Pure Love

By RamaSarkar0

13.9K 1.3K 329

Ya ek triangle love ๐Ÿ’•๐Ÿ’• story hai IPS officer Karishma Singh , College student Hassena Malik or colleg... More

note
part 1 ( teaser)
part 2
part 3
part 4
Part5
Part 6
part 7
part 9
Part 10
note
part 11
Part 12
Happy new year
Part 13
part 14
Part 15
Part 16
Part 17 (bonus)
Part 18
Happy holi
note
Part 19
Part 20
note

Part 8

433 54 18
By RamaSarkar0

'Hasu chalo der ho rahi hai '

Misri akar pash se dhakka deti hi dono fir se hosh mei ati hai. Vo dono ab thoda embarrassed ho jaate hai. Hassena jaane se pahle Karishma ko tofa mai ek pyari muskan dekar Misri ka sath chali jati hai. Hassena ke jaane ki taraf kuch der dekhne ke bad KARISHMA Hassena ka diya hua us khat ki taraf dekti hai . Tavi Karishma ko apni dost ki awaaz sunai deti hai .

Cheeta= samajh gaya love letter 💌💌😁😁

Karishma piche murti hai . Or murta hi dekhti hai Cheeta smile kar raha hai . Karishma sharma kar jaldi se us letter ko apne pocket mei rakh deti hai

Cheeta= are bro pocket mei kyu rakh diya padhkar to dekho usne kya likha hai 😁😁

Cheeta ki baat sunkar Karishma aur bhi jyada sharma jati hai 😳😳

Karishma= are nehi Cheeta aisi koi baat nahi hai😓😓. Chalo file kovi to dekhna
hai .

Karishma chale jaane ke liye kadam badhane lagti hai lekin Cheeta use rok leta hai .

Cheeta= Karishma mai sab dekh pa raha hu . Tum isko ignore ki keu rahe ho 🤨🤨 Mai khud relationship mei nahi hu per itna samaj pa raha hu use ladki ke liye tumhare dil mei feelings hai

KARISHMA= Are tum ye sab kya bol rahe ho uska boyfriend hai . Aur mere pass yeh sab sochne ke liye time nahi hai 🙄🙄

Cheeta= tumhe kaise pata uska boyfriend hai 😒😒

KARISHMA= kal dekha tha raste mei jo bhi ho chalo ab chalo cheeta . Ine sab mei samay dena humara kam nahi hai .

Cheeta= ha wohi lekin fir bhi tum ek bar socho. Kyuki mai tumhari yeh baat man nahi pa raha . I think she fell in love with you . Kam insan ko to nahi dekha in profession mai aakar , bohot criminal bhi dekhe hai. Isliye mujhe is insan pahchane mei galti nahi hoti. Mujhe lagta hai Haseena bohot acchi ladki hai . Mai tumari past life ka bare ma janta hu. Agar Haseena tumhari zindagi bhi aaye to mai sach mei bohot khush huga .

KARISHMA= wo sab kuch bhi nahi hai Cheeta. Tum galat samajh rahe ho . Maine apni aakho se sab dekha hai aur yeh sirf ek attraction hai . Wo ek teenager ladki hai kitni hi umar ho gi uski 18 ya 19 isase jyada nahi . Uske andar ab yeh sab chijeb hogi hi , bacchi hai wo . Isliye isko jyada important na de rahi theek hai , wo mujh se bohot chhoti hai . Chalo ab jyada samay barbad karne ka koi fayda nahi hai 😒😒.

Karishma chali jaati hai woha se . Cheeta itni der tak man lagakar kar KARISHMA ki sari bate sunta hai uska bad Karishma ke jaane ki taraf dekh kar thoda sa muskurake man hi mam kehta hai .

" Apne feelings Ko chupaya nahi ja sakta Mis KARISHMA . Tumhari aakhe bhi ek hi baat keh rahi hai .Tumara andar vi mana Hassena ka liya wohi bechne dekhi hai .Is ka matalab kya tum vi bacchi ho? Jo samajh nahi pata use samjaya ja sakta hai lekin jo samaj na hi nahi chata usa use kabhi bhi samjaya nahi ja sakta . Galti kar rahi ho tum Karishma 😣😣"
Ek gehri sash lekar chala jata hai apni jaga .

