THE FOUR

2.6K 60 15
                                    

It was nearly a day after King Dashrath had arrived in Mithila . Janaka along with Kushwadhwaj were seen busy along with Dashrath this whole time with talks about the
upcoming wedding.
Rama and Lakshman were in the gallery along with Sita and Urmila.
Ram : Sitae , aaj main bahut prasann hun , itne dino ke pashchat hum charon bhai fir milenge.
Lakshman : Ji bhabhi , Bharat bhayia bilkul Ram Bhayia ke Pratibimbh Hain aur shatrughan mera . Aaj aap dekhna ki bhaiyon mein bhi pratibimbh waali bat kitni satya hoti hai ( he said while making a glaring eye contact with urmila ) .
Urmila was red faced , seeing this Rama gave a stern look to Lakshman at his sarcasm . Witnessing the moment , sita tried to control the situation .
Sita : Nahi Lakshman Bhayia , keval bharat aur shatrughan hi nahi , avashya hi aap charon bhai ek doosre ke pratibimbh honge , usi tarah jaise hum behenein hain.
Urmila : ( now all cheered up on hearing this ) Bilkul satya kaha didi !!! Rama too gave a smile hearing this from his future wife.

It was early evening now , Bharat and Shatrughana were to arrive the next morning.
Rama was getting restless on meeting with his siblings . He was constantly gazing on the palace gates from the gallery in anticipation of their arrival. Lakshman noticed this , and with a evil smile , said :
Lakshman : Bhayia aap chintit naa hoyiye ,ek hi din shesh bacha hai , ve aa jaaenge , Chaliye hum Mandir chalte hain , Sita bhabbhi bhi iss samay pooja ke liye jaati hain , aur aapka mann bhi shaant ho jaaega wahan jaakar.
Sita : Parantu devar Ji , pooja to main kar chu...!!!
Lakshman : Bhabhi chaliye jaldi , ( he cut of her sentence in between and gave her a mischevious signal )
Sita understood her devar was again upto something , so she gave her consent and asked Urmila if she was interested to Go too

Lakshman : Devi Urmila , Kya Aap bhi Chalengi ???

Urmila : Avashya , parantu yeh prashn ka tatparya ?
Lakshamn : Devi , yeh poochne ka bahut hi gehra kaaran hain . Aapko gyaat hai naa ki Mandir mein prashad mein phal aur meetha hi milta hai , parantu aapka manpasand Vyanjan nahi ..

Urmila ( In surprise ) : To aapko mera manpasand Vyanjan pata hai ?
Lakshman (mischiviously): Ji mujhe hi nahi , saari Mithila ko pata hai ki aapko sabse priye Laal Mirch hai.
Urmila : ( In sheer excitement ) Haan , Laal mirch mera priya vyanjan...

She stopped in between and realized just what he had said , she felt as if someone had pricked her tightly , and Sita burst out Laughing.
Rama( Sensing that the battle was about to begin) : Lakshman , yeh sab kahan se seekha hai tumne . Ayodhya mein Bharat ko bhi isi prakar pareshan karte ho Tum aur shatrughan.Chalo mandir ki Aur prasthan karen . Sitae , aap Manadavi aur shrutkirti se bhi pooch lijiye , hum sab sath chalenge .

All 6 then went to the temple . They were about to reach when Lakshmana stopped the entire troupe.
Lakshman ( pointing fingers towards a big tree ) : Ram bhayia , wahan dekhiye uss vriksh ke niche , koi aapki prateeksha kar raha hai .
Rama was curious and started walking towards the tree. He couldn't see the face of the person as he was standing behind a large painting canvas.

Sita : Bhayia Lakshman , main wahan mehel me hi samajh gayi thi ki kuch to gadbad hai . Ab kya tum apni bhabi ko yeh batane ka kasht karoge ki kya khichdi pak rahi hai.
Lakshman (Speaking very softly) : Bhabhi aap bas dekhti jaaeye , aaj aap Ram bhaiya ka ek alag hi roop dekhengi .
All 4 sisters were really shocked to hear this and Urmila could not control herself . She anticipated a prank and was about to shout to Ram to warn him but just then Lakshmana caught hold of her and gently covered her lips with his hand :
Lakshman : Devi aap bahut bolti hain , kripya karke kuch shan aur shant rahiye , agar aap aisa karti hain to puraskaar ke roop mein aapko mere shastra bhandaar mein se koi bhi ek shastra diya jaaega , hamare agle yudh ke liye .
The other 3 sisters started laughing on seeing this moment . Soon Lakshmana had realised what he had done and quickly removed his hand from her face . Urmila too was embarrased and walked behind sita blushing , trying hard that her cousins dont see her face . As Rama neared the canvas , he noticed that the canvas was faced towards him , depicting the picture of him breaking the shiv dhanush .
In no time , he was able to realise who the person standing behind the canvas was . He hurreidly moved forward and screamed loudly in shock.

