye ye thoda shocking hoga par ye sach hai mai toh shadi bhi nahi karna chata par mere maa aur papa mujhe udas nahi dekh sakte iss liye wo chate hai mai shadi karlu aur mai unko mana bhi nahi kar sakta unka dil nahi todna chata maa aur papa ne hamara rishta apni taraf se pakka kar diya par mai aapko dhoke mai nahi rakhna chata iss liye maine aapko sab bata diya

He said looking at ishita waiting for her reaction

I: mujhe bhot bura laga aapki wife ke baare mai sunkar aur acha laga ye dekh ke ki aap unse itna pyar karte ho warna aaj kal toh sacha pyar milna impossible hai

She said a tear fell from her eyes she wipes it

R: dekhiye mai aapko koi jhuti umeed nahi dena chata mai nahi jaanta ki mai dobara kisi se pyar kar paauga ya nahi pata nahi maine dobara shadi karli toh apni biwi ko kush rakh paauga ya nahi aap itni sundar ho itni educated ho aapko toh koi bhi ladka mil jayega aasani se

I: hamesha jaisa dikhta hai waisa hota nahi

She said lost in her thoughts

R: mai kuch samjha nahi

Ishita smiled meekly

I: shyad hum dono ki kismat ek jaise hai aapne apna life partner kho diya aur maine jisko apna life partner samajh ke shadi ki usne mujhe chod diya ek tissue paper ki tarah use and throw mai ek divorcee hoon

She said her eyes filled with tears remembering worst days of her life raman feel bad for her

R: am sorry mai aapko hurt nahi karna chata tha

Ishita wipes her tears and looked at him

I: aap kyu sorry bol rahe ho? Aapki koi galti nahi hai meri toh kismat hi aisi hai aapse pehle bhi kayi ladke mujhe dekhne aaye par meri life ka ye sach jaan kar sab rishta tod ke chale jaate hai amma appa ki kushi ke liye har bar mai ladke se milne ke liye ready ho jaati hoon

R: ajeeb baat hai hum dono ne apna pyar kho diya aur ab hamare parents hum dono ka rishta jodna chate hai i can understand pehle pyar ko bhoolna aasan nahi hota

I: pyar kya hota hai mai toh jaanti bhi nahi?

R: matlab?

I: meri arrange marriage hui thi shadi se pehle wo insan mere piche tha mujhse pyar karne ka dawa karta tha he proposed me par mere dil mai koi feelings nahi thi par amma ko lagta tha he is perfect for me amma ke kehne pe maine shadi ke liye haa keh di socha ki shadi ke baad mujhe pyar milega shyad mai bhi uss se pyar karne lagu bhot suna tha sache pyar ke baare mai par

Tears start flowing from her eyes raman give her his handkerchief she looks at him he pressed his eyes she takes it and wipes her tears many boys come to see ishita but she never feel comfortable in sharing her pain with anyone this is the first time she share her pain with an outsider

R: i am so sorry i don't want to hurt you aapke saath jo hua bhot galat hua shyad isko hi kismat kehte hai kisi ko kabhi sacha pyar nahi milta aur kisi ko milta hai toh wo uss se door ho jata hai

I: shyad aap thik bol rahe ho

They were talking when there is a knock on the door mihika come there

Mi: aap dono bhar sab bula rahe hai

I: haa hum aa rahe hai

Both ishra went out with mihika their parents were waiting for them eagerly

T: raman puttar kya hua? Tumhe ladki passand hai naa?

Mr iyer: haa ishu bolo tumhe koi problem toh nahi hai iss rishte se? Maine inko tumhare past ke baare mai sab bata diya inko koi problem nahi hai ab tum bhi haa bol do

Mr bhalla: raman bolo kya faisla liya tumne?

Ishra looked at each other

R: maa papa mujhe sochne ke liye kuch time chaiye

T: par tumhe time kyu chaiye? Agar tumhe ladki passand hai toh bol do naa?

R: maa please maine bola naa i need sometime please

Mr bhalla: par

R: papa please aap toh samjne ki kossish karo

Mr bhalla looked at iyers

Mr bhalla: aap chinta maat karo raman ka jo bhi faisla ho hum aapko bata dege ab hum chalte hai

Bhalla's bid adieu to iyers and leaves from there after they leave mrs iyer gets angry on ishita

Mrs iyer: dekha ye bhi chale gaye phir se acha khasa rishta haath se chala gya aur sab tumhari wajeh se hi ho raha hai tumne hi ladke se kuch aisa keh diya hoga

I: amma maine unse kuch nahi kaha bas unko sach batya

Mrs iyer: hum log hai naa humne uske maa baap ko sab bata diya tha apne tarike se tumhe kya zaroort thi apna mooh kholne ki

She said shouting at ishita

Mi: amma please

Ishita's eyes filled with tears

Mr iyer: tum kyu ishu ko blame kar rahi ho?  Uski kya galti hai isme? Aur unho ne sirf time manga hai kya pata wo rishte ke liye maan jaye tum kyu ishu ko blame kar rahi ho usne kuch galat nahi kiya

Mrs iyer: nahi sari galti toh meri hai jo mai sochti hoon iska ghar bas jaaye iski wajeh se meri mihku ke liye koi rishta nahi aa raha pehle apne pati ko chod ke aa gayi kitni badnami hui hamari humko Chennai chod ke yaha aana pada par phir bhi humko badnam hona par raha hai iski wajeh se aur uss ladke ko ishita passand hoti toh wo time kyu mangta? It's clear wo ishita se shadi nahi karna chata

Mr iyer: just shut up kbhardar tumne ek word bhi aur kaha toh mujhse bura koi nahi hoga tum shyad bhool rahi ho tumne hi ishita ko force kiya tha uss ashok se shadi karne ke liye kyu ki wo bhot paise wala tha aur usne kya kiya hamari ishu ke saath tumhe sirf apni izzat ki fikar hai

Mrs iyer: aapko toh mai hi galat lagugi apni beti ko sari umar ghar bitha ke rakho par mai apni mihika ki zindagi barbad nahi hone dugi iski wajeh se samjhe

Ishita went to her room crying mihika tries to stop her but she didn't listen to her she went to her room closed the door and start crying bitterly throwing herself on the bed mrs iyer's bitter words were still ringing in her ears

I: kyu mere saath hi aisa kyu hota hai? Mere saath jo hua usme meri kya galti thi? kyu mujhe aisi saza mil rahi hai why? Kya mai koi khushi deserve nahi karti?

She cries bitterly remembering her bad past and soon she fall sleep tired of crying

P. S: so friends tell me how's it did you like it or not I will wait for your reviews 😊

Đọc tiếp

Bạn Cũng Sẽ Thích

18.2K 1.2K 15
Ishita is a fun living girl , she is like a spoilt brat, she traps boys breaks their heart and gets out of their life laughing. Now she traps RAMAN w...
13.6K 495 9
A short story on Ishra....... well ishita and Raman both have different identities. lets see what happened when they get to know their past and their...
164K 7.7K 46
A Story About Two Strangers Who Meet By Chance...
51.2K 7.6K 45
My first story on my ideal couple behir. I hope you all like it.💘💘 Two workholic persons tied together due to their family's happiness. What will...