Is taraf Haseena Misri ka sath apne ghar ki taraf ja rahe hai. Pal mei hi Jaise uski duniya rangeen ho gai hai . Aankhon ke samne vahi khubsurat nazara cha raha hai . Uska dil bus ek ek hi dam le raha hai" Karishma". Ha Hassea jan chuki hai Karishma ka nam🤗🤗. Karishma ka police uniform ke upar aj usne dekha hai wo nam
"Karishma Singh". Hassena na to socha bhi nahi tha wo aj uska saath Karishma ki mulakat hogi . Kuch na sochkar hi kal uski jan bachana ka liya usna sukriya ada karka ek khat likha tha ,agar kabhi uske sath mulakat hogi to tav khath ko degi isi khwahish ma . Lekin usi khwahish itni jaldi puri hogi ya to usna socha tak nahi tha. Wo sirf ek kath nahi thi uska andar the Hassena ka emosions tha . Dil Jaise ek alag si khushi se jumraha hai . Jee bhar ke aaj muskurane ka man kar raha hai 😊😊. Hassena khud bhi samajh pa rahe ha wo KARISHMA ka upar kitna kamjor ho gayi hai. Aur yeh sirf kamjori nahi hai yeh bhi samajh pa rahi hai . Vo to yeh bhi nahi janti ki KARISHMA single hai ya married. Na jan kar vi wo khud ko rok nahi parahi. Aakhe par sakti hai Hassea kyuki o khud bhi aakho se hi baat karti hai. Karishma ki aakho ko dekhkar Haseena Ko ek bar bhi nahi laga wo galat rah per chal rahi hai 🙂🙂 or agar galati ho bhi jaaye to koi pareshani nahi hai . Wo hamesha hi khamoshise se KARISHMA ko hi pyar karti rahi gi . Dil pyar kehte hi Hassena chokh jati hai . Rasta per chata hi Hassena ka dharkan tez hona lagti hai . Dhalti hui shaama asman ki taraha uska gal vi lal ho jata hai . Dheere dheere KARISHMA ka liya pyar uska dil ma dastak dena lagti hai. Uske Dil ki gehrai ko or koi samja paye ya na paye Karishma jarur samaj payegi ye uski ummide hai . Kyunki usne Karishma ki aakho ko padh liya hai . Isliye uska masum dil na chata hua vi ummide laga baitha KARISHMA ka upar . Lekin Hassena nahi janti wo jis Karishma itni ummid laga kar baithi hai wo uski dil ki gehrai ko samjhna nahi chati . Kuki kyunki Jo apne Dil ka razz nahi samajna nahi chati wo kaise kisi aur ke dil ka razz ko samjha gi . Jo vi ho Hassena ko uska ghar chor kar Misri bhi apna ghar chali jati hai

Ilake ke larka ek bar Hassena ko ek bar tirchi nazar sa dekna ka bad apna ader bat karna suru karta hai

"Iske ma ne us naya officer ke pass jakar hamare bare mein complain ki .

"Ha mana vi suna hai"

"Bahot galat kiya unhone" . Bhare vaiya ko khabar deni parega . Humare area mein naya akar humse panga Lena chala hai😡😡 . Chalo

Yeh kehkar dono fir charrom kel na chala jata hai .

Hassena apna rooma mai apni aakhe band karka ajke us palko mehsush kar rahi hai jab Karishma ka shath uski mulakat hui thi dhalti hui shaame jab undono ka upar fulo ki barish ho rahi thi or jab wo puri tarah sa KARISHMA aakho ke gehrai mai kho chuki thi😘😘. Hassena ka sena mai fir sa halchal hona laghi hai sase tez hojati hai .

Uska bechain dil kehna lagta hai

"Jab sa tumha dekha hai dil bus tumra hi nam leta hai javi aakhe band karti hu bus tumhara chera hi samna ata hai agar iska nam pyar hai to ha mai pyar karti hu apsa KARISHMA bohot pyar karti hu . Agar ap mujhe na apnaya fir bhi ma apko dil madir ma rakhar apna pyar sa apki puja karugi gi ."