On hearing his scream , everybody rushed in to witness one of the most heart warming moments they had ever seen .Rama had held up Bharata in his arms , with tears in eyes of both the brothers .
Rama : Why didn't you tell me that you were to arrive today !!!
Bharat : But brother , then our union would not have felt the way it is feeling now.
Lakshman was next to greet his elder bother and he introduced him to everone .
Urmila realized that mandavi had been gazing at Bharat for too long and was lost. She gave her a light tug and saw her face going red , blushing heavily.
Bharat was the tallest of the brothers and most well built , but at heart was complete child and inocent , nothing matching his physical appearance at all.
Within minutes he had gelled up with the entire group very well
Mandavi had Noticed all this and was really impressed with him . Ackwardly , she tried to initiate a conversation with him :
Mandavi : Rajkumar Bharat , aapko chitrakari karna pasand hai ?
Bharat : ji haan , bhachpan se hi mujhe chitra banana atyany priye hai . Jab main ram bhayia aur Lakshman se door tha , tab un dono ke chitra banata tha , isse lagta tha
ki woh mere paas hi hain.
Bharatha spoke with a heavy heart recollting his days of separation with his brothers , and mandavi witnessed the love and care bharat showed towards his siblings.

Then bharat started showing the paintings to everyone i :

He told them they all his paintings were creation of his thoughts as well as his imagination of events which were reported to him .

first up was Rama breaking the bow , the painting was such a masterpiece that it felt as if Bharat had witnessed the event live in mithila to get it to resemble so much to the actual event.
Now it was the turn for next one :
Bharat ( with an evil smile): Look Mandavi , this is my favourite one , where Lankapati Raavan is being humilated in mithila for not being able to lift the bow.

Sita , urmila and shrutkirti looked at mandavi amusingly .Mandavi breathed heavilly , deeply embarassed as she recalled herself in disgust for singing praises to raavan.

Mandavi ( in her thoughts) : Main to soch rahi thi ki rajkumar bharat kitne uch vichaar aur vinamra swabhav ke hain , bilkul jija shri ram ki tarah , parantu yeh to rajkumar Lakshman aur Urmila se bhi do kadam aage hain. Mithila mein inhone guptchar bheje hain saari ghatnaon ki jankari rakhne ke liye . Iss dussahas ka parinaam inhe bhugatna hi hoga .
Mandavi tugged and took Urmila aside and whispered in hear ear
Mandavi : Mujhe tumse kuch chayiye Urmila : kya ?Mandavi ( Angrily) : Wahi shastra to Rajkumar lakshman tumhe puraskaar mein dene waale hain , aaj kisi ka antt nikat aa gaya hai aur woh shubh karya mere haathon hoga.
Urmila laughed and tried to calm her down .
Next up was rama and Lakshman killing the demons in forest
Bharat : This is where Bhayia ram is killing subahu and that other rakshasi ... what was her name , i forgot ...
Mandavi and lakshman ( in union ) : Rakshasi Urmila
Urmila ( extremely embarrased) : Mandavi didi , yeh rakshasi waali baat aapne batatyi hai naa inhe , ab aap dono ne mere virudh ek dal bana liya hai

