Phir Tejasswi ne use kuch bola jiske baad bhi Tejasswi ko khud hi uss ladke ka haath leke apne sarr pe rakhna pada aashirwad lene ke liye ......"

Listening to all of this Pratik and Nishant exchanged a look ..... Their eyes went wide open for a second and then .... Their eyes suddenly flared up with anger .....

That's when Karan spoke again ..... " Dekha tum logon ko bhi shock laga na, yeh sab sunke ..... Bol raha hoon woh Tejasswi jitni seedhi dikhti hai utni hai nahin ......

Wohh sirf bholi banane ka natak karti hai warna badi chant hai wohh ..... Dekho tumhe bhi gussa aa raha hai naa ye sab sunke ..... "

"Haan aa rha hai naa gussa ..... Bohot gussa aa raha hai ..... Aakhir koi kisike saath aisa kaise kar sakta hai ...... " Nishant and Pratik said together .......

Karan spoke again ," Dekho tumhe bhi lag raha hai na ki ye sab galat hai phir usne kaise kiya ye sab ..... "

Nishant interrupted in - between,
"Arey arey beera hamari poori baat toh sun leta ..... Humne kaha humein gussa aa raha hai. ..... Par humein ye thodi kaha ke humein Teja pe gussa aa rahai .....

Haan humne kaha ki yeh galat hai ....... Phir ye aise kaise kar liya ....... Par humein ye thodi kaha ki jo Teja ne kiya, woh galat tha ......"

Unable to holdback any longer he jumped into the conversation ...... " Tohh phir kiski baat kar rahe ho tum log .... kisne ki galat baat ...... "

Pratik and Nishant smirked looking at each other then shifted their gaze to Karan and shouted in unison " Teri "

Before Karan could realise anything Karan was lying on that very place where he was sitting earlier and groaning in pain and Nishant and Pratik were all over and around him kicking, punching him and pulling his hair ......

After a few minutes when they felt satisfied after hitting him ...... Obviously the hits and punches were light handed and not with the intention of hurting him .....

Soon all three settled back on the outdoor sofa and table ......

That's when asked Karan with frustration ..... " Saalon .... Kameenon ....
What was all of this ..... Kis janam ki dushmani nikal rahe the tumlog mujhse ... "

Nishant spoke in his typical dramatic way ...."Beera .... Sahi kaha tune ..... saala ..... Yahi lagta wohh ladka tera agar tu usse baat aage badhata aur use tere dil ki baat batata ...... "

Pratik spoke in his sarcastic way ..... "Haan aur aur ek baat hum aapse kisi janam ki koi dushmani nahin nikaal rhe par humein lagta hai aap zarur Tejasswi se kisi pichle janam ki dushmani nikaal rahe honge ...... tabhi toh aapne uske baare mein sab kuch misunderstand kiya aur uss basis par usse itna torture bhi kiya .....

Iss se pehle aap mujhe poocho main khud aapko uss din ka sara sach batata hoon .....

Uss din woh log light off karke .... candles lagake .... Candle light dinner nahin kar rahe the ..... Balki short circuit ke wajah se light chali gayi thi ....

Wohh ladke ne use hug kiya as a bhai .... Forehead pe kiss kiya as a bhai ....

Teja ne uss ladke ke gaal ko sehlaya as a behen .... Use hug kiya as a behen .... Uski aarti utari as a behen ..... Usko mauli bandhi as rakhi .....

Uss ladke ne uss ke haath ko kiss kiya kyunke Teja ke unhi haathon se banaaye khaane ko khaake usse apni mummy ki yaad aa gayi thi .....

Teja uske pairon mein jhuki aashirwad lene nahin balki uski lace bandh ne as a protective badi behen ......

Uss ladke ka haath usne apne sarr pe rakha aashirwad lene ke liye nahin ..... Balki usko khudki kasam khilane ko taaki woh usko diya promise naa tode .....

Abbb iss se pehle aap ye poocho ki wohh promise kya thi aur mujhe ye sab kaise pata toh main aapko bata doon .....

Wohh ladka koi aur nahin main tha .......