Hassaena ek gehri sash lekar karishmaki us pyari khusbu ko firsa mehsush karna chahti hai . Anjana ma ki uske gulab pankhudi jasa hoton mai pyari si muskan khil jati hai

**************************************

Apna ghar ka balkony batih kar Amar asman taraf dekh raha hai . Uska khayao lo ma bar bar Hassena ka sath bitay hua pal a raha hai.Hassena uska sasho Kai bashi hai . Kab samjagi Hassena uske dil ki baat . Kavi kavi usa gutan hona lagti hai . Use din Amar ne use officer ke aakho ma kuch or hi dekha tha . Lekin uski wo khwahish Amar kabhi bhi pura nahi hone dega .

Amar (to himself)= "Haseena sirf meri hai .Wo mere sasho bash chuki hai . Koi agar meri jindagi sa Hassena ko dur lejana chaga to usse iski bohot badi kimat chukani hogi 🤬🤬. Mai Haseena ke liye kuch bhi kar sakta hu ahatak ki apni jaan bhi de sakta hu . 🥺🥺

Amar ki aakhe dhere nam jati hai . Khayolo ka duniya sa nikal kar Amar roomsa apna violin 🎻🎻 le ata hai . Uska bad Hassena ka sath bitaya hua lamho ko yad karke gana lagta hai

Tu aati hai seene mein

Jab Jab saansein bharta hoon

Tere Dil ki galliyon se

Main her roz guzarta hoon

Hawa ke jaise chalti hai tu
.
Mai reth jaisi udta hoon

Kaun tujhe yun pyar karega

Jaise main karta hoon

TuJo mujhe aa mila

Sapne hue sarphire

Hathon mei aate nahin

Udate hain lamhe mere

Amar apni aankhe band karke ga raha tha tabhi achanak use phone ki ring sunai deti hai. Ab thoda sa irritate hokar phone ko uthata hai 😒😒
Amar= bolliya

Persion= ".........................."

Iske baad ka kam tumha jarur yaad hai😈😈.wo kar dallo

Yeh kehkar wo person phone cut kar deta hai

**************************************
Lal sari pehna apna lamba balo ko sehata hua Hassena khirki samna khari hai. Khir se chand ki rooshi akhar uska chere ka khub surti ko or vi jada nikhar diya hai . Tabhi piche se Karishma aakhar Haseena ko hug 🫂🫂 kar leti hai😘😘. Hassena ka rasham jasa komal galo bako ko aapi ungliyo so hatakar Hassena ka naram galo ko chumti hai . Hassena ka neck pa apna nose ko nuzzel karka Hassena ka khusbu ko jee bharka apna apna andar sama rahi hai. Aur Haseena jee bhar is pal ko mehsush kar rahi hai , uska hath bar bar Karishma ka balo chu raha hai, Haseena ke neck per apna chere ko duba kar wo pyari si khushbu mehsush karta karta Karishma ka pura sarir ma ek sailab sa aana lagta hai ., Apna pyasa hotoh sa Hassena ka kano ko chu kar wo gun guna na lagti hai 🤗

Pal ek pal

Mein hi tham sa gaya 🙂🙂

Tu hath mei hath jo de Gaya

Chalo main jahan jaaye tu 😘

Daeyien mai tere bayein tu ☺️☺️

Hoon ruth mein hawayein tu

Sathiya

Hassun main Jab gaay tu

Roun main murhaye tu 🤗🤗

Bheegu main barsaye hai tu

Sathiya 🥰🥰

Haseena muskurata hua chehera lekar dhire dhire Karishma ka taraf murti hai . Apna kapta hua hoton sa karishma ka chest ko sofy kiss 💋💋 karti hai. Karishma Hassena ka face ko cupped karka uske ka forehead , eyes , cheeks par kiss karti hai 😘😘. Phir dhree dhree barna lagti hai un gulabi hoton ki taraf 👄👄.Hoton chune sa pehle hi Hassena Karishma ko thora sa push karka vagna lagti hai 😁😁. Karishma bhi use taraf dourti hai kuch dur jakar hi Karishma dekhti hai Haseena ruk chuki lekin uski hoton sa wo pyarisi muskan kahi kho gayi hai 🙁🙁. Karishma thoda pareshan hokar Haseena ki taraf jana lagti hai tavi Hassena picha sa Amar ka chera nikal ata hai .Amar ek mistryous sa smile karka 😏😏 dhere dhere Hassena ka neck or coller bone per kiss karna lagta hai . Haseera bus apne dard bhari nigaho se Karishma ki taraf dekh rahi thi

