chapter - 6

12 1 0
                                        

Jaya- ab tum mera peecha karte hue yaha tak pahuch gaye.... 🤨

Rudhra- mai.... or tumhara picha...,
Hmm.. pagal ho kya tum..

Jaya - pagal mai nhi tum ho samjhe or aainda agar mujhe pagal bola n to mai...

Rudhra- kya mai.. ha.. bolo..

Jaya- mai tumhrai jaan le lugi.

Rumi - arey yrr.. kya kar re ho dono... kyu bewajah lad re ho.. plz chup ho jaao.....

Pari - or tum kaise jaanti ho ise...

Jaya - yahi hai wo battameez , chichora insaan jo bus me mujhe pareshan kiya tha.

Zara- accha to ye wahi hai..
Tabhi mai kahu ki tumhe kon pareshan kar sakta hai.. kiski itni majaal ki koi tumhe pareshan kare.

Waise tum batao ge tum ho kon ?

Rudhra- mai... mai... bata yrr tu.. ( Zain se bolta h )

Pari - wo kyu batayega tumhare muh me jubaan nahi h kya..

Rudhra- hai n.. , mera mtlb batata hu..

Jaya -lafanga hi hoga shakl dekho iski kya lagta h.

Rudhra - ayee.... mai lafanga lagta hu tumhe or meri shakl bhi lafango jaisi h.., yrr.. samjhao ise ( Zain se ishare me bolta hai )
Agar tube light bhi lekar dhundo gi n to mera jaisa cute or handsome banda nhi dikhega... samjhi.

Zain - abey ooo... to mai kya langoor hu tu handsome hai to..

Rudhra- arey nhi... yrr maine tujhe nhi bola tu to world wide handsome hai bhai..

(Zain ab rudhra ka intro. deta h)


Zain - to ye hai humare company ke managing director Mr. Rudhra bhardwaj

Jo ki apna kam bakhubi nibhata hai..
Jaisa ki aap sab dekh hi rahi hogi bus se lekar abhi tak nibhaya h..

"Unki baate sun kar sab hasne lagti " hai.

Rudhra- ha beta maar le taunt tujhe mai baad me dekhnluga..

Zain- mai taunt nahi marta jo h, so bol diya..

Pari - accha... to ab ice-cream khane Chale.. mera bahut mann kar rha h khane ka..

Zara - mai bhi mera bhi mann kar rha hai...

Rudhra- ok chalo chalte h..

Jaya - oyee... tum kha Chale.. hmm..

Rudhra- suna nahi Ice-cream khane..

Jaya - usne humse bola h n ki tumse se..

Rudhra- to khud hi pooch lo kisse bola h..

Pari - maine kisi ko nhi bola jaane ko, mai khud ja rahi hu khane, jisko khana h wo aajaye..

Rudhra- dekha.. 😏

Jaya- beta tumhe to mai baad me dekh lugi..😕

(Sabhi ice-cream store ki taraf jaane lagte hai tabhi raaste me rudhra bolta h..)

Rudhra- hey... upar wale tune mujhe itna handsome kyu banaya.... pata hai n logo ko jealousy hoti hai.. ( uper aasmaan ki or dekh kar bolta hai )

Jaya - oo... hello... Mr. Mai n ye tumhare chuze...🐥 jaisi shakal se nahi jalti samjhe...

Rudhra- tumne mujhe chuza kaha... , khair koi baat nahi , Agar mai chuza hu to , tum meri chuziii... 😊

💕 Ishq Ki Dastan 💕Where stories live. Discover now