Aur promise ye thi ke chaahe jo ho jaaye .... Yahaan hum kitna bhi jhagda karein .... Jab sabse zyada aapko kisi ki zarurat hogi toh main aapko akele nhi chhodunga ......."

By now Karan was all in tears .... He realised what a grave mistake he had done due to his misunderstanding and overthinking .....

He was crying so much that he started getting hiccups his body started shivering and the only words coming out of his mouth were " Sorry ..... Sorry ..... Very sorry .... Teju sorry .... I'm really sorry. ...."

Nishant and Pratik both were feeling sorry for him .... At the same time they were worried for him ....

They tried consoling him ...

N:

"Beera ..... Beera .... Sambhal apne aap ko ..... Jo hogaya so hogaya ..... Bhool jaa past mein hui cheezon ko ......."

P:

"Haan bhai ..... please ...... aur kisi ke liye naa sahi ..... Par aap Teja ke liye atleast apne aap ko sambhalo .... "

N:

"Haan beera soch woh jab tujhe aise dekhegi toh usse
kaisa lagega ...... "

P:

"Bhai woh khud ko blame karengi aapki condition ke liye ...... Toot jayengi woh aapko aise dekh ke ......"

K:

"Nahin .... nahin .... main .... main .... usko tutne ni dunga ..... Main usko aur hurt nhin .... nhin ..... karunga .... "

N:

"Good .... Chal abb kuch khaale .... "

K:

"Nhin ..... Nhin .... Mujhe nhin khana ..... Mera bilkul mann nhin hai ...... "

N: ( smirking )

Aur agar main kahoon ki tu meri baat manega toh main tujhe woh gifts dunga joh Baabs ne tere Birthday ke liye rakhe the ......

K: ( goofily smiling like a kid amidst glistening eyes )

Kaise gifts ..... Kaunse gifts ..... Tu sach bol raha hai ...... Kya ..... Kya ..... Sachi Teju ne mere ..... Mere ..... B . .. B ..   Birthday ke liye .... Gif ... Gif .. .. Gift rakha hai ....

N: (trying to tease)

Haan .... Par uske liye tujhe pehle khana khana hoga ..... Warna tere saare gifts hum aapas mein baant lenge .....

K: ( pouting like a child he told)

Nahin .... Nahin ..... Tumlog aisa kuch nahin karoge ..... Woh ..... Woh ..... Me .... Mere haina ..... Toh ... Toh .... Tumlog .... Wo wohh ...  Kyu. ... Loge .... Main .... Main ..... Khaunga ..... Jo .... Jo .... Tum bologe ..... Wo ..... Wo ..... Wohh khaunga ......

N:

Theek hai tu baith idhar Pratik ke saath ..... Main tere liye khaane ko leke aata hoon .....

.
.
.
.
.
.
.
.

Precap:

.
.
.
.
.
.
.
.
.

Everyone is sitting on the Sofa in the living room when they here .......

" Aap sabhi gharwalon ko ye soochit kiya jaata hai medical grounds pe Tejasswi ye ghar ko chhod ke jaa rahi hain ...... "

Karan is holding something in his hand tight and just staring at it ..... Tears constantly rolling down his eyes. ......

Tarasti Hain Nigaahein Meri,
Takti Hain Raahein Teri,
Sunn Kabhi Aahein Meri.
Yeh Kaise Main Bataaun,
Tujhe Soti Nahin Aankhein Meri,
Katt ti Nahin Raatein Meri.

Dhal Nahi Jaate,
Pal Nahi Jaate,
Doobti Hain Saansein,
Dil Aise Bhar Jaate.

Jaate Huve Lamhon Ko,
Paas Bulaata Hai,
Thodi Si Bhi Doori Dil,
Seh Nahi Paata Hai.

Sab Hai Dikhawe,
Jhoothe Behlaave,
Ek Hi Kadam Laaye,
100-100 Pachhtaave.

.
.
.
.
.
.
.

This is it for now .....

C u in the next update .....

Till then take care and have fun .......

SolaceМесто, где живут истории. Откройте их для себя