~Is this love part 3 ~

464 70 11
                                    


outside the elevator

anubhav sensed had stopped working the fire was rapidly spreading and he could hear haseena's screams

AS-h..has.haseena (he stammered a bit)

HM-anubhav humein yahan se bahir nikaliye hum saans nahi le paa rahe hain (she said panting heavily)

AS-haseena hum hum kuch karte hain (he dialed the number of his special security agents and they arrived in a second ) ..you all have to rescue haseena she is stuck in the elevator and there is fire all around do anything but bring her safely out

AGENT1-don't worry sir we would try our best

they all grabbed their equipments and went towards lift anubhav was continuously moving from one side to another he was hell angry at staff the fire was finally over haseena had been successfully rescued anubhav sighed in relief he went towards her and hugged her all the people were dispersed from there anubhav took haseena to his private room on 25th floor

AS-haseena aapko pata hai hum kitna dar gaye the ..humari jaan nikal gaye the( he feared of losing her )

HM-anubhav ji bhool jaiye joh kuch bhi hua hai ..humara itna acha moment spoil hogaya

anubhav held her palm and saw blisters on it he brought the first aid kit and applied the ointment she hissed in pain

HM-ahh

AS-(he blowed the wound while she was gazing at him continously) kya dekh rahe hain aap

HM-pehle baar kisi ko humare chot se dard hua kisi ne humare itne care ke (moist eyes)

AS- aap humare liye sabse khaas hain ..hum aapki care nahi karenge toh kaun karega

HM-anu..(sweetly)

AS-kahiye meri jaan (making her sit in his lap )

HM- i love you anubhav ..pata nahi kaise par humein aapse mohabat hogaye i love you anubhav (looking into his eyes)

AS- i love you too haseena ..aapko pata hai aapse milne se pehle hum yeh shaadi nahi karna chahte the par jabse aap mile hain tabse humari zindagi main aapne pyaar keh rang bhardiye hain ..

HM-aapne toh humein ring keh saath propose kiya par hum kiya de aapko..

AS-bas ek kiss dedijiye humein

HM-kya anubhav aap bhi (shyly) acha apne ankhien band kijiye (she kissed his cheek)

haseena's pov

anubhav yeh naam ab humari zindagi se jud chuka hai pata nahi kaise par humein inse beinteha mohabat hogaye hain aur ab hum sirf yehi chahte hain keh hum dono humesha saath rahe yeh duniya ne sirf gam diya hain lekin kuch apne humein mile jinhone humein khud se bhi zyada pyaar diya kashish jaise nanand kam besfriend jissne har baar humein cheerup kiya maa baba ne humesha humein sahi raasta dikhaya aur anubhav ne toh uss raste pe chalne ka saath diya aaja agar hum yahan hai toh sirf apne kabiliyat aur unke saath keh wajah se i never want to leave you anubhav

anubhav's pov
agar haseena humari zindagi main nahi aati toh aaj bhi hum workaholics person rehte unhone humein zindagi ko enjoy karna sikhaya unke woh pyaari se adaiyen woh bohat zyada he nek dil hain humesha doosre keh baare main pehle sochte hain koi kaise inpar zulm karsakta hain lekin hum jab tak zinda hai hum waada karte hain keh haseena ko iss duniya ke nazron se humesha bacha keh rakhenge woh humara ek anmol taufa hain jissko hum humesha sambhal keh rakhienge i would always be with you haseena

AFTER 2 MONTHS

HM-anubhav jaldi kijiye humein bhook lagi hain (she groaned like a kid)

AS-haseena packet pe likha thaa do minute main ban jaiyegi

HM-safed jhoot hai maggi kabhi do minute main nahi banti ...ab humsein bhook bardasht nahi horahe..kab banegi swadisht maggi(she said licking her lips)

AS-haseena aisa mat kiya kijiye..

HM-kyun aapke dil main kuch kuch hota hai (making random patterns on his chest)

AS-shreemati ji control your desires (whispered in his cold voice)

HM-aapko dekh kar kaise control kare (inhaling his scent)

AS-haseena hum bata rahe hain anjaam acha nahi hoga...

HM-ek baar maggi khane dijiye uske baad batate hain aapko......

the maggi was ready they enjoyed their food by having laughter session

AS-kuch bol rahe the keh maggi khaane keh baad aapko batayenge

HM-i want to be yours anubhav physically emotionally mentally please

AS-haseena hum aapki consent keh bina kuch nahi karenge ...

HM-anubhav sach main i am ready to be yours forever

AS-as you wish darling he picked her in his arms and went towards the room and closed the door

THE END

DON'T FORGET TO GIVE YOUR PRECIOUS REVIEWS AND VOTE

BYE ✨❤





𝑫𝒊𝒍 𝑴𝒆𝒓𝒂 𝑫𝒉𝒂𝒅𝒌𝒂𝒏 𝑻𝒆𝒓𝒊💖जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें