Aur humko toh is baat par un par garv hai.  Par woh kaha haina Maharani ji, hum aavashe waise he karte jaise SHO Haseena Malik ney kiya.

Par woh ka haina ke hum SI Karishma Singh hai aur hum badnaame zamana bhi is liye hue hai ke hum apne is wardi ke he banaye hue kanoon ke gulaam nahi hai like madam sir.

Aur phir Haseena Malik hoke, majboori par jihazuri.

Nah, Maharani ji yeh acha nahi hua. Aur phir hum apse he toh sikhaye hai, Maharani ji.

Jab farz aur mohabbat main se kisi ek ko harna ho. Toh humesha jeet farz ki honi chahiye. Toh phir-----

Ram Ram Satay !

🍁🍁🍁🍁🍁

"Tere dimagh main kuch chal raha hai na?"

Innocently nodding her head on Haseena's question. Karishma rested her head on Haseena's shoulder and sunggling in the warmth of Haseena. Karishma replied with heavy voice,

" Nahi, bus ab hum bohat tak chukye hai. Humko bus ab in bahon main aaj ki raat sakoon se sona. Tum samjh rahi ho na humari baat ko, wifey?"

Karishma innocently lifted her gaze to meet Haseena's eyes, a silent plea for solace evident in her expression as she sought comfort in Haseena's embrace.

" Wifey? Kal tak toh tumne mereko aur rishte ko qabool nahi nahi tha, lakin aaj yun aachank tujhe kya hoga hai? Koi baat haina? Koi wajha, yaha pershani haina tujhe? Joh tu mujhse chupa rahy hai?"

Haseena asked caressing Karishma's face as her heart is not ready to believe her ears and nor her brain is allowing her to come in Karishma's words but seeing her innocent eyes and pain inside them, Haseena's heart wanted to fulfill every wish and desires of her love, tonight.

Karishma again reside her head on Haseena's bosom and listening to her heartbeat, replied softly,

" Sab kuch aachank he toh hua aur hota raha hai, wifey. Tumhara humare jeevan main aana, humara milna, humara gusa, tumhari ankho ka woh sakoon, tumhara humne pukarna, aur woh humara na chahte hue bhi thaam sa jaana.

Kitna anjaana sa rishta tha na woh. Lakin phir kab aur kaha woh anjaan se jaan aur jaan se Jaanejahan ban gay, humko pata he nahi chala.

Sab ko topa kehte kehte hum khud kitni bade topa ban gaya. Humko he pata nahi chala. Is liya hum tumko khud par aaj sare haq dena chahte hai"

" Kaha se seekhiye hai yeh baatein apne?"

" Jab se tumko padna seekh gaya hai hum. Tab se aise hogay hum. Is liya bus ab hum kho jaana chahte hai kahin tum main bus, aaj raat"

Karishma told caressing Haseena's face. Haseena held Karishma's hand and said,

" Aur agar hum inkaar kare de, toh?"

" Toh?!"

Phir ikraar hoga

Tere har jrum ka

Mera har dard ka

Teri har bechaani le kar

Meri har bekarari tak

Kuch yun saaz-e-insaaf hoga

Ke tujhte aaj

Qayammat ki shab

Khudko tujh mai

Yun barbaad kar le gay hum

Ke

Phir Na Mile Gay Hum......

🍁🍁🍁🍁

Chalo goli SHO Haseena Malik. Tum he kasame khaye thy na.

Ke pheli aur aakhir goli tumhara hoga humare seene main.

Toh maaro seedhe yaha humare dil par apne jajbaaton ko goli aur le lo. Humari Jaan, Jaanejahan

Nahi, madam sir........

___________

Enjoy the promo and will update soon

Phir Na Mile Gay Hum🍁Chapter 1 🍁✅🍁Where stories live. Discover now