The fury on Urmila's face was to see as she ran behind Mandavi and lakshman in shear shock to hit them , while others had a huge laugh .
Mandavi : Shrutkirti , jaldi se Sheetal Jal lekar aao , Urmila ka dimag bahut garam hai aaj.
Shrutkirti ( unable to understand any sarcasm ) - Abhi laayi didi !!!
And she took off immediately to the river , before anyone could stop her and tell her that it was a joke.
In all the commotion , everyone forget that the youngest brother was missing from the scene
Ram : Arey !!, yeh shatrughan kahan hai , tabse dikhai hi nahi diya ?? Lakshman , ab kya kuch aur shesh reh gaya hai . Kya sharaarat chal rahi hai tumhare dimaag mein . Kahan chupa hua hai woh?
Lakshman ( innocently and pouting) : nahi bhayia ,sach me , mujhe nahi pata ki kahan hai woh .
Bharat : Haan Bhayia , Lakshman satya keh raha hai . Shatrughan nadi ke tat par gaya hai , jabse hume soochna mili ki ek sarp ne lakshman par akraman kiya tha , tabse woh atyant chintit tha . Apne saare astra shastra lekar woh nadi ke pas ussi sarp ko khojne aur dand dene ki upeksha se gaya hai .
Sita ( careessing lakshman gently ) : Dekha Swami , Aap bechare Lakshman bhayia par yuhin naraaz ho rahe the !!!
Ram : Sitae , mai kya kabhi apne bhayion se naraaz ho sakta hun kya . Parnantu abhi tumhe apne dono chote devaron ke karnamon ki puri jaankari nahi hai hai , Jab ayodhya aa joagi tab pata chalega .
All 3 sisters had a hearty laugh while lakshmana shook lowered his head feeling shy and embarrased.
Sita : Haan haan , dheere dheere gyat hone laga hai mujhe , chaliye hum bhi nadi tat par chalkar chote raghunandan se bhent kar le.
And all of them started their walk slowly towards the river .

Meanwhile , at the river side , Shrutkirti noticed an extrmely handsome young man , looking askwardly similar to Lakshman . She saw him constantly roaming around the river bank with his sword in an aggressive mood , looking deeply into the river , as if searching for someone.
She walked towards him , a little scared .
Shrutkirti : shama kijie , par kya aap kisi ko dhoond rahe hai ?
Shatrughan noticed her for the first time , she was shivering as she asked the question.
Shatrughan : Aap itni bhaibheet kyun prateet ho rahi hain ?
Shrutkirti ( trying to put up a bold face ) : Mithila ki rajkumari kisi se nahi darti hain .
SHATRUGHAN WAS AMUSED
Shatrughan : Mithila ki rajmumari aur ghane vann mein , akele ?
Shrutkirti : Ji main jal lene aayi hun , ek vishesh kaaran se .
Shatrughan : Aur woh kya ?
Shrutkirti: Laal aur Hari mirch mein yudh Jo ho raha hai , usse rokne ke liye.
Shatrughan: ji , kya kaha aape ??
He asked her in despair
Shrutkirti : Maaf kijie ga , ayodhya se 2 rajkumar aayein hain , Aur chote rajkumar veh meri didi urmila ke beech ladai ho rahi hai. Ayodhya ke rajkumar Ram aur meri sita didi unhe shaant karne mein lage hain .
Shatrughana laughed as he imagined the scene of the fight , just as it used to take place in ayodhya , the only difference was instead of urmila it was bharat and his twin , with the calm ram and him trying to calm them down.
Shatrughan : Acha devi , yudh se gyaat hua , maine suna hai ki kuch din poorva yahan bhi yudh hua tha ayodhya ke rajkumar aur ek vishal serp ka. Kya aap mujhe kuch bata
sakti uss vishay mein.
shrutkirti ( in excitement) : Haan Haan , kitna vishal sarp tha who ... parantu rajkumar lakshman ke samne kuch shann bhi nahi tik saka.
She went on narrating the tale as shatrughna felt overwhelmingly proud of his brother . And then she stopped abrubptly , sensing something fishy
Shrutkirti ( in her thoughts ) : Kuch gadbad hai , yeh yudh ke baare mein kuch adhik hi poochtaach kar rahe hain
shrutkirti ( in investigative mood ): Vaise aapne bataya nahi ki aap kaun hain ??
Shatrughan : Maaf kijiye , main apna parichay dena bhool hi gaya , ayodhya se jo do rajkumar aaye hain , main unka Shatru...
shrutkirti screamed loud before he could complete his sentence .
shrutkiriti ( in fear ) : Kya ??? , Aap ayodhya ke rajkumaron ke shatru hain , mujhe to pehle hi shakk ho gaya tha
She began her sprint towards the temple , crying out loudly " Jija shri Ram , raj kumar Lakshman , mithila mein aapke shatru ghuss gaye hain "
Shatrughan : arey Devi rukiye toh , yeh kya samajh liya aapne . ( Just as he started chasing her )

From a distance , The other 3 couple witnessed shrutkirti running towards them in fear and crying loudly , and shatrughan following her in aghast.