Karishma ek gehri sans lekar Hassena ka taraf apna kadam barana lagti hai . KARISHMA ko Hassena pass ata dekhar Amar apna hoton ko Hassena ka hoton mai duba deta hai . Uska bad KARISHMA ka taraf dekhkar ek evily smile karka 😈😈 Haseena ko Karishma se dur le jaane lagta hai . Hassena apna nam aakho Karishma ko ek nazar dekhka apna kadam picha karna lagti hai. Hassena ko dur jaate dekh kar Karishma ki aakho mei  bhi aansu aajate hai

Karishma=please mat jao .please Hassena mere pass aao😭😭

Lekin Hassena nahi sunti. Karishma sa dur jata jata hawao ma kahi khosi jati hai.

""Hassaenaaa"

KARISHMA nind tut jati hai . Ghari ma char baj raha hai. Karishma apna shar pakar kar baith jati hai . Iska matlab wo itni der tak sapna rahi thi. Haseena ko lekar asa khwab kyu dekh raha hai uska dil . Haseena kisi aur ki hai . Vo Chakar bhi Hassena ko nahi pa sakti ! Sab hua hai Cheeta ke un bato ki wajah se huh😤😤! Sapne ko jyada importance na dekar karishma wash room chali jati hai . Karishma agar is bare mei acche se sochti to samajh jaati uska dil kya kehna chahta hai .Us dil na usa is sapna jariya samjanaki kousish ki hai Hassena usa pyar karti hai Amar ko nahi . Lekin ab aur kya kar sakte hai 😐😐. Washroom kaise nikal kar KARISHMA jasa hi pani pina jati hai uska phone bajna lagta hai .

Phone ko hathme lekar dekhti hai Cheeta ka nam

"Bolo cheeta "

"........................"

"What ".............!

****************************************************************************

If you like the chapter do click on the star button

Honest comments will be appreciated

Continue Reading

You'll Also Like

62.9K 7K 28
A horrible night passed. Karishma found in a terrible condition but wait what happened? Just dive in the story to know P.s- A KarEena Story
12.7K 1.3K 17
๐˜‰๐˜ถ๐˜ต ๐˜ฏ๐˜ฐ๐˜ธ ๐˜ข๐˜ต ๐˜ต๐˜ฉ๐˜ช๐˜ด ๐˜ด๐˜ต๐˜ข๐˜จ๐˜ฆ ๐˜ธ๐˜ฉ๐˜ฆ๐˜ณ๐˜ฆ ๐˜ฃ๐˜ฐ๐˜ต๐˜ฉ ๐˜ฉ๐˜ข๐˜ท๐˜ฆ ๐˜ณ๐˜ฆ๐˜ข๐˜ญ๐˜ช๐˜ป๐˜ฆ๐˜ฅ ๐˜ต๐˜ฉ๐˜ข๐˜ต ๐˜ด๐˜ถ๐˜ค๐˜ฉ ๐˜ง๐˜ฆ๐˜ฆ๐˜ญ๐˜ช๐˜ฏ๐˜จ๐˜ด ๐˜ฏ๐˜ฐ ๐˜ญ๐˜ฐ๐˜ฏ๐˜จ๐˜ฆ๐˜ณ ๐˜ฎ๐˜ข๐˜ต๐˜ต๐˜ฆ๏ฟฝ...
46.1K 3.9K 19
A love story of KAREENA but in a different style. Haseena who loves Karishma from her college time but Karishma is unknown about Haseena's feelings...
57.2K 7.2K 64
This Story Is About Haseena Malik and Karishma Singh and their Love and MPT ...โ™ฅ๏ธ Let's dive right Into The Story . Hope You will enjoy this Story