Moving On

333 18 6
                                    

"Kyu hua ye mere saath , kya kami hai mujhmein , maana ek galti ho gayi mujhse , agar main chahti to Kabir ko rok sakti thi , par maine nahi roka , nahi rok paayi . Agar rok lia hota to shayad accha hota , kamse kam mera dil nahi tut ta . Lekin nahi roka kyuki us din maine mere man ke bajaaye mere dil ki sun li , bhul gayi saari maryaadaon ko , bhul gayi ki main kaun hu , vo kaun hai . kahi na kahi Kabir ki haalat ki zimmedar main bhi hu . Agar main rok leti vo sab hone se to aaj shayad kuch to accha hota Kabir ki life mein . Magar ye dil , ha ye sab is dil ki wajah se hua hai . Aaj agar Kabir mujhe guilt bhari nazro se dekhta hai to uska kaaran mera ye dil hai , agar aaj Kabir mere paas aane se darta hai to uska kaaran bhi ye dil hi hai , sirf aur sirf ye dil "And she started crying more bitterly . Laying on her bed she allowed all her inner turmoil to come out . She was thinking that she was the one who has to feel guilty but here because of her , her best friend is feeling guilty and more and more guilty .

It takes two hands to clap , like that mistake cannot be of only one .She was thinking of all this when suddenly the door opened and a voice came

V-Tarini

She wiped her tears and got up from the bed . She went upto him with her eyes lowered .

T-Ha Kabir

K-vo Anuraag ro raha hai

T-oh main dekhti hu

And then she left , leaving a confused Kabir behind.

K(pov)-Tarini ko kya hua , aisa kyu lag raha tha ki vo kisi baat ke liye guilty feel kar rahi thi , jabki(he sighs)guilt mein rehne ke liye jitney kaam karne the wo to sab maine kiye hai(he sarcastically laughed and left from there to Tarini and Anuraag)

He enters in hall where Tarini was pacifying a 2 years old Anuraag as he wants to get up but when he tries his legs starts paining due to which he starts crying .

Anu-di  uthla hai(uthna hai)

Tarini got tears in her eyes seeing his baby brother crying like this and she was feeling like there is no one as helpless as her . She was sad because she cannot fulfil his big yet small  dream of standing up.

Kabir also got sad hearing this and he went upto them . He took anurag from Tarini's lap and started walking to and fro in the room . Talking to him, making him laugh and playing with his baby hands  . He sometime swing him in air on which Anuraag giggles . All this while Tarini was watching them with tears in her eyes . A tear roll down her cheek which Kabir noticed and sat down beside her while Anuraag started playing with his blocks which are scattered on the floor.

K-Tarini , I know maine jo kiya hai vo maaf karne laayak nahi hai , but uske bawjood tumne mujhe maaf kiya aur mujhe apna best friend maana varna jo maine kiya hai uske liye to tum mujhe jail bhi bhijwa sakti thi.

Now Tarini started crying bitterly

T(still crying)-kis jurm mein Kabir , kis jurm mein tumhe jail bhijwaati , kya kehti main police waalo se ki tumne mujhe molest karne ki koshish ki ya ye kehti ki tumne hamari  dosti ka faayda uthaya  , (Kabir looks down) Kabir taali kabhi ek haath se nahi bajti , us din jo kuch bhi hua usmein 50 % galti meri bhi thi . Main chahti to tumhe rok sakti thi par pata nahi kyu nahi roka tumhe maine (she joined her hands before him )Mujhe maaf kardo Kabir , tumhari life mein jo kuch bhi hua vo sab meri wajah se hua , meri wajah se tumhari shaadi tuti , meri wajah se tumhare bhaiya tumse naaraz hai , meri wajah se ..

KaYa FF : HUMKO PYAAR HUA Where stories live. Discover now