War - Badly Trapped!!

988 115 84
                                    

In a black dark room a man was tied with a rope to a poll his head was oozing with blood...when a men with mask splashed water on him...
He woke up with jerk...
He looked all around but everything seemed blur to him...
After a while everything became clear in front of his eyes..he realised his condition and looked towards the man with the black mask...

Man: (pov) hum yaha iss avastha mein kaise??

Ab tone se samjh he gaye hoge ki kon hai ??

Yes he is our Anubhav Singh ..

He started remembering how he came their...

He then remembered that he was with the intelligence team in one of the location of the IP address of CCTV camera...and then they had a fight with goons when a poisonous gas entered the room and all went unconscious...

He looked all around searching for the intelligence people but they were nowhere...

Anubhav: (in a weak voice) kon ho tum log?? Aur humare saathi kaha hai?? Kya kiya tumne unke sath...

The man with the mask remained silent and suddenly...

A light flashed his eyes..
Anubhav closed his eyes and then slowly slowly opened his eyes..
He saw a big screen in front of his eyes.. the screen was divided into three parts.... he got shocked looking at the scenario..

The screen showed his team members and also the intelligence team tide with the rope upon a chair in unconscious state with bomb attached on them... The second side of the screen showed Ammi and Maa tied with ropes and bomb attached to them also and the third side of the screen showed a missile that was directed towards the sky...

Anubhav: (trembling) ye..ye kya hai..In sab ko kyu bandhi bana rakha hai aur vo missile..vo missile?? Kya vichar hai tumhara kya karne jaa rahe ho tum...

Suddenly Anubhav heard a loud laughing sound that made an echo in the black room and within no seconds Anubhav recognised the voice... But it wasn't the voice of the man with the black mask standing in front of him it was bakhshi's voice...

Bakshi: Anubhav! Anubhav! Anubhav! Tumhen raste se hatane ki kitni koshish ki par yaar pata nahin bar bar kahan se a jaate Ho... Par is bar Maine socha bahot socha aur soch kar ye ki agar tumhari bahot buri tarike se har ho jaaye to Tum Puri tarike se Tut jaaoge..

Anubhav: Satya Satya batao kya mansha hai tumhari kya chahte ho humse??

Bakshi: badla... Tumse aur Haseena Malik se isliye to dekho Na tumhari tarah use bhi Maine Ek alag andhere kamre mein kaid karke Rakha hai..

And screen divided into fourth part showing Haseena Malik in the same condition as Anubhav was and now she was also able to hear the conversation between Anubhav and Bakshi...

Anuseena got tensed looking each others condition and the condition of their family members...

Haseena: badla humse Lena chahte ho to hamare apnon ko kyon kaid karke Rakha hai aur vo missile vo kis liye hai??

Bakshi : apnon ka hi to Khel hai yah Sara... Barso pahle Tum donon ke baap ne mujhse mere bete ko alag karne ki koshish ki.. unn donon ke Karan mere bete se uski pahchan chhin Li gai kyunki vo mar chuka tha duniya ke liye..(in anger) mera baccha tadapta Raha khuli hawa mein azadi ki sans lene ke liye.... Kya galti thi uski drugs hi to leta tha na uski ye aadat chhuda deta main... Per nahin tum donon ke baap ne to uska encounter hi kar Dala... Shukr hai mere sathiyon ne Vinay Chauhan, Balwan Tomar aur Raka Chaudhary ne waha bomb plant kar diye the.. mera baccha Bach Gaya lekin Fir bhi ghut ghut ke Marta tha kyunki vo 6 saal ke liye coma mein chala Gaya.. aur jis Din mere bacche ko hosh aaya uss Din Maine ye Tay kar liya ki mai mere bete ke sath Insaaf karke rahunga...

Anubhav: tumne Jo Kiya use swarth kahate Hain nyaay nahin aur tumhen Jo Apne bete se hai use Moh kahate Hain Prem nahin
Kyunki agar tumhare hriday mein Apne bete ke liye Prem hota na to use bachate nahin aur agar bacha liya tha to use sudharte khud Is tarah apraadhi nahin bante... Aur Aisa nahin tha ki sarkar ne tumhare bete ko ek  avsar nahin diya ... Diya tha parantu tumhare bete ne use avsar ka bhi durupyog kiya... Ismein hamare aur Hasina ji ke Pita Shri ka kya dosh hai??

Bakshi: Bas bas Anubhav Singh zyada Bhashan mat do...yaha Kan pal rahe hai...meri baat dhyan se suno...12 ghante...12 ghante hai tumhare pass... Vah missile dekh rahe Ho 12 ghanton mein Hindustan ke alag alag praanton mein launch ho jaega aur Ek bar yah launch Ho Gaya to Hindustan ka har shahar mein ka har rahwasi Drugs ka Adi ho jayega... Aur is missile Ko rokane ka control panel bhi tumhare aaspaas ke hin kisi jungle mein hai... 12 ghante hai tumhare pass.. control panel dhundho aur bacha lo Apne desh ko..

Anuseena Got tensed...

Bakshi: aur han kahani mein Ek twist hai...Agle 12 ghanton mein he tumhare parivar Bhuummmm!!!

And he started laughing....

Anuseena looked at their family members emotionally...

Bakshi: Anubhav aur Haseena...Agar Desh ko Bacahaoge toh Pariwar kho doge aur agar Parivar ko Bachaoge toh desh kho doge....Jeet toh dono taraf se Bakshi ki he hogi aur Haroge tum dono aur saath he pura hoga mera badla...

And he laughed more...

Bakshi: chalo lag jao Kam par..12 ghante Anubhav Singh aur Haseena Malik...12 ghante hai tumhare pass..Agar tumhare apno ko aur Tumhare Bacha Sakte ho toh Bacha ke dikhao..aur iss dauran mai iss desh se itna dur chala jauga ki tumhare haath nahi aauga....your time starts now....

And suddenly All the lights went off and all again became dark also the men too left quietly before the lights were off...

Anubhav: (pov) ek taraf Desh

Haseena : (pov) ek taraf Apne

Anuseena closed their eyes...They remembered the Oath they took For the Nation...

Mera Har karm Desh keliye
Mere Rom Rom mein Desh Rahega,
Jai Hind Jai Hind ab se yehi
Mere Jeevan ka udeshy rahega ...

Anuseena opened their eyes...

Anuseena:(with tears)  Desh Sabse pehele hume apno ki Kurbani Deni hogi...

And tears slept down their eyes....

__________________________________

Precap: Fight for the Nation

__________________________________

Rishte - Set After Mission Beherupiya Where stories live. Discover now