Then
Suhana-hi beta kaisi hoMonu-main theek hu aunty app batau kaise ho.hi Jeet uncle kaise hai or apka kamar ka dard kaisa hai are u fine na
Sarabjeet -ha beta main theek hu tum kaisi ho or ghre main sab theek
Monu-hnji uncle sab theek
Suhana-beta ayu baithu or karan ajja tu bhi or pandit ji ki baat jahi par dba du Jeet and karan es bare main koyi baat nahi ho gi
Suhana ko Monu ki mom ka call atta hai ki vo or Deepak ajj Mumbai ja rahe hai operation ki urgently hai soo vo sid or Monu apne pass bola lai or sahid 2din lagg jaye
Or Monu or sid se baat ho gayi hai
Suhana -monu beta tumhari mom ka call aya hai
Monu -ha mujhe bhi ohn ka voice msg aya
Suhana-tu tum ajj yaahi Rukh rahi ho main sanju ko phone karti ho ki vo sid ko yaahi le aye
All nooded-hmm
Karan-chal main tujhe sanju ka room dekhata hu tu fresh ho ja mom app tab tak kuch amazing kuch bnadu buhat bukh laggi hai
Suhana -theek hai
Jeet-main important kamm ke liye ja raha hu sham ko milta hu main lunch bahar kar lu ga
Suhana- theek hai byy
Both smile
Moran- wow mom/aunty app dono ajj bhi new married couples ki tarah rehte hu
In teasing waySuhana- blush .kya tum dono bhi jayu fresh ho jayu main lunch lagti hu
Moran-hmm
Karan Monu ko sanju ke room main shodta hai or usse sanju ki cupboard main se dress 👗 nikal ke deta hai
Karan-monami tum je pehan lu je tumhe aa jaye gi
Monu-thanku(in mind)je buhat pyaar se baat kar raha hai
Karan-i am sorry monami jo maine pandit ji ke samne kaha I am really sorry
Monu-nahi karan starting maine ki thhi sorry I am sorry
Karan-its ok abb tum bhi mera sorry lailu
Monu-its ok
Karan-tum fresh ho jayu hmm niche milte hai dinner table pai
Monu hmm
Karan chala jata hai
Usse fir yaad ata hai ki sanju ke bathroom ka shawar krab hai vo bhag kar bahar jata haiKaran-monami
Monu-karan je tab bahand nahi ho raha
Karan-moami main aandar ayu
Monu-aaa jayu
Then karan aata hai
Then vo tab bahand karne ki koshish karta lakin tab tut jata hai
Ussi main dono bigh jaate hai
Both are lost in each other
Karan Monu ko dekh raha hai she is totally wet vo usse apni taraf kitch ta hai or usse lip kiss kar deta passionately vo bhi response kar rahi hai
Karan-monami
Monami -karan
Karan -monqmi
Monami-monami in loudly
Karan-kya hai cheek kyu rahi hai
Karan -in mind-je kaisa sapna thha iss ranisahiba ko maine kiss kar diya
Monami-aunty lunch ke liye nichhe bula rahi hai jaldi ayu
Karan-hmm
So guys karan fresh ho kar thodi dheer soo Gaya tha or dubara room jana tab thoot jana je sab uska sapna