Lakshmana lunged forward in a run , and instead of calming down shrutkirti , he zoomed past her and embraced his twin close to his chest , as if to never let him go .

The sisters were all shoked to see this and finally they realized who he really was . Shrutkirti was still sobbing . Shatrughana was introduced to everyone , with Sita
being the last.
Sita came forward to greet him , and lovingly pulled up shatrughana ears
Sita : Chote devar Ji , bahut shararti hain aap , bilkul lakshman bhayia ki tarah , dekhiye aapne meri behen ko rula diya naa !!
Shatrughan : Parantu bhabhi , maine kuch nahi kiya
Shrutkirti : nahi nahi Didi , mujhe inhi ne kaha tha ki yeh ayodhya ke rajkumaron ke shatru hain ?
Lakshman , in stern voice , grasped his chance as now finally there was someone younger to him present there with whom he could act in an older bro's way , and tried using the exact words which rama used with him .
Lakshman : Shatrughan , aisa dussahas , kya yahi seekha hai tumne ki pyaari rajkumarion ko bhaybheet kar do ?
Shatrughan ( worried and trying to clear his name) : Nahi bhayia , choti rajkumari ne toh mujhe baat poori karne ka avsar hi nahi diya , main toh keh raha tha ki main , ayodhya ke rajkumaron ka shatrughan hoon , unka sabse chota veh priya bhai . parantu meri aadhi baat sunker hi rajkumari wahan se bhaag gayin.Waise mein bhi abhi abhi Laal aur Hari mirch ke yudh ke baare mein hi sunkar aa raha hoon ( looking at him glaringly)


All of them burst into laughter together .
Suddenly bharat realised that he had left his canvas behind the tree .
Bharat : Ram bhayia , main apni chitra peti vriksh ke neeche hi bhool gaya hoon , use lene chalte hain.
They strolled again towards there . Mandavi still hadnt forgotten that epic look from bharat when he trolled her in front of her sister, and her despair didnt went un-noticed by the twins.
They cornered here back while the rest moved forward
Shatrughan : Devi Mandavi , kyap aap theek hain ?
Mandavi hesitantly told them how Bharat had made her look like a fool
Lakshman : Aise hi hain bharat bhayia , upar se shaant ram bhayia ki tarah , par andar se ekdam natakhat , bilkul hamari tarah. Aap chinta naa karen , ab hum teeno ki baari hai pratishodh lene ki . Jaise hum kehte hain vaisa kijiye.

After a few minutes :
Mandavi : Toh Rajkumar Bharat , chitra kala ke elava kya pasand hai aapko Bharat turned around and saw everyone had stopped ,they were gazing at him , waiting to hear his answer . He felt as if was freezing in embarassement.
Bharat : Kuch khaas nahi , parantu kekai desh mein kaafi samay yudh abhyas me chala jaata jata tha , aur phir yudh kala seekne mein aanand aane laga.
Mandavi : phir to nishchit hi aapne bhi lankapati ravan ki tarah kaafi yudh ladhe aur jeete honge , ( she said in an sarcastic tone )
Bharata started realising something strange was happening , he tried to contain the situation : Bharat : Nahi Nahi , abhi maine zyada yudhon mein bhaag nahi liya hai , haan par jinme bhaag liya hai , veh yudh avashya jeete hain.
Lakshman : Parantu Bhayia , apne rajkumari Mandavi ko bataya nahi ki kuch din poorva hi aap ek bada yudh haar kar aaye Hai ???
Bharat : Kis yudh ki baat kar rahe ho Lakshman ??? ( asked suprisingly)

Lakshman and Shatrughan ( in union) : Wahi yudh , jisme mata kekai se aap buri tarah parajit hue the ...Bharat ( in anger ) : Parantu us yudh mein to vijayi raha tha , tum sab the to vahan , phir kaise bhool sakte ho tum .
Everone had a hearty laugh and Bharat noticed he had again been played again by his younger siblings with some little help from Mandavi , he ran towards towards them to give them a good beating. But the twins had already made a desperate run towards the palace , while others followed their way back home slowly later.

Ramayan Drabbles By ShivamWhere stories live. Discover now