Part 2

843 81 2
                                    

First thank you very much to showing some love to this story.

Pramod came and sat in front of her rolling his sleeves of his uniform.

Pramod - dekho do raste bata raha hu... Seedhe seedhe bata dogi, to seedhe tarike se pesh aaunga... Aur agar zara bhi ulta seedha jawab diya to mai bhale hi ladkiyon par hath na uthau par hamara lady constable staff well trained hai... Vo to shayad tum ek thappad me samajh gayi Hogi...Bina kisi bakwas ke jo puchu uska seedha jawab mil jana chaiye...

She didn't nodded while shivering.

Pramod - muh me zuban nahi hai.

She cried again. He rubbed his fingers on forehead. Why she was testing his patience?
He grabbed a glass of water and splashed the cold water on her face harshly.

Pramod - sunai nahi diya kya???!

She was about the fell from the chair but he grabbed her hand and pulled her making her sit properly.

Pramod - are Kashi madam zara yaha aaiye, in madam ko aapke Pyaar ki zyada zarurat hai...

Kashi came inside the lock up and stand next to Susheela.

Kashi - bata do varna bhot Dard hoga...

Pramod - naam kya hai tumhara?

Susheela wiped her cheeks and spoke up.

Susheela - Susheela....

Pramod - poora naam?

Susheela - Susheela Rajvanshi...

Pramod - umar?

Susheela - twenty three...

Pramod - kaha rehti ho?

Susheela - R.. Ranchi...

Pramod - itni dur karne kya aai thi? Baap kaun hai tumhara...

Susheela - Vo... Vo nahi hai.

Kashi - sir jhooth bol rahi hai.. Aap kaho to lagau ek?

Susheela - nahi... Nahi.. Sach.. Hum Kasam kha kar keh sakte hai... Hum anaath hai... Hamare maa baap ne hame chhod diya...

Pramod - baccha kyo churaya tha?

Susheela - are sir humne nahi churaya kisi ka bhi baccha.... Vo baccha aakar hamare gale lag gaya... Vo apni maa se bichad gaya tha... Use laga hum uski maa hai... Humne use chup karane ke liye God me uthaya to uski maa shor machane lagi...

Pramod - hm... Yane ki tumne kuch galat nahi kiya.

Susheela - ji..

Pramod - to bhaagi kyo thi tum?! Police kya faltu ki dikhti hai!

Susheela - sir hum sach me ghabra gaye the.. Kuch samajh nahi aaya isliye darr kar bhaag gaye...

Kashi - lo sir... Khoda pahad nikla chuha...

Pramod - ab chup chap apne ghar ka pata batau... Hum tumhe tumhare ghar bhej denge.

He stood up and begin to leave.

Susheela - nahi! Hum... Hum ghar nahi janenge...

Pramod - kyo?

Susheela - kyoki vaha hamara apna koi nahi hai... Hum mar bhi gaye na to apni laash ko bhi vaha nahi jane denge.. Please sir aap hame lockup me band kar dijiye... Lekin please... Hum ghar vapas mat bhejiye.... Hum Mar jaege...

Kashi - aur lockup kya Dharam shala hai.. Jaha sab reh sakte hai...

Pramod - dekho...

Susheela - sir... Seriously bol rahe hai... Hamare chacha chachi hame din Raat torture karte hai... Hum dikha sakte hai aapko..

She removed her scarf and Pramod closed his eyes and turned his face.

Kashi looked at those marks of beatings.

Kashi - sir... Sach me bhot lagi hui hai use..

Kashi took her scarf and covered her properly.

Pramod turned his face back and opened his eyes.

Pramod - agar itne Bure the to koi case kyo nahi kiya unpar...

Susheela - sir hamare sath koi nahi tha... Hame us narak me se nikalna tha.. Magar hamara naseeb itna kharab tha ki ki hum yaha phas gaye... Please sir...

Pramod went out of the lockup with Kashi with out giving her any reaction.

..........

Kashi - sir ladki sahi hai... Lekin ab iska kare kya samajh nahi aata...

Pramod - bhookhi hogi vo.... Subah se lock up me ro rahi hai... Use kuch khane ke liye de dijiye.

Kashi - theek hai sir...

Pramod - Rajni ji....

Rajni - ji sir...

He opened his wallet and gave her some money.

Pramod - Pandey ke sath jakar us ke liye kuch aise le aaiye jis se use thand na lage... Abhi.

Rajni - okay sir...

.............

Thankyou 🙂

Anjani si ek ladki Where stories live. Discover now